“yahi hai ilayhi yas ad al kalim al tayyib wa al amal al salih yani dua munh se nikalti hai aap ka amal is ko oopar le aata hai yani munh se nikla hua jo qaul hai amal is ko oopar le aata hai is ka matlab kya hai”
“isi liye woh jo quran mein hai ke فَإِذَا هَيَا تَلْقَفُوا بَيَافِقُونَ to log samajhte hain ke is jo saanp tha hazrat moosa ka woh un ko nigal gaya tha un ki lathi saanp ko aisa nahi tha un ke un ke jadu ko nigal gaya tha na ke na ke is ko rasi aur saanp rasi aur aur lathi ko to woh jab woh nigal liya to woh laga ke maidan mein sirf rasi aur lathi reh gayi bas kuch nahi tha”
“rabb li ma anzalta ilayya min khairin faqeer hain is ka translation jo hai english mein yeh hai aap sab log is ko likh lijiye bohat hi achi dua hai yeh rabb li ma anzalta ilayya min khairin faqeer kitni pyari dua hai kitni meaningful dua hai kitni meaningful dua”