“koi zalim nahin hai. asal masla yeh hai ke musalmano ne aqal kho diya hai. wohi hadees saadiq aati hai jo rasool Allah ne farmaya tha ke mujhe Allah ne ilm utara tha.”
“to woh jo hai ke ittaqu faraz al-momin wa yunoor binur Allah to woh momin duniya mein nahin hai. yeh saara jo bheed hai ek brain insanon ki aap na samjhein ke yeh woh momin hain yeh log.”
“rasool Allah se poocha tha sahabi ne ke ab kya karein to aap ne kaha ke ab talwar ko tod ke phenk do. Aap ko yeh hadith padh lijiye aap kitab al fitan mein ke apni talwar ko tod kar phenk do.”
“maulana yeh sawal aaya hai karachi pakistan se miss samia latif ka unhone likha hai ke quran ke chapter number 11 verse number 6 mein aaya hai allah rizqah is ayat mein rizq se kaun sa rizq murad hai zaroorat wala rizq ya aish wala rizq aish wala durust rizq hi”
“to kaha ke nahi to maine kaha ke dekhein hadees mein aata hai ke man adras peghambrana malminh yani rasool Allah ke namune ke ilawa jo tareeqe hain woh agar islam mein dakhil kiye jayein to woh rejecter hain woh un ko radd kar diya jaye ga”
“dawat to dekhiye quran mein aya hai ini lakum naseh peghambr ne kaha apne jo audience tha us se ke main tumhara khair khwah hoon aur yeh jo yeh jo log hain yeh islam ke fakhar ko establish karte hain musalmanon ke pride ko feed karte hain bilashuba yeh batil hai is ka islam se koi taluq nahi hai”
“in quran chapter 23 verse number 115 Allah says do you imagine that we created you without any purpose and you would not be brought back to us for account here quran guides us that the creator of the universe has created all human beings for a test only”