“dekhiye, Quran mein ek ayat hai "وَتِلْقَىالْأَيَّامُنُضَاءٌلَهُبَيْنَالنَّاسِ"۔ angrez yahan aaye, unhone hukoomat ki. do sau saal tak unki hukoomat rahi.”
“quran mein hai ke "inna allaha la yughayyiru ma bi qawmin hatta yughayyiru ma bi anfusihim". yaani jo taghayyur hoti hai, jo badlao hota hai, woh khuda ke faisle ke tehat hota hai.”
“hazrat aisha ne kaha tha ke "ulaika qara'uhum lam yaqra'u". quran ko padha magar nahi padha. to ek padhna woh hota hai ke padhta hai aadmi magar nahi padhta hai.”
“aap ghor kijiye . to quran logon ne parha lekin quran ko nahin parha . kyon ? mind ko prepare kiye baghair parha . mind ko yani jo sahaba ne kaha tha ke pehle hum ne iman seekha phir hum ne quran seekha . yani pehle hum ne apna mind banaya , mind .”
“aur quran mein saaf saaf likha hua hai, saaf saaf likha hua hai ke ma asabakum min musibatin fabima kasabat aideekum quran mein saaf saaf likha hua hai ke wa in tasbiru wa tattaqu yaradkum qaiduhum shai'un”
“udkhul al-ard al-muqaddasah allati katab Allah lakum. kisi ne socha nahi ke aakhir yeh jo hazrat moosa ne kaha tha, kyun kaha tha? abhi tak woh ayat maujood hai, woh mansookh nahi hui.”
“this kind of this is not sahaba pattern. sahaba ka pattern kya tha? ta'allum al iman thum ta'allum al quran pehle apne mind banaye, hum ne apne aap se ma'rifat paida ki. hum ne”
“koi yeh nahin sochta keh communal right ki hum complain karte hain, protest karte hain. communal right mein ke bare mein quran mein kia lead diya gaya hai? hamein kia bataya gaya hai? wahan woh lead hai keh sabar karo, taqwa karo”
“to un ko quran mein kamrez mil gaya. aise log quran ko nahin padhte, kuch aur log ham lafz waseela quran mein mil gaya. dekho bhai, waseela ye to quran mein likha hua hai keh waseela zaroori hai, us ke baghair nijat nahin.”
“toh apne mind ko todna padega, apne mindset ko badalna padega, apni deconditioning karni padegi. bahut hi study karni padegi, bahut hi study. toh hadith mein aaya hai ke do mein se ek option hai insaan ke liye:”
“quran mein ek aayat yeh bhi hai ke qul huwa ayatin bayyatin fi sudooril lazeena ootiul ilm woh dilon mein maujood hai. yaani quran dilon mein maujood hai.”