“agar tum narmi ke sath raho ge, jaisa ke ghaas rehti hai, to Khuda tum ko ooncha kare ga. phir maine hadith parhi. hadith mein hai ke "misal al momin kal misal al khama".”
“to wahan khare ho gaye. woh aik tha jagah Saqifa Bani Sa'ada Madina mein. wahan saare log jama jama the. to woh kehte the koi yeh na bole ke prophet ki death ho gayi hai, warna main us ko maar dalunga.”
“woh ayat yeh thi ke wa ma muhammadun illa basharun qad khalath min qablihi alrusulu afa-in mata quliba alaa iqabikum wa mai yanqalib alaa iqabihi falan yadurra allaha shai-an wa sayajzi allahu alshakirina”
“bas jis waqt aap ke dil mein khuda ki yaad tadpe, toh wohi waqt hota hai khuda se jodne ka. hadees mein aata hai ke zikrullah khaliyan tafadhtana best time jo bataya gaya, best time woh kya hai?”
“aik aadmi ne un ki biwi se poocha ke Abu Dardah, yeh ibadat? to unhone kaha ke un ki ibadat yeh thi ke bas sochte rehte they, al-tafakkur wal-i'tibar,”
“to unhon ne kaha ke dekho in feeha lama tabar is mein bhi aik naseehat hai, yaani jo bail abay duty par khara raha, woh bach gaya aur jis bail ne duty mein kami ki, us ko maar maar, us ko maar pari.”
“what is the importance of namaz in islam? quran mein dekho, bohat wazeh tor par bataya gaya hai ke qad aflaha almuminoon allazeena fi salatihim khashoon kamyab hain woh log jo apni namaz mein khashoo karte hain.”