“Thereisanother vers e inChap ter 7 2 ,versenumber 2 7 ,where itismentioned :'God sendsdown guardians who walk before them and behind them.' Moulanaصاحب,kindlyexplainthese twovers es.' dekhiye yeh do ayatein jo hain yeh daee ke bare mein hain”
“dekhiye quran mein ek to yeh hai iz yatalaqqal mutalaqqi aani al yameeni wa aani al shamali qaydun ma yal fazu min qawlin illa ladaiy raqibun ateed yani har aadmi ke ek dayen aur ek bayen farishte hote hain do farishte har aadmi ke saath hote hain taake uski har baat ko woh record karein”
“to yeh zaroor sawal aata hai uske zehan mein agar sachhi dawat ke liye uthta hai tab to yeh Allah taala ki taraf se yaqeenan dhyani hai ek assurance ki baat hai ke tum dawat ke liye utho woh hamara kaam hai yeh Allah taala ka kaam hai isko Allah ki nusrat kaha gaya hai quran majeed mein dawat ke kaam ko Allah taala ne khuda ki nusrat kaha hai”
“dr. muhammad qutubuddin ne new delhi se likha hai "sir, it was said, 'man sal al bur den dakhlal jannah.' what is the specific reason of using the word 'al burden' instead of 'fajr salat' and 'asr salat?"”