“is historical taluq ki bana par yeh kaha gaya ke is mahine mein khusoosiyat se quran ke upar tadabbur karo taake is maani ko samjho mislan dekhiye pehli ayat hai bismillah rahman rahim yeh sochna kya hai is ko misaal deta hoon main aap ko bismillah rahman rahim yeh pehli ayat hai aur yeh ayat quran mein 114 bar aai hai”
“yeh mujh par khula is ayat se ke khalaq al maut wal hayat yeh ayat jo hai surah al mulk mein hai bohat dinon tak mutala karte karte karte karte karte phir aik din aisa waqt jab mein surah parh raha tha yeh”