Sirat Ibn Hisham, Vol 2, p. 656
“to unhon ne chadar uthai, aap ke chehre ko dekha aur kaha: "man kan ya Muhammad fa in Muhammad qadamat, wa man kan ya Abdullah fa in Allah hayyullah ya'amud." yeh nahi ke Muhammad ke sath aage peeche bohat se lafz lagayein, woh bas saada taur par kaha unhon ne: "man kan ya Abdullah Muhammad fa in Muhammad qadamat." wahan aate the log, ya Muhammad, yeh sab bolte the.”