“hoon, nahin. mein yeh keh raha tha ya keh raha hoon ke prophet of Islam jo the, un ke bare mein Quran mein hai ke laqad kana lakum fi rasulillahi uswatun hasanah woh tumhare liye example hain, model hain.”
“alam yajudka yateeman fahwa wajadaka zalla fahada wajadaka aala fahada yeh bhi ek, ek woh hai. wajadaka aala fahada yaani tum ko paya muhtaj to tum ko ghani kar diya.”