“to human interpretation jo hai, us ki wajah se tabdeeliyaan aati hain. quran mein hai ke "yeh al-kalimah mawad", yaani context se bahar matlab nikal lena,”
“Te hain is ko. Hum Masih ko ruswai nahi kiye gaye. "Bar'afah Allah" Quran Majeed mein hai. Lekin un ke nazdeek yeh hai ke jo kruswai ho kar ke woh insaanon ke jurm ka kaffara ban gaye.”
“yeh bilkul laغو hai, khurafaat hai, be asal hai, be asal hai. quran mein dekhiye, bohat hi wazeh taur par kaha gaya hai: laysa bi ammarikum wala maani ahl al kitab man ya'mal so yujzabi”
“lekin yahan bhi wo jahan hadith mein jo main ne sunaya aap ko, hadith yeh farmaya Rasool Allah ne ke pichli ummaton ne jo kuch kiya tha, wo sab tum kar dalo ge.”