“isi tareeqay say inko jab baad mein sataya gaya to unhon nay kaha kay: "aye meri qom! aesay kyun kar rahay ho tum?" Samood mein Saleh (aleh-is-salaam) bhijay gaye thay.”
“balkay aakhir mein jab poori tareeqay say yeh ho gaya, Allah ta'ala nay faisla kar diya kay un ko saza dain gay, us waqt bhi unhon nay yeh kaha tha us ko kay: "aye meri qom! mein nay tum ko samjhaya tha is baat ko." To Quran mein jo cheez batai gai hai kay qomiyat kay aitbar say insan insan mein farq nahin hai,”
“woh qaum nahin hain jis mulk mein hum rehte hain, to aik bara masla paida ho sakta hai. halankay islam ka aik bohat hi basic usool hai aur ispar Allah ta'ala ne quran mein kai martaba bataya hai: "ma ja'ala 'alaikum fid-deeni min haraj" ke Allah ta'ala ne deen mein tumhare liye haraj nahin rakha hai,”
“deen ko alag rakhte hain, qomiyat ko alag rakhte hain. seerat-un-Nabi ya Maghazi al-Waqidi waghera mein yeh riwayat hai ke: "inna yahood bani ouf ummatun ma'al mu'mineen" ke bani ouf ke yahood jo hain, ek ummat hain momineen ke sath.”
“us waqt unki zuban se jo alfaaz nikle, us waqt bhi unhon ne apni qomiyat ko nahin bhoola. woh kya kehte hain? "Allah qawmi fahum la yalamoon" ke aye Allah, meri qom ko hidayat de ya meri qom ko maaf kar, kyunke woh nahin jante.”
“unse pehle jitne bhi nabi aaye the, sab ka zikr aur sab ke saath unhone khud kaha hai ke falan nabi ki qaum, falan nabi ki qaum, woh main padhta hoon aapke samne: "wa ya qaumi la yaj'al minkum shiqaaqun yusibakum mithlu ma asaba qawma Nuhin aw qawma Hudin aw qawma Salihin wa ma qawmu Lutin minkum bi ba'eed" kaha ae meri qaum, tum mein meri ikhtilaf is hadd tak na pahunche ke tumko woh musibat,”