Message of Eid Al-Adha June 29, 2023
Export .docx
15 clips from this lecture
- 0:31 Hajj's real purpose: seeking marifat and staying firm like Ibrahim Long
- 1:56 Prophet Ibrahim's search for God among sun, moon, stars Medium
- 2:56 Islam as rediscovery for Muslims, discovery of God for others Short
- 3:24 Staying firm through obstacles like Ibrahim and the companions Medium
- 5:11 Hadith Qudsi: Allah runs toward those who walk to Him Short
- 8:33 What the qurbani animal really symbolizes Short
- 8:33 The true meaning of qurbani beyond animal sacrifice Medium
- 8:33 Qurbani's meaning, hajj's spirit, and its dawah purpose Long
- 8:55 Qurbani as a covenant to live the Abrahamic way Short
- 9:41 The days most beloved to Allah for good deeds Short
- 10:22 Every stone and mountain testifies for the pilgrim Short
- 11:24 Hajj rituals as symbolic reenactment of Ibrahim's life Medium
- 11:24 Hajj as symbolic performance and lifelong dawah mission Long
- 13:01 My prayer, sacrifice, life and death belong to God Short
- 14:03 How the Farewell Sermon turned companions into missionaries Medium
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software and aligned to the recording second by second — so a line may carry a misheard word. Tap any timestamp to hear him say it. Permanent link to this transcript.
- 0:05 bismillah hir rahmani rahim. idayadha ke mauqe par hum log yahan Maulana ki study mein jama hue hain aur Maulana ke mission ko khaas taur par aaj Hazrat Ibrahim ki nisbat se usko hum yaad karenge aur usi ke silsile mein main aap logon ko kuch paigham dena chahti hoon. विस्मिल्लाह हिल रहमानी रहीम. इदयाधा के मौके पर हम लोग यहां मौलाना की study में जमा हुए हैं और मौलाना के mission को खास तौर पर आज हजरत इब्राहिम की निस्बत से उसको हम याद करेंगे और उसी के सिलसिले में मैं आप लोगों को कुछ प्रकाम देना चाहती हूं.
- 0:31 to is silsile mein sab se pehle ek ayat Quran ki main padhti hoon. jab tum yeh ayat hai Surah Baqarah aur ayat number 200. jab tum apne hajj ke aamal poore kar lo to Allah ko yaad karo. jis tarah tum pehle apne baap dada ko yaad karte the balki us se bhi zyada. to yeh hamare liye bohat hi important hai isko yaad rakhna. तो इस सिलसिले में सबसे पहले एक आयत पुरान की मैं पढ़ती हूं. जब तुम यह आयत है सूर्य बकरा और आयत number 200. जब तुम अपने हज के आमाल पूरे कर लो तो अल्लाह को याद करो. जिस तरह तुम पहले अपने बाप दादा को याद करते थे बल्कि उससे भी ज़्यादा. तो यह हमारे लिए बहुत ही important है इसको याद रखना.
- 0:58 kyunki hajj karne ke baad log samajhte hain ke ab hamara sab kaam poora ho gaya hai, hamare gunah maaf ho gaye hain. ab hum apne dunyavi mashaghir mein engage kar sakte hain apne aap ko. lekin aisa nahi hai. aaj to ek reenactment hai Adit Ibrahim alai salam ki zindagi ka. to hamein wahan se saare lesson jo lekar aane hain usko apni zindagi par implement karna hai. to yahi hajj ka paigham hai. क्योंकि हज करने के बाद लोग समझते हैं कि अब हमारा सब काम पूरा हो गया है, हमारे गुना माफ हो गए हैं. अब हम अपने दुनिया भी मशागर में engage कर सकते हैं अपने आप को. लेकिन ऐसा नहीं है. आज तो एक re enactment है आदित इब्राहिम अलई सलाम की ज़िंदगी का. तो हमें वहां से सारे lesson जो लेकर आने हैं उसको अपनी ज़िंदगी पर implement करना है. तो यही हज का प्रागाम है.
- 1:28 to hajj ka jo paigham hai woh Khuda ki yaad aur usi ko marifat kehte hain. kyunki jab tak hum marifat hasil nahi karenge tab tak hum Khuda ki yaad jis jitna uska haq hai hum, hum poora nahi kar sakte. to marifat dekhiye har paighambar ne ka sab se pehla jo woh tha, sab se pehla kaam jo tha woh marifat hasil karna tha. तो हज का जो प्रागाम है वह खुदा की याद और उसी को मार्फत कहते हैं. क्योंकि जब तक हम मार्फत हासिल नहीं करेंगे तब तक हम होदा की याद जिस जितना उसका हक है हम, हम पूरा नहीं कर सकते. तो मारफत देखिए हर पगम्बर ने का सबसे पहला जो वह था, सबसे पहला काम जो था वह मारफत हासिल करना था.
- 1:56 hazrat ibrahim ale salam ne bhi yahi kiya ki vah janana chaha unhonne ki khuda kaun hai? हजरत इब्राहिम अले सलाम ने भी यही किया कि वह जानना चाहा उन्होंने कि खुदा कौन है?
- 2:02 to unko jo bhi namaya cheezen nazar aae, suraj, chaant, sitare, to unhonne usko samjha ki shayad yahi khuda hai. तो उनको जो भी नमाया चीज़ें नज़र आई, सूरज, चांत, सितारे, तो उन्होंने उसको समझा कि शायद यही खुदा है.
- 2:08 lekin bahut jald uske fascination se vah unko khatm ho gaya aur unhonne kaha ki yah sab cheezen लेकिन बहुत जल्द उसके fascination से वह उनको खत्म हो गया और उन्होंने कहा कि यह सब चीज़ें
- 2:14 gumrah karne wali hain. घुमराह करने वाली हैं.
- 2:20 mera khoda to vahi hai jo ek khoda hai aur jo creator hai in tamam cheezon ka. मेरा खोदा तो वही है जो एक खोदा है और जो creator है इन तमाम चीज़ों का.
- 2:27 to isi tarike se Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam ne Khuda ke marifat se unka safar shuru hua aur is silsile mein woh ghare Hira mein jaate the aur yeh gaur o fikr karte the. wahin un, raat ko wahin par pehli wahin aayi. to yeh safar jo hai na pehla qadam jo hai marifat ka yahi hai ke hum Khuda ke bare mein gaur o fikr karna shuru karein. yeh Khuda ki discovery karein. तो इसी तरीके से रसूल्लाह सरलाह अब्सल्लम ने खोदा के मारफत से उनका सफर शुरू हुआ और इस शिलसिले में वह गारे हैरा में जाते थे और यह गौर फ़िक्र करते थे. वहीं उन, रात को वहीं पर पहली वहीं आई. तो यह सफर जो है ना पहला कदम जो है मारफद का यही है कि हम खुदा के बारे में गौरफीक्र करना शुरू करें. यह खुदा की discovery करें.
- 2:56 Maulana kehte the ke hamare liye Khuda ki discovery aur non muslims ke liye hamare liye Islam ki rediscovery hai aur non muslims ke liye Khuda ki discovery hai. to Khuda jo hai woh sabka creator hai hamein usko discover karna hai aur tabhi hum uske inamaat ke mustahiq thairenge. to yeh yahi mission jo Maulana ne diya marifat aur dawat yahi 2 point formula hai. मोहराना कहते थे कि हमारे लिए खुदा की discovery और non muslims के लिए हमारे लिए इस्लाम की rediscovery है और non muslims के लिए खुदा की discovery है. तो खुदा जो है वो सबका creator है हमें उसको discover करना है और तभी हम उसके इनामात के मुस्ताहिक ठहरेंगे. तो यह यही mission जो मोराना ने दिया मार्फत और दावत यही 2 point formula है.
- 3:24 yahi hamara mission hai aur isi par hamein chalna hai. to jab hum ek aisa mission ek tayyar karte hain jismein log jisse manoos nahi hote hain to hamein tarah tarah ki rukawatein bhi samne aati hain. logon ko samajhne mein dikkat pesh aati hai kyunki woh ek raay sudha hota hai matlab aur kuch beliefs usi par woh chal rahe hote hain. to us waqt hamein kya karna hai? यही हमारा mission है और इसी पर हमें चलना है. तो जब हम एक ऐसा mission एक तैयार करते हैं जिसमें लोग जिससे मानूस नहीं होते हैं तो हमें तरह तरह की रुकावटे भी सामने आती हैं. लोगों को समझने में दिक्कत पेश आती है क्योंकि वह एक राय सुधा होता है मतलब और कुछ beliefs उसी पर वो चल रहे होते हैं. तो उस वक्त हमें क्या करना है?
- 3:51 humein rajat ibrahim ali salam ki zindagi se pata chalta hai ke us waqt humein saabit qadam rehna hai. hota ki madad hasil karni hai aur hota ki madad se humein yeh hamari hamari jo hai raaste aasan ho jayenge rajat ibrahim alesh salam ke saath toh itna zyada khalifat hui ke aap ko aag mein daal diya gaya lekin khuda ki madad aai aur aag thandi ho gayi. हमें रजत इब्राहिम अली सलाम की ज़िंदगी से पता चलता है कि उस वक्त हमें साबित कदम रहना है. होता की मदद हासिल करनी है और होता की मदद से हमें यह हमारी हमारी जो है रास्ते आसान हो जाएंगे रजत इब्राहिम अलेश सलाम के साथ तो इतना ज़्यादा खालिफत हुई कि आपको आग में डाल दिया गया लेकिन खुदा की मदद आई और आग ठंडी हो गई.
- 4:20 toh isi tarah se sahaba ko zabardast tarah se un ki aazmaish hui. tarah tarah se un ke upar wo sibatein daali gayi lekin unhone saabit qadmi se is raaste par chalte rahe yahan tak ke allah taala ne apni madad udel di aur wo un ka praram sari duniya tak pahunch gaya. तो इसी तरीके से सहाबा को ज़बरदस्त तरीके से उनकी आज़माइश हुई. तरह तरह से उनके ऊपर वो सीबतें डाली गई लेकिन उन्होंने साबित कदमी से इस रास्ते पर चलते रहे यहां तक के अल्लाह ताला ने अपनी मदद उडेल दी और वो उनका प्राराम सारी दुनिया तक पहुंच गया.
- 4:42 toh yahi humein sabak lena hai hazrat imraahim ki zindagi se aur doosre pyagambaron ki zindagi se, sahaba ki zindagi se aur humein isi raaste par har haal mein chalte rehna hai. chahe kitni bhi rukawatein aayen, kitni bhi museebatein aayen. humein is raaste par sabut qadmi se chalte rehna hai tabhi khuda ki madad aayegi. pehle hi din nai khuda ki madad aa jayegi balki hum jab is par chalenge toh khuda ki madad aayegi. तो यही हमें सबक लेना है हज़रत इमराहिम की ज़िंदगी से और दूसरे प्यागंबरों की ज़िंदगी से, साहबा की ज़िंदगी से और हमें इसी रास्ते पर हर हाल में चलते रहना है. चाहे कितनी भी रुकावटें आएं, कितनी भी मुसीबतें आएं. हमें इस रास्ते पर साबुत कदमी से चलते रहना है तभी खुदा की मदद आएगी. पहले ही दिन नई खुदा की मदद आ जाएगी बल्कि हम जब इस पर चलेंगे तो खुदा की मदद आएगी.
- 5:11 khuda jo hai sabut qadmi qadmi ko bahut zyada pasand karta hai. toh ek hadish hai woh main aap ko batati hoon ke ae ibne aadam meri taraf khade ho yeh hadise qutsi hai yaani allah ki zubaan mein hai. hadise qutsi woh hai jo baat quran mein nahi aai hai lekin allah ne farmaya allah ki apni zubaan mein hai. खुदा जो है साबुत कदमी कदमी को बहुत ज़्यादा पसंद करता है. तो एक हदीश है वह मैं आपको बताती हूं कि ऐ इब्ने आदम मेरी तरफ खड़े हो यह हदी से कुत्सी है यानी अल्लाह की ज़बान में है. हदी से कुत्सी वो है जो बात कुरान में नहीं आई है लेकिन अल्लाह ने फरमाया अल्लाह की अपनी ज़बान में है.
- 5:38 meri taraf khade ho main tumhari taraf chal karaunga. tum meri taraf chal karao main tumhari taraf tez tez aaunga. yaani daud karaunga yaani hum ek qadam chalenge toh allah taala das qadam chalne ka reward humein dega aur hamari madad par maayega. toh yeh humein karna hai khuda ki madad se kabhi bhi dil shikasta nahi hona hai. kabhi frustration mein nahi padna hai. toh hum kehte hain ke der hai hum dher nahi khuda ki madad mein. मेरी तरफ खड़े हो मैं तुम्हारी तरफ चल कराऊंगा. तुम मेरी तरफ चल कराओ मैं तुम्हारी तरफ तेज़ तेज़ आऊंगा. यानी दौड़ कराऊंगा यानी हम एक कदम चलेंगे तो अल्लाह तालाह दस कदम चलने का reward हमें देगा और हमारी मदद पर माएगा. तो यह हमें करना है खुदा की मदद से कभी भी दिल शिकस्ता नहीं होना है. कभी frustration में नहीं पड़ना है. तो हम कहते हैं कि देर है हम धेर नहीं खुदा की मदद में.
- 6:08 toh kabhi time lagega, kabhi jaldi bhi madad aa jayegi. toh humein har haalat mein is do point mission jo hai dawat aur marfat is par chalte rehna hai aur isi ke zariye se humein apni jo hai personality ko purify karna hai. jaisa ke morana ne bataya ke apni jab tak personality ko hum purify nahi karenge tab tak humein jannat mein jagah nahi milegi, jannat mein humein entry nahi milegi. तो कभी time लगेगा, कभी जल्दी भी मदद आ जाएगी. तो हमें हर हालत में इस दो point mission जो है दावत और मार्फत इस पर चलते रहना है और इसी के जरिए से हमें अपनी जो है personality को purify करना है. जैसा कि मोराना ने बताया कि अपनी जब तक personality को हम purify नहीं करेंगे तब तक हमें जन्नत में जगह नहीं मिलेगी, जन्नत में हमें entry नहीं मिलेगी.
- 6:36 toh jab hum apne liye marfat hasil kar lete hain toh is ka khud ba khud is se yeh nikalta hai ke humein ab yeh prakam doosron tak pahunchana hai. jaise abhi morana faraz sahab ne kaha tha ke jab humein koi marfat hasil ho jati hai, koi discovery ho jati hai toh yeh khud bahut hamare andar yeh jazba paida hota hai, josh paida hota hai ke hum is ko doosron tak pahunchayen. तो जब हम अपने लिए मार्फत हासिल कर लेते हैं तो इसका खुद ब खुद इससे यह निकलता है कि हमें अब यह प्रकाम दूसरों तक पहुंचाना है. जैसे अभी मोहराना फराज साहब ने कहा था कि जब हमें कोई मार्फत हासिल हो जाती है, कोई discovery हो जाती है तो यह खुद बहुत हमारे अंदर यह जज़्बा पैदा होता है, जोश पैदा होता है कि हम इसको दूसरों तक पहुंचाएं.
- 7:01 toh humein yeh is yeh is is is koi bhi achhi baat hoti hai toh hum chahte hain ke hum doosron tak batayen is ko. toh yeh toh bahut badi baat hai is se is se toh jannat judi hui hai. toh humein apne liye bhi jannat ke liye poori koshish karte rehna hai is zindagi mein aur doosron ke liye bhi koshish karna hai aur duaen karni hain ke allah taala sab ko jannat mein jagah dein. तो हमें यह इस यह इस इस इस कोई भी अच्छी बात होती है तो हम चाहते हैं कि हम दूसरों तक बताएं इसको. तो यह तो बहुत बड़ी बात है इससे इससे तो जन्नत जुड़ी हुई है. तो हमें अपने लिए भी जन्नत के लिए पूरी कोशिश करते रहना है इस ज़िंदगी में और दूसरों के लिए भी कोशिश करना है और दुआएं करनी है कि अल्लाह तालाह सबको जन्नत में जगह दें.
- 7:27 allah taala sab ko yeh bakhshi sata farmaen aur sab ke liye yeh humein koshish karte rehna hai aur dua karte rehna hai. toh main isi par yeh khatam karti hoon ke allah humein zyada se zyada tafeeq dekar hum is raaste par marfat ke chalen aur is daawati mission mein hum sab log milkar kaam karen aur kaamyaabi se is is par is safar par chalte rahen. अल्लाह तालाह सबको यह बक्शी सता फरमाएं और सबके लिए यह हमें कोशिश करते रहना है और दुआ करते रहना है. तो मैं इसी पर यह खत्म करती हूं कि अल्लाह हमें ज़्यादा से ज़्यादा तफीक देकर हम इस रास्ते पर मारफत के चलें और इस दावती mission में हम सब लोग मिलकर काम करें और कामयाबी से इस इस पर इस सफर पर चलते रहें.
- 7:53 toh ab main doctor sahil snain sahab ko aaenge aur woh apna missejeet ke mauqe par denge aap logon ko. jis millah hai ramani rahim, rabbish ralli sadri, vaissirly amri, vailul uplabtamya lisani, yappkahu kauli. तो अब मैं doctor साहिल स्नैन साहब को आऐंगे और वह अपना मिस्सेजीत के मौके पर देंगे आप लोगों को. जिस मिल्लाह है रमानी रहीम, रब्बिश रैली सदरी, वैस्सीरली अमरी, वैलुल उपलबतम्य लिसानी, यप्काहू कौली.
- 8:12 sab se pehle main aap sab ko idu lazah ki mubarak baat pesh karna chahunga aur yeh dua karunga ke hum sab ko allah taala, idu lazah aur haj ki jo spirit hai us ko samajhne aur us ko follow karne ki taafi qatab karamaen. सबसे पहले मैं आप सबको ईदू लजाह की मुबारक बात पेश करना चाहूंगा और यह दुआ करूंगा कि हम सबको अल्लाह ताला, ईदू लज़ाह और हज की जो spirit है उसको समझने और उसको follow करने की ताफ़ी क़ताब करमाएं.
- 8:33 sahaba ne rasullah se puchha, mahazihil adahi ya rasullah ke yeh jo janwar hai qurbani ke yeh kya hain? toh rasulla ne farmaya, sunnat to aagikum ibrahim. yaani tumhare forefather ibrahim ki sunnat. साहबा ने रसूल्लाह से पुछा, माहाज़िहल अदाही या रसूल्लाह कि यह जो जानवर है कुर्बानी के यह क्या हैं? तो रसूल्ला ने फरमाया, sunnat तो आगिकुम इब्राहिम. यानी तुम्हारे forefather इब्राहिम की sunnat.
- 8:55 toh yeh jo qurbani hai, rajat ibrahim ali salam ne jo pesh ki, is ka matlab yeh yeh hai ke yeh sirf koi janwar ki qurbani nahi hai, balki yeh hamari apni qurbani hai ke hum apna time, apni energy, apna waqt, apna paisa kaise allah ke raam mein kharch karen. तो यह जो कुर्बानी है, रजत इब्राहिम अली सलाम ने जो पेश की, इसका मतलब यह यह है कि यह सिर्फ़ कोई जानवर की कुर्बानी नहीं है, बल्कि यह हमारी अपनी कुर्बानी है कि हम अपना time, अपनी energy, अपना वक़्त, अपना पैसा कैसे अल्लाह के राम में ख़र्ज करें.
- 9:20 yaani is ko hum keh sakte hain ke yeh ek ahad hai, yeh ek ahad hai ke I will lead the abrahimic way of life. yaani jo adrat ibrahim ali salam ka tareeqa tha, us ko follow karna. yeh darasal haj ki spirit hai aur iddulaja ki spirit hai. यानी इसको हम कह सकते हैं कि यह एक अहद है, यह एक अहद है कि I will lead the एब्राहिमic way of life. यानी जो अदरत इब्राहिम अली सलाम का तरीका था, उसको follow करना. यह दरअसल हज की spirit है और इद्दुलाजा की spirit है.
- 9:41 hadish mein aata hai ke there there are no days in which good deeds are more beloved to allah than these days. yaani jo yeh din hai qurmani ke, is mein jo bhi good deeds hain sab se zyada allah ko pasand hai. aise hi hadish mein aata hai ke al haj ul mabrur laee salahoo jazaa un ill al janna, ke accepted haj ka jo reward hai paradise se kam nahi hai. हदीश में आता है कि there there are no days in which good deeds are more beloved to अल्लाह than these days. यानी जो यह दिन है कुर्मानी के, इसमें जो भी good deeds हैं सबसे ज़्यादा अल्लाह को पसंद है. ऐसे ही हदीश में आता है कि अल हज उल मबरूर लई सलाहू जज़ा उन इल्ल अल जन्ना, कि accepted हज का जो reward है paradise से कम नहीं है.
- 10:11 aise hi hadish mein aata hai ke jo shakhs haj karke complete karta hai toh woh aisa ho jata hai jaise ke new born baby. toh aisi bahut sydish hain. ऐसे ही हदिश में आता है कि जो शख्स हज करके complete करता है तो वह ऐसा हो जाता है जैसे कि new born baby. तो ऐसी बहुत स्यदिष हैं.
- 10:22 ek ek aur hadish leta hoon ki jab high ghar se nikalta hai to aur labbeg allahuma labbeg एक एक और हदिश लेता हूं कि जब हाई घर से निकलता है तो और लब्बेग अल्लाहुमा लब्बेग
- 10:30 kahata hai to jo bhi raste mein stone, pahad, samundar, darya, animate, inanimate jo bhi cheezen uske aas कहता है तो जो भी रास्ते में stone, पहाड़, समुंदर, दरिया, animate, inanimate जो भी चीज़ें उसके आस
- 10:38 paas hoti hain vo sab labbeak karke usko respond karti hain and they will testify that this person पास होती हैं वो सब लब्बेक करके उसको respond करती हैं and they will testify that this person
- 10:46 responded to the call of god and he has performed bhaj. responded to the call of god and he has performed भज.
- 10:55 toh ye saari jo badi badi hadiseen hain, aap aap aksar sunte honge. is ko darasal is ki spirit ko samajhna zaroori hai. walana ne kaha tha ke aap kisi hadish ko aise literal sense mein nahi samajh sakte balki totality mein samajhna hoga. toh is is ka matlab yeh hai ke jab tak ke hum gehrai se us baat ko na samjhen aur us ki us ki rooh tak na pahunchen. तो ये सारी जो बड़ी बड़ी हदीसें हैं, आप आप अक्सर सुनते होंगे. इसको दरअसल इसकी spirit को समझना ज़रूरी है. वालाना ने कहा था कि आप किसी हदीश को ऐसे literal sense में नहीं समझ सकते बल्कि totality में समझना होगा. तो इस इसका मतलब यह है कि जब तक कि हम गहराई से उस बात को ना समझें और उसकी उसकी रूह तक ना पहुंचे.
- 11:24 is liye yeh ho raha hai ke log haj karne jate hain aur chand jo rituals hain woh karke wapas aa jate hain samajhte yahi haj hai. halanki haj jaisa apa ne kaha ke haj toh haj karne ke baad darasal hota hai ke aap apni zindagi ko kaise badlen? इसीलिए यह हो रहा है कि लोग हज करने जाते हैं और चंद जो rituals हैं वह करके वापस आ जाते हैं समझते यही हज है. हालांकि हज जैसा आपा ने कहा कि हज तो हज करने के बाद दरअसल होता है कि आप अपनी ज़िंदगी को कैसे बदलें?
- 11:40 yaani jo haj ke aamal hain woh ek tareeqe se symbolic performance hai hazzat ibrahim ali salam ki zindagi ka aur maulana ne likha tha hajititya haj mein ke haj jo hai woh, ek international dawa conference hai daaiyon ki. यानी जो हज के आमाल हैं वह एक तरीके से symbolic performance है हज़ज़त इब्राहिम अली सलाम की ज़िंदगी का और मौलाना ने लिखा था हजीतत्य हज में कि हज जो है वह, एक international दावा conference है दाइयों की.
- 12:02 yaani haj ka maqsad yeh hai ke aap wahan jayen aur ajit ibrahim ali aur rasugullah salam aur sahaba ki zindagi se mutasir ho, inspire ho aur phir apne maqam par jaakar aap daavati sargharmi mein, lag jayen. rajat imrahi malij salam ne safa aur marwa ke dharmayan sahi ki, yaani is ka matlab yeh tha ke main duniya mein daur dhoop karunga allah ke kaam ke liye. यानी हज का मकसद यह है कि आप वहां जाएं और अजित इब्राहिम अली और रसगुल्लाह सलाम और साहबा की ज़िंदगी से मुतासिर हो, inspire हो और फिर अपने मकाम पर जाकर आप दावती सरगर्मी में, लग जाएं. रजत इमराही मलिज सलाम ने सफा और मरवा के धर्मयान सही की, यानी इसका मतलब यह था कि मैं दुनिया में दौड़धूप करूंगा अल्लाह के काम के लिए.
- 12:31 aise hi aaram ki shakal mein saada kapde pehne ki meri zindagi bahut hi saada andaaz ki hogi. aise hi hazrat ibrahim ali is aram ne kankariyan maari shaitan ko is ka matlab yeh tha ke shaitan ko har qeemat par main us se us ke bekave se bachoonga. toh ye ye sab baatein hathis mein aai hai aur quran mein jaise ek aayat aai hai innna saladati van usooki o mahia bamamaati lillahi rabbilalmeen. ऐसे ही आराम की शक्ल में साधा कपड़े पहने की मेरी ज़िंदगी बहुत ही साधा अंदाज़ की होगी. ऐसे ही हज़रत इबाहिम अली इस आराम ने कंकड़ियां मारी शैतान को इसका मतलब यह था कि शैतान को हर कीमत पर मैं उससे उसके बेकावे से बचूंगा. तो ये ये सब बातें हाथिस में आई है और कुरान में जैसे एक आयत आई है इन्ना सलादती वन उसूकी ओ माहिया बमामाती लिल्लाही रब्बिलालमीन.
- 13:01 My prayer and my sacrifice and my life and my death are all belongs to God, Lord of the world. toh hazrd ibrahim ali salam ka jo daavati mission tha, us ke liye hazrd ibrahim ali salam ne kaba ki taameer ki, yaani ek daavati marqaz ke taur par aur is ka tabab kiya aur is ka matlab yahi hai ke aap apni zindagi ko khuda ke liye khuda ke ird gird ghumenge. My prayer and my sacrifice and my life and my death are all belongs to God, Lord of the world. तो हज़र्द इब्राहिम अली सलाम का जो दावती mission था, उसके लिए हज़र्द इब्राहिम अली सलाम ने काबा की तामीर की, यानी एक दावती मरक़ज़ के तौर पर और उसका तबाब किया और इसका मतलब यही है कि आप अपनी ज़िंदगी को खुदा के लिए खुदा के इर्द गिर्द घूमेंगे.
- 13:29 tabab ka matlab yeh hai ke aap ki jo zindagi hogi, woh khuda ke ird gird hogi aur aap usi dawat ke kaam mein sargam sargam rahenge aur sari zindagi yeh aap ka safar jaari rahega aur khuda ke pyagam ko logon tak pahunchayenge. toh yahi yahi kaam sahaba ne kiya aur yahi kaam rasulla sallam ne kiya. तबाब का मतलब यह है कि आपकी जो ज़िंदगी होगी, वह खुदा के इर्द गिर्द होगी और आप उसी दावत के काम में सरगम सरगम रहेंगे और सारी ज़िंदगी यह आपका सफर जारी रहेगा और खुदा के प्यागाम को लोगों तक पहुंचाएंगे. तो यही यही काम सहाबा ने किया और यही काम रसूल्ला सल्लम ने किया.
- 13:55 hazat ibrahim ali sallam ke raaste par chale aur yahi daavati mission ahle iman ka bhi hai. हज़त इब्राहिम अली सल्लाम के रास्ते पर चले और यही दावती mission अहले ईमान का भी है.
- 14:03 kitabon mein aata hai ke jab hazbat Muhammad sallalah ullesalam ne khudba diya, Arfat ne, to itna asar hua sahaba ke upar ke kitabon mein aata hai ke jo jiska ghoda jis direction mein tha aur jiska oont jis direction mein tha woh usi direction mein nikal gaya. किताबों में आता है कि जब हज़बत मोहम्मद सल्ललाह उल्लेसलम ने खुदबा दिया, अरफात ने, तो इतना असर हुआ सहाबा के ऊपर कि किताबों में आता है कि जो जिसका घोड़ा जिस direction में था और जिसका ऊर्ट जिस direction में था वह उसी direction में निकल गया.
- 14:27 iska matlab yeh hai yeh ek usloob hai kehne ka ke unhon ne yeh tay kar liya ke ab hum apni zindagi ko Allah ke raah mein lagayenge aur logon tak Khuda ka paigham ko pahunchayenge. To yahi hua ke saare sahaba Makka Madina se nikal gaye. Agar aap aaj dekhen to unki qabrein aur countries mein milti hain. Turkey mein, Jordan mein, Egypt mein, Ajakistan aur woh sab jo countries hain, doosri jagahon par milti hain. Makka Madina mein bahut kam hain. इसका मतलब यह है यह एक उस लूब है कहने का कि उन्होंने यह तय कर लिया कि अब हम अपनी ज़िंदगी को अल्लाह के राह में लगाएंगे और लोगों तक खुदा का पैदाम को पहुंचाएंगे. तो यही हुआ कि सारे सहाबा मक्का मदीना से निकल गए. अगर आप आज देखें तो उनकी कब्रें और countries में मिलती हैं. Turkey में, Jordan में, Egypt में, Ajakistan और वो सब जो countries हैं, दूसरी जगहों पर मिलती हैं. मक्का मदीना में बहुत कम हैं.
- 14:57 uski wajah yahi thi ke woh log itna inspire hue the Rasoolullah ke paigham se ke unhon ne apni zindagi ka maqsad yeh banaya ke Khuda ke paigham ko, Quran ke paigham ko logon tak pahunchaye. उसकी वजह यही थी कि वो लोग इतना inspire हुए थे रसूल्लाह के पैगाम से कि उन्होंने अपनी ज़िंदगी का मकसद यह बनाया कि खुदा के पैगाम को, कुरान के पैगाम को लोगों तक पहुंचाए.
- 15:11 To yahi darasal Hajj ka paigham hai, Idul Azha ka paigham hai to main dua karta hoon ke Latala hum sabko Idul Azha ki spirit ko samajhne ki taufeeq ata farmaayein taake hum bhi is kaam mein apni zindagi ko waqt kar sakein. Wa aakhiru da'wana anil hamdulillahi rabbil aalameen. तो यही दरअसल हज का पैगाम है, इदुल अज़ा का पैगाम है तो मैं दुआ करता हूं कि लताला हम सबको इदुल अज़ा की spirit को समझने कि तौफियोकता फ़रनाएं ताकि हम भी इस काम में अपनी ज़िंदगी को वक्त कर सकें. वास्तव दावाना. अनिल हम्दुलीलाही रब्बीलालेमी.