“Nahn nazzalna al-dhikra wa inna lahu lahafizoon. Lekin jo baad ke log thay, baad ki naslein aur yeh converted Musalman, yahi log baad ko aalim bane, wahi mufassir o sharah bane.”
“Rasool Allah ne farmaya tha ke "taraktu feekum shayyatayn lan tadillu ma tamassaktum bihima: Kitaballahi wa Sunnati". is daur ka Islam jo tha, woh tha mabni bar Quran, mabni bar Sunnat, mabni bar Sahaba.”
“to aap ne aik ayat aap ke bare mein hai ke yaza anhum asraahum wal aghlaal al ratqaan alaihim. Yani Yahood par un ke ulma, mashaikh ne jo asr o aghlaal daal diye the, us ko utaar raha hai.”
“is liye Quran ko kisi ki guidance mein parhna chahiye." Yeh sab yeh sab jhooti baatein hain, shaitan sikhata hai. Main wohi kahunga: "Man batao, Quran o Hadees mein koi hawala do,”