Maulana Wahiduddin Khan

Message on Eid-al-Fitr April 11, 2024 Prof. Farida Khanam and Dr. Saniyasnain Khan

Export .docx
Download CSV (urdu + roman)
9 clips from this lecture
  1. 12:15 Hadith about Eid and angels' reward Medium
  2. 12:15 Complete hadith of Eid and Allah's mercy Long
  3. 14:47 Allah gives forgiveness for Ramadan Short
  4. 17:22 Reward for fasting is from Allah Medium
  5. 17:22 Spirit of fasting and its application to life Long
  6. 19:12 Fasting person avoids arguments Short
  7. 19:12 Avoid arguments and focus on da'wah Medium
  8. 20:33 Mission to convey God's message Short
  9. 20:54 Charity and caring for others in Ramadan Medium

Machine transcription. These are his recorded words, written down by software and aligned to the recording second by second — so a line may carry a misheard word. Tap any timestamp to hear him say it. Permanent link to this transcript.

  1. 0:08 bismillahir rahman rahim. aaj sawal ki pehli tareekh hai. jis tareekh ko idulfitr ka tyohar manaya jata hai. to main aap sab logon ko bahut bahut mubarak baat pesh karti hoon. hum thoda sa history dekhte hain ki idulfitr ki shuruat kaise hui? बिस्मिल्लाहिर रहमान रहीम. आज सवाल की पहली तारीख है. जिस तारीख को इदुलफित्र का त्यौहार मनाया जाता है. तो मैं आप सब लोगों को बहुत बहुत मोबारक बात पेश करती हूं. हम थोड़ा सा history देखते हैं कि इदुलफित्र की शुरुआत कैसे हुई?
  2. 0:30 jab muhajireen jab rasoolullah sallallahu alaihi wasallam jab madina gaya aur aap ke saath tamam musalmanon ne hijrat ki to wahan us waqt do salana khel hote the. to us mein woh bilkul sanjeeda khel nahi hote the. jaise dangal type mela wela lagta tha. जब महाजरीन जब रसूल्लाह सौसलम जब मदीना गया और आपके साथ तमाम मुसलमानों ने हिग्रत की तो वहां उस वक्त दो सालाना खेल होते थे. तो उसमें वह बिल्कुल संजीदा खेल नहीं होते थे. जैसे दंगल type मेला वेला लगता था.
  3. 0:51 to usi ko rasoolullah sallallahu alaihi wasallam ne badal kar tyohar, ek sanjeeda qism ka ek tyohar usko bana diya. to usi tyohar ko samajh lijiye uska Islamization ho gaya. तो उसी को रसूल्लाह सुल्लाम में बदल कर त्यौहार, एक संजीदा किस्म का एक त्यौहार उसको बना दिया. तो उसी त्यौहार को समझ लीजिए उसका Islamization हो गया.
  4. 1:08 to ab eid ke tyohar mein hum khuda ki yaad karte hain sabse pehle namaz padhne jaate hain तो अब ईद के त्यौहार में हम खुदा की याद करते हैं सबसे पहले नमाज़ पढ़ने जाते हैं
  5. 1:14 saare log, phir uske baad hum raaste bhar hum khuda ka shukr ada karte hain ki Allah taala सारे लोग, फिर उसके बाद हम रास्ते भर हम खुदा का शुक्र अदा करते हैं कि अल्लाह ताला
  6. 1:20 ne hamare rozon ko itni achhe tarike se guzara aur uska hamein Allah taala mein poora poora azrata ने हमारे रोज़ों को इतनी अच्छे तरीके से गुज़ारा और उसका हमें अल्लाह तालाह में पूरा पूरा अज़राता
  7. 1:26 farmayenge aur sabse badi cheez ek hai ki kisi bhi society mein jab aadmi rehta hai to wahan फरमाएंगे और सबसे बड़ी चीज़ एक है कि किसी भी society में जब आदमी रहता है तो वहां
  8. 1:32 usko mel milap ki zaroorat hoti hai. उसको मेल मिलाप की ज़रूरत होती है.
  9. 1:39 to ek Eid aisa tyohar hota hai. har tyohar mein sabhi logon ki chutti hoti hai. har tabqe ke logon ki. to is tarike se un logon se mulakatein hoti hain. namaz ke baad log gharon par unko invite kiya jata hai aur unko aam taur par sab log milte hain aur sab log ek doosre ke baare mein bakwaid hasil karte hain. तो एक ईद ऐसा त्यौहार होता है. हर त्यौहार में सभी लोगों की छुट्टी होती है. हर तबके के लोगों की. तो इस तरीके से उन लोगों से मुलाकातें होती हैं. नमाज़ के बाद लोग घरों पर उनको invite किया जाता है और उनको आमतौर पर सब लोग मिलते हैं और सब लोग एक दूसरे के बारे में बाक्वेद हासिल करते हैं.
  10. 2:04 to yeh bahut achha mel milap ka tyohar ho jata hai aur isse bahut hum faayde hasil kar sakte hain. bahut saare log to aise mauqe ko istemal karke kuch apna message bhi logon ko dete hain. logon ko pragam dete hain. roza kya hai? Eid kya hai? to is tarike se yeh ek bahut hi mufid tyohar ban jata hai. तो यह बहुत अच्छा मेल मिलाप का त्यौहार हो जाता है और इससे बहुत हम फ़ायदे हासिल कर सकते हैं. बहुत सारे लोग तो ऐसे मौके को इस्तेमाल करके कुछ अपना message भी लोगों को देते हैं. लोगों को प्रकाम देते हैं. रोज़ा क्या है? ईद क्या है? तो इस तरीके से यह एक बहुत ही मुफीद त्यौहार वन जाता है.
  11. 2:28 to ab hum thoda sa dekhenge ki salb ke yaani sahaba, tabeen aur daur e awwal mein tyohar kis tarah manaya jata tha. to wahan par bahut hi zyada saadgi thi. yeh baad mein jo dhoomdham hui hai to baad mein samajh lijiye Iran ka jo culture jo introduce hua Arab mein uski wajah se yeh dhoomdham bahut zyada ho gayi. तो अब हम थोड़ा सा देखेंगे कि सलब के यानी साहबा, ताबीन और दौरे अवल में त्यौहार किस तरह मनाया जाता था. तो वहां पर बहुत ही ज़्यादा सादगी थी. यह बाद में जो धूमधाम हुई है तो बाद में समझ लीजिए Iran का जो culture जो introduce हुआ आरव में उसकी वजह से यह धूमधाम बहुत ज़्यादा हो गई.
  12. 2:54 warna log jo hain Eid ko bas ek khaas din samajhte the ki is din Allah taala mutawajjah hota hai apne bando ki taraf aur unke gunahon ko maaf karta hai, unki maghfirat farmata hai. to woh din woh samajhte hain ki aisa nahi hai ki Ramzan ke baad phir hum yeh sab cheezein, yeh ibadat wagairah jo bhi humne faadle ibadatein karte the woh sab ab nahi karna hai. वरना लोग जो हैं ईद को बस एक खास दिन समझते थे कि इस दिन अल्लाह ताला मतवज्जे होता है अपने बंदों की तरफ और उनके गुनाहों को माफ करता है, उनकी मकफरत फरमाता है. तो वह दिन वह समझते हैं कि ऐसा नहीं है कि रमज़ान के बाद फिर हम यह सब चीज़ें, यह बादत वगैरह जो भी हमने फादले बादतें करते थे वह सब अब नहीं करना है.
  13. 3:22 balki woh log jo hai usi tarike se jaise woh Ramzan mein karte the waise hi woh baad mein bhi karte rahe. बल्कि वो लोग जो है उसी तरीके से जैसे वो रमज़ान में करते थे वैसे ही वो बाद में भी करते रहे.
  14. 3:29 unke unka zindagi maqsad hi yahi tha ki Allah taala ke haan zyada se zyada reward mile spiritual उनके उनका ज़िंदगी मकसद ही यही था कि अल्लाह तालाह के हां ज़्यादा से ज़्यादा reward मिले spiritual
  15. 3:40 personality ka development hota hai aur yeh aisa nahi hai ki ek mahina aapne apni personality ko develop personality का development होता है और यह ऐसा नहीं है कि एक महीना आपने अपनी personality को develop
  16. 3:51 kiya aur phir achanak usko khatm kar diya. किया और फिर अचानक उसको खत्म कर दिया.
  17. 4:03 aisa nahi hai balki hamari personality ka woh hissa ban jata hai. to isliye hamein chahiye ki hum usko continue rakhein. aisa nahi hai ki woh ab jo hai bilkul normal ek gandagi ho jaaye. balki hum zyada se zyada Khuda ki yaad karein, Khuda ki shukr guzari. ऐसा नहीं है बल्कि हमारी personality का वह हिस्सा वन जाता है. तो इसलिए हमें चाहिए कि हम उसको continue रखें. ऐसा नहीं है कि वह अब जो है बिल्कुल normal एक गंदगी हो जाए. बल्कि हम ज़्यादा से ज़्यादा फुदा की याद करें, फुदा की शुक्र गुज़ारी.
  18. 4:21 main apne waqt guzarein aur poori woh karein ki Allah taala hamein apni gunahon se hamein maaf kar dein, hamein hamari maghfirat farmayein, hamein bakhshish ata farmayein. to is tarike se sahaba aur tabeen the, woh jo bhi mazeed amal karte the Ramzan ke zamane mein, to us amal ko woh continue rakhte the. मैं अपने वक्त गुज़ारें और पूरी वह करें कि अल्लाह तालाह हमें अपनी गुनाओं से हमें माफ कर दें, हमें हमारी मफरत फरमाएं, हमें बक्शिश अता फरमाएं. तो इस तरीके से साबा और जाताबीन थे, वो जो भी मज़ीद अमल करते थे नामज़ान के जमाने में, तो उस अमल को वो continue रखते थे.
  19. 4:48 balki ek buzurg ne farmaya ki kisi insaan ke liye haqiqi Eid ka din woh din hai jis din Allah usko bakhsh de. to is tarike se Eid wahi hai jo Allah ki razaamandi mein guzari jaaye. to aisa nahi karna hai ki hum Eid mein jo Ramzan mein jo humne mazeed ibadatein ki woh usko bilkul chhod dein. ab sochenge ab agle saal jab Ramzan aayega tabhi woh dobara woh hoga. बल्कि एक बुज़ुर्ग ने फरमाया कि किसी इंसान के लिए हकीफ ही ईद का दिन वह दिन है जिस दिन अल्लाह उसको बक्स दे. तो इस तरीके से ईद वही है जो अल्लाह की गजामंदी में गुज़ारी जाए. तो ऐसा नहीं करना है कि हम ईद में जो रमज़ान में जो हमने मज़ीद इबादतें कि वह उसको बिल्कुल छोड़ दें. अब सोचेंगे अब अगले साल जब रमज़ान आएगा तभी वह दोबारा वह होगा.
  20. 5:18 yahan main ek aap logon ko ek misaal ke taur par doongi ki ek maine jo mere eel mein aaya ki Jharkhand mein ek sattar bhai hain. Greedy ek qasba hai. to woh gaye the Hajj karne. to chaalees din ke baad jab woh Hajj karke aaye to unhone yeh resolve kiya ki ab yahi zindagi hamein hamesha guzarni hai. यहां मैं एक आप लोगों को एक मिसाल के तौर पर दूंगी कि एक मैंने जो मेरे eel में आया कि झारखंड में एक सत्तार भाई हैं. Greedy एक कस्बा है. तो वह गए थे हंच करने. तो चालीस दिन के बाद जब वह हंच करके आए तो उन्होंने यह resolve किया कि अब यही ज़िंदगी हमें हमेशा गुज़ारनी है.
  21. 5:41 to chaalees din tak India mein jab wapas aaye hain to chaalees din tak to aur zyada se zyada waqt apna ibadat mein guzarte hain. तो चालीस दिन तक India में जब वापस आए हैं तो चालीस दिन तक तो और ज़्यादा से ज़्यादा वक्त अपना इबादत में गुजारते हैं.
  22. 6:04 taaki woh jo unhone learning kiya hai, jo spiritual learning unki Hajj mein hui hai, woh baqi rahe. to yahi Ramzan ke liye bhi hamein yahi karna hai ki hamari learning jo hai baqi rahe. aisa nahi hai ki hum bilkul ek normal zindagi guzare aur sirf Eid ko ek entertainment ka maujood bana lein. ताकि वह जो उन्होंने learning किया है, जो spiritual learning उनकी हज में हुई है, वह बाकी रहे. तो यही रमज़ान के लिए भी हमें यही करना है कि हमारी learning जो है बाकी रहे. ऐसा नहीं है कि हम बिल्कुल एक normal ज़िंदगी गुज़ारे और सिर्फ ईद को एक entertainment का मौजूद बना लें.
  23. 6:26 jaise aajkal ho raha hai to yeh theek nahi hai ki log jo hai Eid ko sirf entertainment ka ek mauqa samajhte hain. to is tarike se Ramzan jo hai woh pabandi ki alamat hai aur Eid jo hai woh azaadi ki alamat hai. जैसे आजकल हो रहा है तो यह ठीक नहीं है कि लोग जो है ईद को सिर्फ entertainment का एक मौका समझते हैं. तो इस तरीके से रमज़ान जो है वह पाबंदी की अलामत है और ईद जो है वह आज़ादी की अलामत है.
  24. 6:43 to yeh har cheez islam mein symbolic bhi hai ke symbolize karta hai ke hamein dunya ki zindagi तो यह हर चीज़ इस्लाम में symbolic भी है कि symbolize करता है कि हमें दुनिया की ज़िंदगी
  25. 6:56 mein apne aap ko pabandiyon ke sath, discipline ke sath to yeh unhi logon ko milega jo is में अपने आप को पाबंदियों के साथ, discipline के साथ तो यह उन्हीं लोगों को मिलेगा जो इस
  26. 7:09 dunya mein bhi sabit karein ke woh ek paband zindagi unhon ne guzari hai. दुनिया में भी साबित करें कि वह एक पाबंद ज़िंदगी उन्होंने गुज़ारी है.
  27. 7:22 discipline wali zindagi guzari hai aur Allah taala ne unko bakhsh diya hai. ab woh azaad ek zindagi guzaar sakte hain. doosri yeh hai ki jo tees din ka ek muftasal ek bakhfa hota hai, Ramzan aata hai, khatam ho jata hai. Discipline वाली ज़िंदगी गुज़ारी है और अल्लाह ताला ने उनको बख्स दिया है. अब वह आज़ाद एक ज़िंदगी गुज़ार सकते हैं. दूसरी यह है कि जो तीस दिन का एक मफ्तसल एक बख्फा होता है, रमज़ान आता है, खत्म हो जाता है.
  28. 7:39 to yeh ek alamat hai ki isi tarike se is duniya mein hum chand saal ke liye aaye hain aur bahut jald yeh khatam ho jayega mauqa is duniya mein amal karne ka aur aakhirat jo ki ek eternal life hai to wahan par hamein poori azaadi ke saath jaise ki idulfitr mein hum khushiyan manate hain to wahan par isi tarike se hum khushiyan manayenge aur woh eternal hogi. तो यह एक अलामत है कि इसी तरीके से इस दुनिया में हम चंद साल के लिए आए हैं और बहुत जल्द यह खत्म हो जाएगा मौका इस दुनिया में अमल करने का और आखिरत जो कि एक eternal life है तो वहां पर हमें पूरी आज़ादी के साथ जैसे कि इदुलफित्र में हम खुशियां मनाते हैं तो वहां पर इसी तरीके से हम खुशियां मनाएंगे और वह eternal होगी.
  29. 8:05 to is baat ko bhi hamein apne zehan mein isko rakhna hai. to doosre Eid mein jo ek Eid ki jo chand raat hoti hai aam taur par log usko usmein guzarte hain shopping wagairah mein, daawaton ki tayyari karne mein. to yeh sahi nahi hai kyunki chand raat bahut hi zyada important raat hoti hai. usi mein Allah taala hamare jo mahina bhar humne ibadatein ki hain, roze rakhe hain. तो इस बात को भी हमें अपने ज़िहन में इसको रखना है. तो दूसरे इद में जो एक इद की जो चांद रात होती है आमतौर पर लोग उसको उसमें गुजारते हैं shopping वगैरह में, दावतों की तैयारी करने में. तो यह सही नहीं है क्योंकि चांद रात बहुत ही ज़्यादा important रात होती है. उसी में अल्लाह तालाह हमारे जो महीना भर हमने इबादतें की हैं, रोज़े रखे हैं.
  30. 8:34 uski Allah taala hamein ajr reward deta hai aur aap jante hain ki uska ajr jo hai Allah taala bahut zyada deta hai kehta hai. Allah ne kaha hai ki banda jo hai roza mere liye rakhta hai fook pyas sab meri wajah se karta hai to main usko bahut zyada badla doonga. to us waqt hum duniya ke kaamon mein lage rahe hain to woh theek nahi hai balki hamein Eid ki raat ko istemal karna chahiye. उसकी अल्लाह तालाह हमें अज्र reward देता है और आप जानते हैं कि उसका अग्र जो है अल्लाह तालाह बहुत ज़्यादा देता है कहता है. अल्लाह ने कहा है कि बंदा जो है रोदा मेरे लिए रखता है फूक प्यास सब मेरी वजह से करता है तो मैं उसको बहुत ज़्यादा बदला दूंगा. तो उस वक्त हम दुनिया के कामों में लगे रहे हैं तो वह ठीक नहीं है बल्कि हमें ईद की रात को इस्तेमाल करना चाहिए.
  31. 9:02 ibadat mein jitna ho sake utni ibadat hamein karni chahiye. to usko hum logon ne jo ghaflat ki raat bana diya hai woh galat hai. allah talah ne farmaya hai mere bando aur meri bandiyon ne. mere us farz ko ada kar diya jo unke upar aayat tha. to maine un logon ko baks diya. unke sahayat ko hasnat mein tabdeel kar diya. इबादत में जितना हो सके उतनी इबादत हमें करनी चाहिए. तो उसको हम लोगों ने जो गफलत की रात बना दिया है वो गलत है. अल्लाह तालाह ने फरमाया है मेरे बंदों और मेरी बंदियों ने. मेरे उस फर्ज को अदा कर दिया जो उनके ऊपर आयत था. तो मैंने उन लोगों को बक्स दिया. उनके सहयात को हसनात में तब्दील कर दिया.
  32. 9:30 allah talah jo hai hamari hamari buri buri baaton ko jab bhi hum usse maafi mange allah talah se aur dobara usko repeat na karein to allah talah usko usmein hasnad mein yaani hamare good deeds mein shamil kar deta hai. usko convert kar deta hai. to allah talah jo hai ab buraiyon ko is tarah se delete kar deta hai. अल्लाह तालाह जो है हमारी हमारी बुरी बुरी बातों को जब भी हम उससे माफी मांगे अल्लाह तालाह से और दोबारा उसको repeat ना करें तो अल्लाह तालाह उसको उसमें हसनाद में यानी हमारे good deeds में शामिल कर देता है. उसको convert कर देता है. तो अल्लाह तालाह जो है अब बुराइयों को इस तरीके से delete कर देता है.
  33. 9:54 jaise hum computer mein button hota hai delete karne ka to isi tarah se allah talah hamare bure amal ko delete kar deta hai aur uske badle hamein achhe amal ki tohfeeat deta hai aur uske badla deta hai achhe amal ka. ab roza jo hai khatm ho gaya aur humne bahut sari duaen ki. bahut se log dua karte hain ghalla talah hamein zyada se zyada deen ki khidmat ka mauka aata farmaayein. to hamein kya karna hai? जैसे हम computer में button होता है delete करने का तो इसी तरीके से अल्लाह तालाह हमारे बुरे अमल को delete कर देता है और उसके बदले हमें अच्छे अमल की तोहफीत देता है और उसके बदला देता है अच्छे अमल का. अब रोज़ा जो है खत्म हो गया और हमने बहुत सारी दुआएं की. बहुत से लोग दुआ करते हैं ग़ल्ला ताला हमें ज़्यादा से ज़्यादा दीन की खिल्मत का मौका आता फरमाएं. तो हमें क्या करना है?
  34. 10:23 nai planning hamari kya honi chahiye? नई planning हमारी क्या होनी चाहिए?
  35. 10:29 kyun ke hum ummedawar-e-Muhammad hi ki haiysiyat se hamari jo zimmedari hai woh yeh ke hum Khuda ke क्योंकि हम उम्मदेद मुहम्मद ही की हैसियत से हमारी जो ज़िम्मेदारी है वह यह कि हम खुदा के
  36. 10:35 is paigham ko kyun ke Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam aakhiri Rasool thay aap ke baad koi naya Rasool aane wala इस पैगाम को क्योंकि रसूल अल्लाह सल्लाह सल्लाह आख़िरी रसूल थे आपके बाद कोई नया रसूल आने वाला
  37. 10:41 nahi to hamein yeh hamari zimmedari hai. नहीं तो हमें यह हमारी ज़िम्मेदारी है.
  38. 10:47 Bounding duty hai ke hum is paigham ko doosre logon tak pahunchayein. Bounding duty है कि हम इस पैगाम को दूसरे लोगों तक पहुंचाएं.
  39. 10:54 kyunki agar doosre logon tak hamein nahi pahunchaya to us waqt log kahenge ki yeh in logon ke paas sachchai thi aur in logon ne hamein baakbar nahi kiya. to allah talah jo hai hum us waqt musalmanon ko pakdenge ki tumne kyun nahi inko bataya? क्योंकि अगर दूसरे लोगों तक हमें नहीं पहुंचाया तो उस वक्त लोग कहेंगे कि यह इन लोगों के पास सच्चाई थी और इन लोगों ने हमें बाकबर नहीं किया. तो अल्लाह तालाह जो है हम उस वक्त मुसलमानों को पकड़ेंगे कि तुमने क्यों नहीं इनको बताया?
  40. 11:13 to us waqt allah talah chahte hain ki paigham tamam bando tak pahunch jaaye taaki us din yeh keh na sake ki hamein to iski khabar hi nahi thi aur yahi jo hai sabse bada hamara hamare liye rasta hai hamari bakhshish ka, maqurt ka, jannat ka to hamein isko aur naye adam ke saath hamein yeh kaam karna hai aur zyada se zyada hamein logon tak isparam ko pahunchana hai. तो उस वक्त अल्लाह तालाह चाहते हैं कि पैगाम तमाम बंदों तक पहुंच जाए ताकि उस दिन यह कह ना सके कि हमें तो इसकी खबर ही नहीं थी और यही जो है सबसे बड़ा हमारा हमारे लिए रास्ता है हमारी बक्षिश का, मक्वृत का, जन्नत का तो हमें इसको और नए अदम के साथ हमें यह काम करना है और ज़्यादा से ज़्यादा हमें लोगों तक इस पराम को पहुंचाना है.
  41. 11:40 allah talah hamari koshishon ko muhool farmaayein. jissmillahi ramani rahim, rabbish rali sadri, paiseli amri, wahilul uqbatammil nisani ya kauh kaulee. अल्लाह तालाह हमारी कोशिशों को मुहूल फरमाएं. जिस्मिल्लाही रमानी रहीम, रब्बिश रैली सदरी, पैसेली अमरी, वाहिलुल उग्बतम्मिल निसानी या कौह कौली.
  42. 11:56 sabse pehle main aap sabko eid ki bahut bahut mubarak baat pesh karna chahunga aur abhi aap ne jo baatein ki hain usmein bahut hi ahum baatein ki hain jisko hamein apni zindagi mein apply karna hai. सबसे पहले मैं आप सबको ईद की बहुत बहुत मुबारक बात पेश करना चाहूंगा और अभी आप ने जो बातें की हैं उसमें बहुत ही अहम् बातें की हैं जिसको हमें अपनी ज़िंदगी में apply करना है.
  43. 12:15 to ek, ek hadees hai, lambi hadees hai Hazrat Abdullah ibna Abbas radiallahu anhuma ki hadees hai, jismein तो एक, एक हदीश है, लंबी हदीश है हज़रत अब्दुल्लाह इब्ना अब्बास रजिल्ला अनुमाह की हदीश है, जिसमें
  44. 12:25 farmate hain ke Rasool Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ke jab Eid ki subah hoti hai to, Allah Taala farishton ko फरमाते हैं कि रसूल्ला सल्लम ने फरमाया कि जब ईद की शुभ होती है तो, अनदाला फरिश्तों को
  45. 12:35 har shehar mein bhejta hai, har gaon mein, har basti mein bhejta hai aur jo farishte hote hain हर शहर में भेजता है, हर गांव में, हर मस्ती में भेजता है और जो फरिश्ते होते हैं
  46. 12:45 wo raaston par khade ho jate hain, chauraahon par khade ho jate hain, galiyon mein khade ho jate वो रास्तों पर खड़े हो जाते हैं, चौराहों पर खड़े हो जाते हैं, गलियों में खड़े हो जाते
  47. 12:55 hain aur farishte pukarte hain aur woh pukaar jin aur insaan ke ilawa poori creation sunti hai. हैं और फरिश्ते पुकारते हैं और वह पुकार जिन और इंसान के अलावा पूरी creation सुनती है.
  48. 13:05 yaani agar insaan sun le, sun le to phir wah wah pehlu hai ki allah talah ne cheezon ko ghair mein rakha hua hai to wo baaki nahi rahega. यानी अगर इंसान sun ले, sun ले तो फिर वह वह पहलू है कि अल्लाह ताला ने चीज़ों को गैर में रखा हुआ है तो वो बाकी नहीं रहेगा.
  49. 13:15 lekin saari creation, zameen aasman, chand sitare, pahaad darya, charind parind, chidiyan jo fiza mein ud rahi hain लेकिन सारी creation, ज़मीन आसमान, चांद सितारे, पहाड़ दरिया, चरिंद उपरीन, चिड़ियाएं जो फिज़ा में उड़ रही हैं
  50. 13:24 aur jo machhliyan tair rahi hain, sab ko koi aawaaz sunai deti hai aur farishte kehte hain ke ae और जो मछलियां तैर रही हैं, सब कोई आवाज़ सुनाई देती है और फरिश्ते कहते हैं कि ए
  51. 13:33 Muhammad ki ummat apne Parwardigar ki taraf chalo, apne Rab ki taraf chalo jo bohat hi zyada meherban मुहम्मद की उम्मीद अपने पर्वरदीगार की तरफ चलो, अपने रब की तरफ चलो जो बहुत ही ज़्यादा मेहरबान
  52. 13:42 hai aur bohat hi ata karne wala hai, bohat hi dene wala hai aur tumhari bari bari gunahon है और बहुत ही अता करने वाला है, बहुत ही देने वाला है और तुम्हारी बड़ी बड़ी गुनाहों
  53. 13:51 ko maaf karne wala hai. को माफ करने वाला है.
  54. 14:00 to phir jab log namaz ke liye nikalte hain, eid ke namaz ke liye, masjidon ki taraf, eidgah ki taraf, to allah talah farishton se mukhatib hota hai. farishton se kehta hai, poochta hai ki ae mere farishton, us mazdoor ki mazdoori kya honi chahiye? us worker ki wages kya honi chahiye jisne apna kaam poora kar diya? तो फिर जब लोग नमाज़ के लिए निकलते हैं, ईद के नमाज़ के लिए, मस्जिदों की तरफ, ईदगाह की तरफ, तो अल्लाह तालाह फरिश्तों से मुखातिब होता है. फरिश्तों से कहता है, पूछता है कि ऐ मेरे फरिश्तों, उस मज़दूर की मज़दूरी क्या होनी चाहिए? उस worker की wages क्या होनी चाहिए जिसने अपना काम पूरा कर दिया?
  55. 14:29 to farishte kehte hain ki ae hamare rab, aise mazdoor ki mazdoori yeh honi chahiye ki usko uski poori bez, poori poori bez mil jaaye. to allah talah farmata hai, ae farishto, tum gawah rehna. तो फरिश्ते कहते हैं कि ऐ हमारे रब, ऐसे मज़दूर की मज़दूरी यह होनी चाहिए कि उसको उसकी पूरी बेज़, पूरी पूरी बेज़ मिल जाए. तो अल्लाह तालाह फरमाता है, ऐ फरीश्तो, तुम गवाह रहना.
  56. 14:47 maine unke ramzan ke rozo aur raat ki ibadat yaani taravi wagairah ke badle mein apni raza aur apni maqhrafat unko de diye. yaani i have, i have pleased with them and given them my forgiveness in return for fasting and their prayer at night during ramzan. मैंने उनके रमज़ान के रोज़ों और रात की बादत यानी तरावी वगैरह के बदले में अपनी रज़ा और अपनी मख़फ़रत उनको दे दिए. यानि I have, I have pleased with them and given them my forgiveness in return for fasting and their prayer at night during रमज़ान.
  57. 15:15 to is tarah allah talah phir bando ki tarah mutawajja hota hai aur bando se kehta hai ki ae mere bando, tum mujhse mango. meri izzat ke qasam, mere jalal ke qasam, ask me i swear by my honor and by my majesty. aaj ke din apni is gathering mein jo bhi tum mujhse mangoge, main tumhein dunga. तो इस तरह अल्लाह तालाह फिर बंदों की तरह मुतवज्जा होता है और बंदों से कहता है कि ऐ मेरे बंदों, तुम मुझसे मांगो. मेरी इज्जत के कसम, मेरे जलाल के कसम, ask me I swear by my honor and by my majesty. आज के दिन अपनी इस gathering में जो भी तुम मुझसे मांगोगे, मैं तुम्हें दूंगा.
  58. 15:43 jo bhi tum aakhirat ke bare mein maangoge, to Allah aisi dua qubool nahi karta. जो भी तुम आख़रत के बारे में मांगोगे, तो अल्लाह ऐसी दुआ कुबूल नहीं करता.
  59. 15:54 phir Allah Taala farmata hai ke meri azmat ke qasam, I swear by my honour, jab tak tum फिर अल्लाह तालाह फरमाता है कि मेरी अज़्मत के कसम, I swear by my honour, जब तक तुम
  60. 16:05 mera khayal karoge, main tumhari kamiyon ko chhupaoonga aur phir Allah Taala kehta hai ke ae mere bando, मेरा ख्याल करोगे, मैं तुम्हारी कमियों को छुपाऊंगा और फिर अल्लाह तालाह कहता है कि ऐ मेरे बंदों,
  61. 16:16 tum bakshe hue apne gharon ki taraf laut jao. तुम बक्शे हुए अपने घरों की तरफ़ लौट जाओ.
  62. 16:27 Now you go back to your homes, I have forgiven you. Now you go back to your homes, I have forgiven you.
  63. 16:38 tumne mujhe raazi kar liya aur main tumse raazi ho gaya. तुमने मुझे राजी कर लिया और मैं तुमसे राजी हो गया.
  64. 16:50 I am pleased with you and you are pleased with me. I am pleased with you and you are pleased with me.
  65. 16:58 wo jab farishtey dekhte hain, jab farishtey dekhte hain ke allah taala ne bando ko itna zyada jawab वो जब फरिश्ते देखते हैं, जब फरिश्ते देखते हैं कि अल्लाह तालाह ने बंदों को इतना ज़्यादा जवाब
  66. 17:06 diya, to bari khushi unko hoti hai, bohat hi khushi ka izhaar karte hain aur farishtey heran hote दिया, तो बड़ी खुशी उनको होती है, बहुत ही खुशी का इज़ार करते हैं और फरिश्ते हैरान होते
  67. 17:14 hain ke allah taala ne itna zyada bando ko nawaza hai. हैं कि अल्लाह तालान ने इतना ज़्यादा बंदों को नवाज़ा है.
  68. 17:22 yaani iska matlab yeh hai ke allah kitna dardmand hai, bando ke amal ka ke zyada reward deta यानी इसका मतलब यह है कि अल्लाह कितना तदरदाह है, बंदों के अमल का कि ज़्यादा reward देता
  69. 17:31 hai aur ek aise hi ek aur hadith hai jiska main kuch hissa lunga ramzan ke mutalliq woh है और एक ऐसे ही एक और हदीश है जिसका मैं कुछ हिस्सा लूंगा रमज़ान के मुतालिक वह
  70. 17:41 hadith hai ke hadith mein aata hai ke jo bhi koi amal karta hai insaan, good deed karta हदीश है कि हदीश में आता है कि जो भी कोई अमल करता है इंसान, good deed करता
  71. 17:50 hai, uska 10 times se lekar 700 times tak reward allah taala deta hai. है, उसका 10 times से लेकर 700 times तक reward अल्लाह तालाह देता है.
  72. 18:00 10 times se hundred, seven hundred times tak yaani depending on his spirit aur jo uska shauk hai. lekin usi hadish mein allah talah farmata hai illah saum ke roze ke alawa. yaani roze ka jo reward hai wo uski koi limit nahi hai, unlimited reward hai. 10 times से hundred, seven hundred times तक यानी depending on his spirit और जो उसका शौक है. लेकिन उसी हदीश में अल्लाह तालाह फरमाता है इल्लाह सौम के रोज़े के अलावा. यानी रोज़े का जो reward है वो उसकी कोई limit नहीं है, unlimited reward है.
  73. 18:21 yeh allad allad dekhega ki kaisi spirit hai uske mutabik wo reward kitna bhi de sakta hai aur allat alfamata hai fainaahuli wa anajzeebih ki yeh roza mere liye hai aur main hi iska reward dunga. yaani apni taraf mansoof karta hai ki main reward dunga aur unlimited reward dunga. koi fixed reward iska nahi hai. यह अल्लाद अल्लाद देखेगा कि कैसी spirit है उसके मुताबिक वो reward कितना भी दे सकता है और अल्लात अल्फामाता है फाइन्नाहुली व अनाजज़ीबीह कि यह रोज़ा मेरे लिए है और मैं ही इसका reward दूंगा. यानी अपनी तरफ मनसूफ करता है कि मैं reward दूंगा और unlimited reward दूंगा. कोई fixed reward इसका नहीं है.
  74. 18:46 yaani jo bhi bando ki kaifiyat hai, dilli kaifiyat hai, uske mutabik reward allah talah deta hai. to isse pata chalta hai ki roze ki jo spirit hai wo important hai aur allah talah wahi dekhega ki kiski kisne kitni spirit aur kitne kaifiyat uski thi roze ke boran. यानी जो भी बंदों की कैफियत है, दिल्ली कैफियत है, उसके मुताबिक reward अल्लाह तालाह देता है. तो इससे पता चलता है कि रोज़े की जो spirit है वो important है और अल्लाह तालाह वही देखेगा कि किसकी किसने कितनी spirit और कितने कैफियत उसकी थी रोज़े के बौरान.
  75. 19:12 aise hi isi hadith ka ek aur hissa hai ke jab koi roza rakhe aur usse koi ladai ऐसे ही इसी हदीश का एक और हिस्सा है कि जब कोई रोज़ा रखे और उससे कोई लड़ाई
  76. 19:19 kare, koi argument kare, koi bahas kare, koi ladai jhagda kare, koi foul language use kare, to usko करे, कोई argument करे, कोई बहस करे, कोई लड़ाई झगड़ा करे, कोई foul language use करें, तो उसको
  77. 19:27 bas yeh keh dena chahiye ke main, main rozedaar hoon, main ek paabind insaan hoon, main tumhari tarah बस यह कह देना चाहिए कि मैं, मैं रोज़ेदार हूं, मैं एक पाबंद इंसान हूं, मैं तुम्हारी तरह
  78. 19:35 se nahi hogi jo chai karoon, jaise chai boloon. से नहीं होगी जो चाय करूं, जैसे चाय बोलूं.
  79. 19:43 to yeh bari achhi baat hai, yeh yeh yeh jo principle hai, yeh sirf roze ke liye nahi तो यह बड़ी अच्छी बात है, यह यह यह जो principle है, यह सिर्फ रोज़े के लिए नहीं
  80. 19:51 hai, balki poori zindagi par apply hota hai aur balki khaas taur se daawat ke kaam ke liye ke है, बल्कि पूरी ज़िंदगी पर apply होता है और बल्कि ख़ास तौर से दावती काम के लिए कि
  81. 19:59 jab hum daawat ka kaam karte hain to tarah tarah ke, tarah tarah ki baatein saamne aati hain aur जब हम दावती काम करते हैं तो तरह तरह के, तरह तरह की बातें सामने आती हैं और
  82. 20:08 usmein kai kai kai log humein tarah tarah ki baatein karte hain, to usmein sabr karna chahiye aur उसमें कई कई कई लोग हमें तरह तरह की बातें करते हैं, तो उसमें स्वर्ग करना चाहिए और
  83. 20:16 yahi jo baat hadith mein aayi ke inni imrah, imrahun saimun yahi agar hum isko thoda badalkar kahein यही जो बात हदीश में आई कि इन्हीं इमराह, इमराहुन सायमुन यही अगर हम इसको थोड़ा बदलकर कहें
  84. 20:24 ke inni imroah daain, inni imroah daain, ke main ek daai insaan hoon, main ek paabind insaan hoon. कि इन्नी इम्रोह दाईन, इन्नी इम्रोह दाईन, कि मैं एक दाई इंसान हूं, मैं एक पाबंद इंसान हूं.
  85. 20:33 i have a mission, i have a mission of conveying the message of god. main tumhari tarah se aazad nahi hoon. meri kuch zimmedari hai. to yeh ek sabak hamein milta hai is baat se ki dawat jab hamein karni hai to usmein hum yeh keh sakte hain ki hum hum ek dai insaan hain. I have a mission, I have a mission of conveying the message of God. मैं तुम्हारी तरह से आज़ाद नहीं हूं. मेरी कुछ ज़िम्मेदारी है. तो यह एक सबक हमें मिलता है इस बात से कि दावत जब हमें करनी है तो उसमें हम यह कह सकते हैं कि हम हम एक दाई इंसान हैं.
  86. 20:54 hum hum humein ladai jhagde se koi matlab nahi hai aur aise hi ramzan mein ki jo ek हम हम हमें लड़ाई झगड़े से कोई मतलब नहीं है और ऐसे ही रमज़ान में की जो एक
  87. 21:01 aur khaas spirit hai woh hai logon ki madad karna zakat aur khairat aur ghairah tarah ki balki और खास spirit है वह है लोगों की मदद करना ज़क़ात और खैरात और घुसित तरह की बल्कि
  88. 21:08 zakat ul fitr ka zikr aata hai yaani eid eid ke din zakat ek ek chhota sa amount $203,100 ज़क़ात उलफित्र का ज़िक्र आता है यानी ईद ईद के दिन ज़क़ात एक एक छोटा सा amount $203,100
  89. 21:15 per person diya jata hai balki yeh tak aata hai kitabon mein ke agar ek bachcha aaj paida per person दिया जाता है बल्कि यह तक आता है किताबों में कि अगर एक बच्चा आज पैदा
  90. 21:23 hua hai aur ek din ka hai woh to uski taraf se bhi aapko zakat ul fitr deni हुआ है और एक दिन का है वह तो उसकी तरफ से भी आपको ज़क़ाद उल्फी तरह देनी
  91. 21:30 hai taake jo log hain jo less fortunate hain, jinke paas halaat theek nahi hain to woh bhi है ताकि जो लोग हैं जो less fortunate हैं, जिनके पास हालात ठीक नहीं है तो वो भी
  92. 21:37 apni eid mana sake, balki ek hadith mein aata hai ke on the day of judgement god will अपनी ईद मना सके, बल्कि एक हदीश में आता है कि on the day of judgement god will
  93. 21:44 say to a man ki I was sick and you didn't visit me. say to a man कि I was sick and you didn't visit me.
  94. 21:52 to wo aadmi hai wo hairaan ho jayega. wo kahega ki how could you be sick? You are the lord of the universe. to wo allah taala kahega ki had you visited such and such person you would have found me there. isi tarike se aur bhi hai ki I was hungry and I was thirsty, you didn't give me water. तो वो आदमी है वो हैरान हो जाएगा. वो कहेगा कि how could you be sick? You are the lord of the universe. तो वो अल्लाह तालाह कहेगा कि had you visited such and such person you would have found me there. इसी तरीके से और भी है कि I was hungry and I was thirsty, you didn't give me water.
  95. 22:11 is tarah se yani ramzan ke mahine mein hamein yeh bhi ek ahum cheez milti hai ki hum doosron ka khayal karein aur doosre jo bhi log hain unki khushiyon mein shamil hon taaki allah taala hamein akhirat mein iska azar de. इस तरह से यानी रमज़ान के महीने में हमें यह भी एक अहम् चीज़ मिलती है कि हम दूसरों का ख्याल करें और दूसरे जो भी लोग हैं उनकी खुशियों में शामिल हों ताकि अल्लाह तालाह हमें आखिरत में इसका अज़र दे.
  96. 22:30 to main ab baat khatam karke kuch dua ki dua karta hoon ki Allah taalaह se dua hai तो मैं अब बात खत्म करके कुछ दुआ की दुआ करता हूं कि अल्लाह तालाह से दुआ है
  97. 22:38 ki jo spirit humne ramzan ke mahine mein paida ki thi, woh baqi rahe sare saal aur Allah कि जो spirit हमने रमज़ान के महीने में पैदा की थी, वह बाकी रहे सारे साल और अल्लाह
  98. 22:47 hamari madad kare ki jo spirit humne jagai hai ramzan mein jo ibadat se aur taravi se aur हमारी मदद करे कि जो spirit हमने जगाई है रमज़ान में जो इबादत से और तरावी से और
  99. 22:55 quran ko padhne se woh woh spirit baqi rahe aur asal eid to woh eid hai jo akhirat mein hogi. कुरान को पढ़ने से वह वह spirit बाकी रहे और असल ईद तो वह ईद है जो आखिरत में होगी.
  100. 23:04 jab jab allah taala when god will gather us for the first time in jannat, in his presence and he will remove his will and we will see him. जब जब अल्लाह तालाह when god will gather us for the first time in जन्मा, in his presence and he will remove his will and we will see him.
  101. 23:20 jisme aata hai ki hum aise dekhenge Allah ko jaise hum suraj ko aur chand ko dekhte hain, जिसमें आता है कि हम ऐसे देखेंगे अल्लाह को जैसे हम सूरज को और चांद को देखते हैं,
  102. 23:29 to Allah taalaह si dua hai ki hum hum sabko janmat mein yeh mauka dekar hum use dekhen तो अल्लाह तालाह सी दुआ है कि हम हम सबको जन्मत में यह मौका देकर हम उसे देखें
  103. 23:38 aur real eid to wahi hogi jisme Allah taalaह ki presence mein hum jama hon aur hum sabko और real ईद तो वही होगी जिसमें अल्लाह तालाह की presence में हम जमा हों और हम सबको
  104. 23:47 Allah taalaह ko dekhen aur uska didar karen aur akhir mein main Maulana ke liye dua karta hoon. अल्लाह तालाह को देखें और उसका दीदार करें और आखिर में मैं मौलाने के लिए दुआ करता हूं.
  105. 23:56 kya allah taala maulane ke darjat buland karein aur humko maulane ke naqsh qadam par chalne ki tafeeq ataa farmaayein aur main mission ke saathiyon ke liye bhi dua karta hoon ki jahan jahan bhi hamare mission ke saathi hain, jo bhi wo kaam kar rahe hain, dawati andaaz ka allah taala, unke unke kaam ko qubool karein aur unke dawati amal ko akhirat ka sharmaya banaye. wo aakhir da'wana 'anil hamdulillahi rabbil 'alameen. कैल्ला ताला मौलाने के दर्जात बुलंद करें और हमको मौलाने के नक्श कदम पर चलने की ताफ़िक्त आताफ़रमाएं और मैं mission के साथियों के लिए भी दुआ करता हूं कि जहां जहां भी हमारे mission के साथी हैं, जो भी वह काम कर रहे हैं, दावती अंदाज़ का लताला, उनके उनके काम को कुबूल करें और उनके दावती अमल को आखिरत का शर्माया बनाए. वह आख़िर दावाना अनिल हम्दुरील दाहिरब्बिला अलविन.