“to dekhen, jab yeh hota hai is qism ka mohabbat ilahi aur quran mein dekhen, quran mein isi ko criteria bana bana bataya gaya hai: "min allahi billah wal ladheena amanu ashadd hubba lillah." yeh surah al baqarah ki ayat hai,”
“Is ke baad sare insanon ke liye mohabbat paida hoti hai. Jaise yeh Rasool Allah ne farmaya tha ke "ala nafsah". Kya woh insan nahi hai? Mein insan to woh”
“yahi woh kaam hai jo akhirat mein sab se ziyada aap ko khuda ki blessing ke qabu stake banaye ga kyunke quran mein hai ke yeh Allah ka kaam hai, yani is kaam ko Allah taala ne khud apna kaam bataya hai,”
“is mein aa gaya hai ke jis tarah Hazrat Masih ne apne hawariyon se kaha tha, to Musalmanon ka kaha gaya ke tum in ko imitate karo, tum bhi isi tarah se karo.”
“whereas if you look at our science books, they talk about eight planets. Can we take it as that there are seven planets and the eighth one as being the heaven?”
“yeh to falan factory bana hai. to shaitan jo hai, us ko attribute karta rehta hai Khuda ke siwa kisi aur taraf. woh jo Quran mein hai na, woh us ke baad ke otith ali al-baneen di ke cheezon ko apni taraf mansoob kar lena, bajaye Khuda ke mansoob karne.”
“la tulqana zarooriyat ila qaleel shaitan ne kaha tha ke saare logon ko phaka doonga mein. to har waqt shaitan laga rehta hai is mein ke hamare mind ko Khuda se pheer ke kahin aur le jaye.”
“Quran Hadees mein aata hai Rasool Allah ke bare mein. Hazrat Aisha ne farmaya: kaana yadhkurullaha ala kulli ahyaani har mauqe par Rasool Allah Allah ko yaad karte the.”
“Koi doosra tareeqa nahi hai. Quran mein dekhiye, aap Surah Al-Imran ke aakhir mein padhiye, ismein yahi bataya gaya hai ke tafakkur, tazakkur, tadabbur.”