“to hamare liye mauqa hai ke hum batayein logon ko ke yeh yeh jihad nahin hai. jihad to aik peaceful struggle ka naam hai: wa jahid hum bi jahid kabira.”
“hadis mein aya hai ke "talab talab al-ilm farizah". hadis mein ata hai ke talab al-ilm farizah, ilm ko hasil karna farz hai, lekin yahan par ulma ne ye kiya kehte hain ke is se murad ye ilm deen hai.”
“ek saal ka mere paas telephone aaya to maine un se yahi baat kahi. maine kaha ke musalman is ayat ko bhool gaye hain: "yauma yaqoomu alnnasu birabbi alaalameena".”
“dekhiye, jab mein quran ko parhta hoon ke shaitan ne yeh kaha tha ke: "la la tanka al-dhariyata illa qalila", yani mein apne raste par sab ko daal dunga.”
“maulana, agla sawal naseem khan sahib ka hai, mumbai se, aur unhon ne likha hai: "maulana, al imran mein kaha gaya hai tum mein ek jamaat aisi honi chahiye jo logon ko khair ki taraf bulaye,”