“isko samjhiye. doosri baat mein ye kahunga ke RasoolAllah ne farmaya hadees mein ke Aadam se lekar Qayamat tak sabse bada jo khatra hai wo dajjal ka khatra hai.”
“Aadam se lekar Qayamat tak sabse bada khatra dajjal ka khatra hai jo Aadam ko behkaega. aur aap ne ye bhi farmaya RasoolAllah sallallahu alayhi wasallam ne ke jitne bhi paighambar aaye Allah Taala ki taraf se, sab apne zamaane mein logon ko daraate rahe ke dekho dajjal aane wala hai.”
“to main samajhta hoon ke jo aayat Quran Majeed mein hai, surah Anbiya mein yani chapter number 21 mein, iqtaraba lin nasi hisabuhum wa hum fi ghaflatim mu'ridoon.”
“jo namaze'n padhte hain baqaida, woh bhi ek ritual set of rituals hain. Hadees mein aata hai, mein samajhta hoon ke is zamane ke bare mein hai woh baat ke masajid do wohan mera wohi kharab manal huda ke ek zamana aaye ga jab masjidain bhari hui hongi aur ismein hidayat se khali hongi. woh”
“water nahin to life nahin . aap gaur kijye, hadees mein aata hai ki qayamat se pehle ek hawa chalegi, ek hawa chalegi aur saare nek log jo hain, woh khatam ho jayenge.”
“meri baat na chale, tab bhi mujhe jad kar, mil kar team ke saath kaam karna hai. yehi cheez hai jo ittefaq ko baqi rakhegi aur is hadees ke musdaq banein ge aap ke yadullah alal jamaa,”
“maulana, please throw some light on this tradition. Abdullah bin Umar said that companions of Prophet s.a.w. saw Umar in his dream ten years after Umar's death.”
“ye wohi wohi jo hadees mein ne arz ki Rasool Allah ke baare mein, wohi Hazrat Umar ke baare mein bhi samajh lijiye. isko keh "ala bi rahmati min fadli"”