“quran ka jo para saat hai, wa izaa sami'oo. is ko padhiye aap. saatwan para ka shuru wa izaa sami'oo ma unta illa rasoolo tara aayatilehim tafweed min al damm mimma arafu min al haqq. yaqoolu rabbana aamanna faqtuna ma'al shahideen fa asahab humu Allahu bima qalu jannatun. yahan bhi dekhiye, qaul par jannat batai gayi hai.”
“to jis cheez ko bhi aap sochein, har cheez mein sochne ke baad gehri baatein maloom hoti hain. na sochein to gehri baat nahi maloom hoti. kal ek sahib se baat hui to yeh ayat thi ke quran mein hai ke nahnu nazzalnal zikra wa inna lahu al hafizoon.”
“toh kaha ibaadat ba qadr aqli hoti hai. aisi dawat ba qadr aqli hai. har cheez ka taalluq aqal se hai. quran mein baar baar hai afala taqiloon afala taqiloon afala taqiloon. ke tum sochte nahi hain. apne aqal ko istemaal nahi karte.”
“Yeh toh Quran mein hi likha hua hai, yeh toh hoga. Is par nafrat karne ki toh kya zaroorat hai? Maan lo isko, yani aath sau saal tak duniya tumhare dabdabe ko maanti rahi, ab tum unka maan lo.”