Sahih Muslim, Hadith No, 525
“to talif qalb aik mustaqil mad hai. bohat hi bari mad hai. yahan tak ke rasool allah salallaho alaihi wasallam jab madina gaye to shuru shuru mein taqreeban solah mahine aap ne yeh kiya ke yahood ke qible ko apna, apni ibadat ka qibla bana liya.”