“ab misaal ke taur par hajj kar lijiye. hajj ki farziyat ka hukum aaya hai. to ab isse yeh pata nahin chalta ke humein har saal hajj karna hai ya zindagi mein ek baar hajj karna hai.”
“to rasool Allah salallahu alaihi wasallam ne farmaya ke ke ek hadith se maloom hota hai ke ek baar bhi agar aadmi hajj kar le to yeh jo fariza e hajj se woh sab ka dush ho jayega.”
“woh Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tha keh meri baatein jisne nahi suni hain, usko pahuncha do. to yeh aakhri khutbe mein farmaya tha. to tamam sahaba wohi, woh idhar udhar chale gaye thay logon ko, ah, Khuda ka paigham pahunchane ke liye.”