“wa rizqa rabbika khayrun wa abqa wa la tamuddan 'aynaika ila ma mutta'na bihi azwajam minhum zaharatal hayatud-dunya wa rizqa rabbika khayrun wa abqa”
“tamam bando tak. aur yeh rasool allah salallaho alaihi wasallam ne kaha tha khutbe hazrat al-wida ke mauqe par ke in allah basani kaffatan fatuni aey logon, allah ne mujhe bheja hai tamam insano ke liye,”
“ek ek muhaddis the, unhon ne kaha ke tadri muslim yqul anta amnun minni anta amnun minni jab aadmi assalamu alaikum kehta hai to jaante ho kya matlab is ka hai?”
“daleel kya hai? quran ki doosri ayat la nu farriqu baina ahadin min rusulih yeh daleel hai is ka naam. yeh koi daleel hai ke ya ya hai ke nahi, yeh to shosha hai.”
“quran mein ek ayat hai jis mein mukhtalif nabiyon ka zikr hai naam ke sath, aur us ke baad rasool Allah ko khitab kar ke kaha gaya hai ke olai'kal ladhina hada Allah fabihdih mqtdeh yeh rasool Allah ko khitab hi hai ke yeh hain woh peghambar jin ko hum ne hidayat di, to tum un ki pairwi karo.”