“Sab kuch chahta hai sametna, hatta ke sari dunya hi us ko hadith mein aata hai ke agar sari dunya tum ko kisi ko mil de di jaye, tab bhi us ki list poori nahi hogi.”
“tab aap apne ko bacha paenge, warna bacha nahi paenge. is liye shaitan ne yeh kaha tha Allah taala ko challenge dete hue ke main sare insanon ko behka doon ga, siwaye kuch logon ke.”
“lenge. Quran majeed mein yeh hai ke jo jo sahi maano mein momin hote hain to shaitan jab unko attack karta hai unke upar to pehchan lete hain woh ke yeh shaitan ka attack hai, shaitan ka influence hai.”
“to jab aap bahut zyada alert rahenge, bahut hassas ho jayenge, sensitive jab bahut aap sensitive ho jayenge to aap aap ko idhar pehchan paida ho jayegi jisko Quran jisko furqan kaha gaya hai.”
“cheezein hamesha ambiguity rahengi. is liye quran mein hai "wa laqad arsalna ilaika ayatin bayyinat wa ma kafara billazina fatu fit taghuti wa yaktufuru billahi faqad dallal dalal بعيدا". yani cheezon par element of doubt ka parda hamesha hi rahega kyunke is ke baghair test nahin ho sakta.”
“yeh kahin bhi nahin bataya quran mein. agar tum Arabic jaano ge toh quran ko samajh lo ge. quran mein hai ke tadabbur karoge toh samjhoge. tadabbur, contemplation.”
Al-Furuq al-Lughawiyya by Abu Hilal al-Askari, pp. 402-403
“dekhein, Furqan ke ka lafzi matlab jo hai, woh hai do cheez ke darmiyan farq karna. asal al fasl min al shai' yani to differentiate between between the two.”
“sab se bari musibat yeh hai ke sab aadmi apne dimagh se bolte hain. yeh nahi sochte ke woh quran mein likha hua hai ke nahi likha hua hai. quran mein likha hua hai, jabke "likoon ar rasool shaheedan alaikum wa takoon shuhada al nas".”