Musnad Ahmad, Hadith no. 3187
“Kyunki jaise Sulh Hudaybiyyah mein bhi yahi hua ki Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne unki poori conditions ko accept karke sulh ki. To yahan tak ki jab sulh-nama likha ja raha tha, to likha gaya ki ye sulh-nama hai Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam. Rasoolullah ka naam tha Muhammad Rasoolullah ki taraf se. To unhone kaha, "Ye hum to Rasoolullah mante hi nahi."”