“mein samajhta hoon ke sab se bara history mein, yaani meaningful diaspora tha sahaba ka. aap jante hain ke rasool Allah sal Allah alaihi wasallam ne kaha tha ke tum log phail jao dunya mein aur mere masjid ko phailao.”
“to jo kaam pehle logon ne kiya tha, bohat zyada mashaqqat ke sath, woh aap ko karna hai aasaniyon ke sath. yeh jo quran majeed mein ayat hai: "rabbana alhamdolillah kama amalt min qablana", yeh dua mein goya ek basharat hai ke ummat ke baad ke giroh ko jo kaam karna hai,”