Shu'ab Al-Iman by Al-Bayhaqi, Hadith No. 1908
“bataur to kahenge "alhamdulillah" karenge, "subhanallah" karenge, lekin woh kahin lip service hota hai. woh is ki koi haqeeqat nahi hoti. hatta ke jo masjidain hain, bator bhari hoti hain, lekin woh in ke misdaq, in ke bare mein hadithon mein aaya hai ke baad ke zamanay mein aisa hoga ke "masajid ma'amra wa hi kharab min al-huda" ke un ki masjidain bhari hui hongi, lekin woh hidayat se khali hongi.”