“ke "li yuhakka man haqqah bi bayyinah" aur "wa yuhlik man haalaka bi bayyinah" taake aakhir mein jiska jo faisla ho, woh bayyinah ki buniyad par ho, at random mat ho.”
“yeh bilkul khud sakht mazhab hai, is ka islam se koi ta'alluq nahin hai. sahi quran sab ke liye hai. li kaun lil aalameen nazariya, saare aalam ke liye.”
“isi quran mein kaha hai ke "wa laulashaa'na la rafa'nahu walakin la akka ilaa al-ard" ka matlab Allah ne toh isko unlimited desire is liye di thi ke koi jannat ka sa'iq bane.”
“qadeem zamanay mein yahudiyon ne samajh rakha tha, isi kehmal Allah ke sar nah hain. wohi ab musalmanon ne samajh rakha hai. yaad rakhiye, quran mein hai ke "li sa bam anai kum ola amaniya hal al kitab min yumr suwi yajdhab".”