“yani kuch log, kuch mein samajhta hoon ke jo quran mein kaha gaya hai ke quran is liye utara gaya ke tadabbur karo, to yahan se wahan tak kisi ne tadabbur kiya hi nahi.”
“to yeh sab sochte hue mujhe jo ek wisdom ki baat samajh ayi, balkeh main kahunga ke sab pe bhi wisdom hai. phir is se mujhe woh ayat bhi samajh ayi jo quran mein hai ke innama yuwaffaro najruhum bighair hisab ke sabar karne walon ko bohat hi zyada countless reward milega.”
“woh aayat aayat hai: "إن الحسنات ابن الصياد" . yaani yeh bataya gaya hai ek tareeqa ke ke jab aap ko ehsas ho ke aap ek aisi evil mein mein hain ke is se aap yaani is se apne ko bacha nahi paate, to koi achhai kijiye.”
“jo masjid hai, masjidain hain, madaris hain, jamaatein hain, har jagah woh woh chhaya hua hai. aur hadith mein to yahan tak aata hai ke aik zamana aaye ga ke interest jo hai,”
“ye. dawat ko apni zindagi mein shamil kar lijiye. wohi hai "in al-hasanat ibn al-sayyad". maulana, agla sawal doctor aslam khan ne kiya hai saharanpur se, aur unhon ne likha hai:”