“phir hadith mein yeh kaha gaya tha ke itni garmi barhegi, itni garmi barhegi ke paseena itna niklega garmi ki wajah se insan ke andar se ke us paseene ki wajah se zameen mein sailab aajayega.”
“mahaul saare bachhon ko kharab kar raha hai, saare bachhon ko kharab kar raha hai. to woh nabat aa gayi meri samajh ke mutabiq ke woh paighambar agar koi ho to kahega ke layulad illa fajiran kaffara.”
“isi tareeqay se hadith mein aata hai ke ke is zamanay mein jo bachay hon gay, to is mein aata hai ke "barsadeeqa o jafa abaa" ke bachay apnay baap ki baat to nahi manay gay, lekin apnay doston ki baat khoob manay gay.”