“aaj mujhe paighambar e islam sallallahu alaihi wasallam ke is pehlu par bolna hai jo quran mein aaya hai ke "wa ma arsalnak illa rahmatan lil aalamin", yani rasool allah sallallahu alaihi wasallam ko allah ne bheja duniya ke liye blessing bana kar.”
“lekin is duniya mein jo rakha gaya hai, woh test ke liye hai. khalq al maut wal hayat li yuballigakum ayyukum ahsanun amala. to yeh ek testing period hai, ek testing ground hai.”