“yeh yeh ek political break tha jo arbon ke zariye hua ke kaise, yani abadi pahad reza reza ho gaye. jo bible mein kaha gaya, balkeh sahi kaha gaya hai "and the everlasting mountains were scattered".”
“is mein apne liye seat hasil kar saken. fa maqsad saddaq in al mulk muqtadir. main dua karta hoon ke Allah taala mujh ko aur aap ko is mein hissadaar banaye.”
“haan, hadith mein is tarah se hai ke morning time jo hai, yani fajar ke waqt, farishton ki ek yani ek duty khatm hoti hai, woh jaate hain wapas aur doosre farishte aate hain.”
“aur yeh sab baatein, yeh sab baatein jo hain, symbolic language mein hoti hain. yaad rakhiye ke yeh sab baatein jo hain, quran mein hai ke do dhang ki, yani quran ki ayatein do dhang ki hain: ek muhkamat, ek mutashabihat.”
“wohi mein ne arz kiya, mashhood ka matlab hota hai witness yani gawah, wa shahi do wa mashhood yani shahid hai, gawahi dene wala, mashhood woh hai jis par gawahi di jaye.”