Discussion on Marefat (Ulama Session- I) Peace Conference April 29-30, 2023
Export .docx
12 clips from this lecture
- 9:42 Maulana revived marifat through intellect and reason Long
- 11:35 Islam is mind-based, others heart-based Medium
- 12:10 Heart-based vs mind-based religions Short
- 14:21 Intellect needed for spiritual progress Short
- 18:29 Scientific age transformed marifat into lifetime learning Long
- 19:19 Three revolutions: big bang, prophet, knowledge Medium
- 23:33 Personal journey from tasawwuf to Maulana's marifat Medium
- 23:33 Full story of leaving tasawwuf for Maulana's teachings Long
- 31:20 Face mites as hidden blessings of God Medium
- 33:38 Universe as the office of marifat Short
- 33:38 Nature as a source of marifat Medium
- 33:38 Poetic description of universe teaching marifat Long
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software and aligned to the recording second by second — so a line may carry a misheard word. Tap any timestamp to hear him say it. Permanent link to this transcript.
- 0:13 we will now have two sessions of ullema. hazd ibn abbas se rawaya tha ki ek martaba rasullah ne kaha ki a scholar of religion is more formidable against a devil than thousand devout persons. We will now have two sessions of उल्लेमा. हज़द Ibn Abbas से रवाया था कि एक मरतवा रसुल्लाह ने कहा कि a scholar of religion is more formidable against a devil than thousand devout persons.
- 0:32 isi izra ek martaba unhone kaha ki verily for the scholars, allah and his angels, and the dwellers of the heaven and of the earth, and even an ant in its hole, and the fish in the depth of the ocean invoke blessings on the one who teaches good things. hamare CPS ullema hamari mission ki strength hai aur humein guide karte rehte hain time to time. इसी इज़्रा एक मरताबा उन्होंने कहा कि verily for the scholars, अल्लाह and his angels, and the dwellers of the heaven and of the earth, and even an ant in its hole, and the fish in the depth of the ocean invoke blessings on the one who teaches good things. हमारे CPS उल्लेमा हमारी mission की strength है और हमें guide करते रहते हैं time to time.
- 0:59 So we will have two sessions today of forty minutes each on the topic maarifat and peace. So we will have two sessions today of forty minutes each on the topic मारीफत and peace.
- 1:16 The first session will be moderated by Hafiz Syed Iqbal Umri sahib and the four panelists are Maulana The first session will be moderated by हाफिज़ सैयद इकबाल उम्री साहब and the four panelists are Mulana
- 1:34 Fayaz Umri, Maulana Enayat Umri, Maulana Akhtar Kasmi Saab and Fayaz Kadri Saab. Fayaz Umri, Mulana Enayat Umri, Mulana Akhtar Kasmi Saab and Fayaz Kadri Saab.
- 1:52 So I will request all of them to come on the stage and we'll begin the first session. So I will request all of them to come on the stage and we'll begin the first session.
- 2:10 jaisa ki aap logon ko maloom hai maarifat ka yeh session sawal jawab ki shakal mein hone wala hai. जैसा कि आप लोगों को मालूम है मारीफत का यह session सवाल जवाब की शक्ल में होने वाला है.
- 2:20 us se pehle kam hi de tor par jo baatein main kehna chahta hoon, woh yeh hai ambaya ikram ki taleemat musalsal insaan ko marifat, marifat e rabb ki rehnumai karti rahi hain. उससे पहले कम ही दी तौर पर जो बातें मैं कहना चाहता हूं, वह यह है अंब्याय अंब्याय क्राम की तालीमा मुसलसल इंसान को मारीफ़त, मारीफ़ते रब की रहनुमाई करती रही हैं.
- 2:43 marifat e rabb ke liye tareekh mein falsafa aur vedanti zehan bhi musalsal mashgool raha hai. magar sciencee inqilaab ke baad ambaya ikram ne jis tauheed ki dawat di thi, iske hawalay mein dalail ka hazaar guna izafa ho gaya hai. मारीफ़ते रब के लिए तारीख़ में फलसिफ़र और वेदांती ज़ेहन भी मुसलसल मशकूल रहा है. मगर सैन्सी इंस्तिलाप के बाद अंब्यायक राम ने जिस दौहीद की दावत दी थी, इसके हख़ में दलाई का हज़ार गुना इज़ाफा हो गया है.
- 3:05 in ilmi izafon ne saabit kiya ke is duniya mein Khuda ki daryaft sirf shaoor ki satah par mumkin hai. Khuda par imaan laane ke liye ayni mushahiday ka mutalaba karna ghair ilmi zehan ki alamat hai. Isi tarah daur e jadeed ke tamam ijadat aur inkhilabat ne in saari baaton ka inkar bhi saabit kar diya. इन इल्मी इज़ाफों ने साबित किया कि इस दुनिया में खुदा की दरियाब सिर्फ शूर की सतह पर मुमकिन है. उदा पर ईमान लाने के लिए आईनी मुशाहिदे का मुतालाबा करना गैर इल्मी ज़हन की अलामत है. इसी तरह दौरे ज़दीद के तमाम इजादात और इन खिलाबाद ने इन सारी बातों का इंकान भी साबित कर दिया.
- 3:34 jin ghaibi haqaiq ki baabat ambaya ikram ne humein aagah kiya tha. Maslan electromagnetic ke daryaft ke baad faza mein chhupi hui awazon aur tasaveer ka TV screen par aa jaana. जिन गैवी हकाई की बाबत अम्ब्यायक राम ने हमें आगाह किया था. मसलन electromagnetic के दरियार्त के बाद फजा में छुपी हुई आवाज़ों और तसावीर का TV screen पर आ जाना.
- 3:53 Wireless musalana communication yaani phone aur net ki eejad ke baad insaan se ghair marai aluukh ka inkar saabit ho jaana. Isi tarah kainat ki ibtida aur inteha ke baray mein mazhab e haq aur science mein muafiqat ka hona. Is daur mein Allah ula ki daryaft ka aik azeem data ka tayyar hona. Wireless मुआसलात communication यानी phone और net की ईज़ाद के बाद इंसान से गैर मरीत आल्लुख का इंकान साबित हो जाना. इसी तरह काइनात की इब्तिदा और इंतिहा के बारे में मज़हब ए हक़्क़ और science में मुआफक़त का होना. इस दौर में अलाह उल्लाह की दरियाब का एक अजीम data का तैयार होना.
- 4:22 in saari cheezon ke baad Maulana Wahiduddin Khan sahib ne ambaya ikram ki taleemat ko asar e nau daryaft kiya aur asri usloob mein tabeer ki koshish ki. Unhon ne taqreeban chaar hazar safhaat se zaid marifat par likha hai. इन सारी चीज़ों के बाद मौलाना वही दुद्दीन खान साहब ने अंब्याकराम की तालिमात को असरे नौ दर्याप्त किया और अस्री उस लोग में तबीयत की कोशिश की. उन्होंने तकरीबन चार हज़ार सफास से जायद मारीफत पर लिखा है.
- 4:43 inmein jadeed ka challenge Allahu Akbar, Rabbania, Akhiliyat e Islam, Insan ki Manzil, Kitabe Marifat, Izhar e Deen, Safar e Hayat, Khuda ki Daryaft ke ilawa aur bohat si tehreerein qabil e zikr hain. इनमें जदीत का challenge अल्लाहू अकबर, रब्बानिया, अखिलियत ए इस्लाम, इंसान की मंज़िल, किताबें मारीफत, इज़हर ए दीन, सफर ए हयात, खुदा की दरियाफत के अलावा और बहुत सी तहरीरें ख़ाबिले ज़िक्र हैं.
- 5:04 istimta ke baad ab hum marifat se mutalliq, Maulana ki daryaft aur khidmat ko sawal jawab ki shakal mein hamare ulama se janne ki koshish karenge. To main pehla sawal Maulana Akhtar Qasmi sahib se yeh karna chahta hoon jo ke Bhopal se talluq rakhte hain Maulana ke mission ke puranay sathiyon mein se hain. इस्तमीत के बाद अब हम मारीफत से मुतालिख, मौलाना की दरियाब और खिद्मात को सवाल जवाब की शक्ल में हमारे उल्लामा से जानने की कोशिश करेंगे. तो मैं पहला सवाल मौलाना अख्तर ख़ास्मी साहब से यह करना चाहता हूं जो कि भोपाल से ताल्लुक रखते हैं मौलाना के mission के पुराने साथियों में से हैं.
- 5:34 Maulana sahib aap humein farmaein ke marifat ke bab mein Maulana ka kya ahum kirdaar hai? Bismillah hir rahman nir rahim. मौलाना साहब आप हम ही फरमाएं कि मारीफत के बाप में मौलाना का क्या अहम् किरदार है? जिस मिल्लाह है रहमान ए रहीम.
- 5:51 yeh Quran mein jo ahkam bayan hue hain, qanoon ki shakal mein, masaail ki shakal mein, un ahkam ko bayan karne ke baad hum gaur karenge to kahin lafz aata hai waqallahu. Kahin us par tanbeeh aati hai wa baisillahu wa rasulahu itta'u hudud. Kahin innallaha kana azeezan hakeema. यह कुरान में जो आकाम बयान हुए हैं, कालून की शक्ल में, मसाहिल की शक्ल में, उन आकाम को बयान करने के बाद हम गौर करेंगे तो कहीं लफ जाता है वत्त कुल्लाह. कहीं उस पर तंबी आती है वबैयासिल्लाह वरासूलाहू याताद्दा हुदूदा. कहीं इन्न अल्लाह अकाना आजीदन हकीमा.
- 6:18 is qism ke alfaaz aakaam aur masail ko bayan karne ke baad zikr hue hain. इस किस्म के अल्फाज़ आकाम और मसाइल को बयान करने के बाद ज़िक्र हुए हैं.
- 6:24 yeh kya hai? यह क्या है?
- 6:30 yeh masail ke sath maarifat ko wahin jod diya gaya quran ke andar aur sahaba ke daur ke यह मसाइल के साथ मार्फत को वहीं जोड़ दिया गया कुरान के अंदर और सहाबा के दौर के
- 6:36 andar bhi hum dekhte hain ki sahaba mein chahe woh ikhtedar mein ho, hukoomat ka mamla ho, siyasat अंदर भी हम देखते हैं कि सहाबा में चाहे वह इख्तेदार में हो, हुकूबत का मामला हो, सियासत
- 6:42 ka mamla ho, aapas ke ravaiye, har jagah par wahan maarifat saaf nazar aati hai. का मामला हो, आपस के रवैयों, हर जगह पर वहां मार्फत साफ नज़र आती है.
- 6:49 ek halka sa ishara karunga main ki ek mauqe par Hazrat Uba Razi Allah Hu Talhan, jo ne kaha एक हल्का सा इशारा करूंगा मैं कि एक मौके पर हज़द उब्बा रद्दी अल्लाह हुतालान, जो ने कहा
- 7:01 ke mauqe par mahal diya jata hai aur kuch log zyada mahal baandh rahe the, rakh rahe the के मौके पर महल दिया जाता है और कुछ लोग ज़्यादा महल बांध रहे थे, रख रहे थे
- 7:14 to aapne us par tambee farmayi aur usko kam karne par zor diya aur mutayyan gaaliban shayad mutayyan bhi kiya. तो आपने उस पर तंबी फरमाई और उसको कम करने पर ज़ोर दिया और मुतायन गालेबन शायद मुतायन भी किया.
- 7:27 Shukriya ada karte hue ke qul lau ahdil afqahum minni, afqahum bil umar, ke har aik Umar se ziyada samajhdar aur janne wala hai. Yeh kya tha? Yeh marifat jo etiraf ki shakal mein jo hai wahan zahir ho rahi thi. शुक्रिया अदा करते हुए कि कुल लो आहदिल अफ़कहूं मिन्नी, अफ़कहूं बिन उमर, कि हर एक उमर से ज़्यादा समझदार और जानने वाला है. यह क्या था? यह मार्फत जो ऐतराफ की शक्ल में जो है वहां गाहिर हो रही थी.
- 7:45 To marifat jo hai kahin izzat ki shakal mein, kahin etiraf ki shakal mein, kahin khauf e ilahi ki shakal mein, Sahaba ke andar har jagah maujood hai. Lekin daur e Sahaba ke baad yeh aik almiya kahiye usko, ke jab tazween hadith aur tafsir aur fiqh jab daur shuru hota hai to तो मार्फत जो है कहीं इज़्ज़ की शक्ल में, कहीं ऐतराफ की शक्ल में, कहीं खौफ ए इलाही की शक्ल में, सहाबा के अंदर हर जगह बौजूद है. लेकिन दौरे सहाबा के बाद यह एक अलमिया कहिए उसको, कि जब तज्वीन हदीस और तफ्सीर और फिखा जब दौर शुरू होता है तो
- 8:11 falsafa, yunani falsafa aur ilm e nateq fuqaha aur yeh sari jab bahasein chalti hain to yeh aik aik zahiri ilm, ilm ka woh pehlu hai, hai jis par qawaneen samne aate hain aur us par kaam hota hai woh kaam lazmi hai, woh sabhi lazmi hai. Zindagari ke liye ilme zahiri bhi zaroori hai aur marifat bhi zaroori hai. फ़लसफा, योनानी फ़लसफा और इल्मंतिक फोकहा और यह सारी जब बहसे चलती हैं तो यह एक एक ज़ाहिरी इल्म, इल्म का वह पहलू है, है जिस पर कवानीन सामने आते हैं और उस पर काम होता है वह काम लाज़मी है, वह सभी लाज़मी है. जीनदारी के लिए इल्में जाहिरी भी ज़रूरी है और मारफत भी ज़रूरी है.
- 8:40 Ilme zahiri se jo hai woh marifati ka paida ho jaana yaqeen hi nahi hai. Lekin jahan marifat ka ilm hoga, jahan marifat hogi woh zaroor ilm zahir tak pahuncha degi. इल्में जाहिरी से जो है वह मारफती का पैदा हो जाना यकीन ही नहीं है. लेकिन जहां मारफत का इल्म होगा, जहां मारफत होगी वह ज़रूर इल्म जाहिर तक पहुंचा देगी.
- 8:57 us daur ke andar yeh hua ke marifat ka taqreeban tasawwur aur marifat ka jo ilm ka pehlu barifat ka pehlu tha woh gum sa ho gaya tha aur yeh taqreeban us daur se lekar bohat aage tak aisa hi raha hai. Ab wahan se turn hua to tasawwuf mein tabdeel ho gaya. उस दौर के अंदर यह हुआ कि मारफत का तकरीबन तसव्वर और मारफत का जो इल्म का पहलू बार्फत का पहलू था वह गुम सा हो गया था और यह तकरीबन उस दौर से लेकर बहुत आगे तक ऐसा ही रहा है. अब वहां से turn हुआ तो तस्वबूफ में तब्दील हो गया.
- 9:23 kuch hamare Sufiyon ko fikr hui, to unhon ne aik deen ke muqable mein aik mutabazi deen ki shakal mein tasawwuf ka ilm, usko hi marifat samajhne lage aur usi ko aaj tak aur abhi bhi marifat samjha jata hai umeed taur par. कुछ हमारे सूफियां को फ़िक्र हुई, तो उन्होंने एक दीन के मुकाबले में एक मुताबाज़ी दीन के शक्ल में तस्वबूफ का इल्म, उसको ही मारफस समझने लगे और उसी को आज तक और अभी भी मारफस समझा जाता है उम्मीद तौर पर.
- 9:42 lekin is beach ke andar main agar mubalgha nahi kar raha hoon to sahid Maulana ki shakhsiyat aisi nazar aati hai jinhon ne marifat ko dobara Quran se joda, aql se joda, shaoor se joda. Aur yeh bataya ke marifat jo hai woh Quran ka hissa hai aur Quran ke andar tadabbur gaur o fikr se hi marifat jo hai woh hasil hoti hai. लेकिन इस beach के अंदर मैं अगर मुबालगा नहीं कर रहा हूं तो स्वाहिद बोलाना की शख्सियत ऐसी नज़र आती है जिन्होंने मार्फत को दोबारा कुरान से जोड़ा, अक्ल से जोड़ा, शौर से जोड़ा. और यह बताया कि मार्फत जो है वह कुरान का हिस्सा है और कुरान के अंदर तदब्बर गौर फ़िक्र से ही मार्फत जो है वह हासिल होती है.
- 10:09 insaan ka shaoor agar bedar ho to woh shoori taur par Khuda ka bara rastoon idhar aakh nahi kar sakta. Lekin bilwasta taur par, uski sifat par, uski takhleeqat par gaur karke Khuda tak pahunchna yahi marifat hai. Yeh Maulana ne is daur ke andar bataya warna is se pehle yeh concept nahi tha. Masha Allah. इंसान का शोरूर अगर बेदार हो तो वह शोरी तौर पर खुदा का बड़ा रास्त्रों इधर आख़ नहीं कर सकता. लेकिन बिलवास्ता तौर पर, उसकी सिफाद पर, उसकी तकलीखात पर गौर करके खुदा तक पहुंचना यही मार्गपत है. यह मोलाना ने इस दौर के अंदर बताया वरना इससे पहले यह concept नहीं था. माशिया अल्लाह.
- 10:36 mauqe main aur aap tak Qasmi sahib ne farmaya ke ibadat se pehle marifat aati hai, phir ibadatein zahir hoti hain. Maulana ne revive kiya hai isi cheez ko, isi cheez ko spirit, form se pehle spirit ka aur marifat ki baatein jo Maulana ne wazeh taur se is daur mein bayan ki hain, wahi unka khasa ahum role raha hai. Nazaqullah. मौकी मैं और आप तक खास्मी साहब ने परमाया कि इबादाज़ से पहले मारीफत आती है, फिर इबादतें ज़ाहिर होती हैं. मोलाना ने revive किया है इसी चीज़ को, इसी चीज़ को spirit, form से पहले spirit का और मारीफत की बातें जो मोलाना ने वाजिक तौर से इस दौर में बयान की हैं, वही उनका खासा अहम् role रहा है. नज़ाकुल्लाह.
- 11:04 ab hum aate hain, Maulana Enayatullah Umri sahib se sawal karte hain jo Bangalore CPS team se talluq rakhte hain. अब हम आते हैं, मोलानाई नायतुल्लाह उमड़ी साहब से सवाल करते हैं जो बैंगलोर CPS team से ताल्लुक रखते हैं.
- 11:10 ek ahum baat jo samajhne ki hai Maulana ke literature mein maarifat ki baat to bahut se log एक अहम् बात जो समझने की है मौलाना के literature में मारीपत की बात तो बहुत से लोग
- 11:16 karte hain lekin mind based maarifat se muraad kya hai? करते हैं लेकिन mind base मारीफत से मुरात क्या है?
- 11:22 iske bare mein. इसके बारे में.
- 11:28 humein kuch batayein? हमें कुछ बताएं?
- 11:35 Aqala अक्सला मुहारी को राह्मण कीलिला.
- 11:43 yeh is silsile mein ek hadith hai aakhiri zamane se mutalliq usmein rasool ullah sallallahu ne farmaya ki यह इस सिलसिले में एक हदीस है आखिरी जमाने से मुतालिक उसमें रसोल उल्लाह सल्लाहुल्लाह ने फरमाया कि
- 11:52 wahi ullahu ki zamani hi almil alqullah alal al islam ki aakhiri zamane mein aisa hoga ki duniya वही उल्लाहु की ज़मानी ही अलमिल अलकुल्लाह अलल अल इस्लाम कि आखिरी जमाने में ऐसा होगा कि दुनिया
- 12:01 mein jitni millatein hain woh saari kamzor ho jayengi siwaye islam ke. में जितनी मिल्लते हैं वह सारी कमज़ोर हो जाएंगी सिवाय इस्लाम के.
- 12:10 Ab sawal yeh hai ke kyun aisa waqia hoga ke sari millatein kamzor ho jayengi aur Islam apni position par baqi rahega? Iski wajah yeh hai ke doosre jitne mazahib hain woh heart based hain. Yaani heart based ka matlab yeh hai ke aadmi ko bas mazhab ko aik qasaddusat ka mauzu banakar usko maan lena hai. अब सवाल यह है कि क्यों ऐसा वाकिया होगा कि सारी मिल्लतें कमज़ोर हो जाएंगी और इस्लाम अपनी position पर बाकी रहेगा? इसकी वजह यह है कि दूसरे जितने मज़ाहिब हैं वह heart based हैं. यानी heart based का मतलब यह है कि आदमी को बस मज़हब को एक क़सद्दुस्त का मौजू बनाकर उसको मान लेना है.
- 12:37 us par use sawalat nahi karna hai. Lekin mind based ka matlab yeh hai ke aap sawal kar sakte hain, sawal utha sakte hain, baaton ko samajh sakte hain, baaton ko samjha ja sakta hai. Iska matlab yeh hai ke jo zamana aakhri zamana hoga, woh mukammal mano mein rational argument ka zamana hoga. उस पर उसे सवालात नहीं करना है. लेकिन mind based का मतलब यह है कि आप सवाल कर सकते हैं, सवाल उठा सकते हैं, बातों को समझ सकते हैं, बातों को समझा जा सकता है. इसका मतलब यह है कि जो जमाना आखिरी जमाना होगा, वह मुकम्मल मानों में rational argument का जमाना होगा.
- 13:03 us zamane mein jo log heart based ki baatein karenge woh mukammal tarike se filap ho jayenge. sirf us zamane mein wahi position par rahega jo akal based baatein karenge.dekhiye hum jante hain ke insaan jab is duniya mein aaya tha aap zara to saboor karen. उस ज़माने में जो लोग heart based की बातें करेंगे वह मुकम्मल तरीके से फिलाप हो जाएंगे. सिर्फ उस ज़माने में वही position पर रहेगा जो अखल based बातें करेंगे. देखिए हम जानते हैं कि इंसान जब इस दुनिया में आया था आप ज़रा तो सबूर करें.
- 13:24 aaj hum jo is roz zameen par itna bada development dekh rahe hain, tarah ki yaad dekh rahe hain ke insaan ne behtareen sawariyan bana li hain, behtareen technology aaj insaan ke paas hai.yeh sab kuch kiski din hai?yeh yeh jo moajiza ho gaya hai zameen par ke jab insaan aaya tha to uske paas rehne ke liye chhat ka ghar bhi nahi tha.woh khud usko banana padta tha. आज हम जो इस रोज़ ज़मीन पर इतना बड़ा development देख रहे हैं, तरह की याद देख रहे हैं कि इंसान ने बेहतरीन सवारियां बना ली हैं, बेहतरीन technology आज इंसान के पास है. यह सब कुछ किसकी दिन है? यह यह जो मौजिजा हो गया है ज़मीन पर कि जब इंसान आया था तो उसके पास रहने के लिए छत का घर भी नहीं था. वह खुद उसको बनाना पड़ता था.
- 13:53 lekin aaj hum itne behtareen haal mein baithe hain aur mukhtalif log mukhtalif andaaz ke faasle tay karke aaj ke is program mein shareek hue hain.koi hawai jahaz se aaye hain, koi train ka safar karke aaye hain.yeh sari jo technology aaj insaan ko mili hai, yeh insaan ki aql aur taali mein asma ka karishma hai.agar insaan ke paas aql na hoti to yeh sab kuch dekhne ko nahi milta. लेकिन आज हम इतने बेहतरीन हाल में बैठे हैं और मुख्तलिफ लोग मुख्तलिफ अंदाज़ के फ़ासले तय करके आज के इस program में शरीक हुए हैं. कोई हवाई जहाज से आए हैं, कोई train का सफर करके आए हैं. यह सारी जो technology आज इंसान को मिली है, यह इंसान की अक्ल और ताली में आसमा का करिश्मा है. अगर इंसान के पास अक्ल ना होती तो यह सब कुछ देखने को नहीं मिलता.
- 14:21 jab maaddi aitebar se aql ke baghair insaan tarakki nahi kar sakta hai to humne aisa kaisa tasawwur kar liya ke ruhani aitebar se insaan aql ke baghair tarakki karega.haqeeqat yeh hai ke scientific jo data aaj hamare paas jama hua hai woh agar ek lafz mein kaha jaye to poore ka poora maarifat ka data hai. जब माध्यी ऐतेबार से अक्ल के बगैर इंसान तरक्की नहीं कर सकता है तो हमने ऐसा कैसा तस्वूर कर लिया कि रुहानी ऐतेबार से इंसान अक्ल के बगैर तरक्की करेगा. हकीकत यह है कि scientific जो data आज हमारे पास जमा हुआ है वह अगर एक लफ्ज़ में कहा जाए तो पूरे का पूरा मारीफत का data है.
- 14:51 yeh data chunke mazhabi log is data ko jama nahi kar sakte the. यह data चूंकि मज़हबी लोग इस data को जमा नहीं कर सकते थे.
- 15:03 isliye allah taala ko pata tha ki aakhiri zamane mein yeh waqia bhi hone wala hai ki jo इसलिए अल्लाह तालाह को पता था कि आखिरी जमाने में यह वाक़िया भी होने वाला है कि जो
- 15:15 ahle mazahib hain woh na ahal ho jayenge. अहले मज़ाहिब हैं वह ना अहल हो जाएंगे.
- 15:27 isliye ke secular log woh kisi bhi cheez ko takaddus ke zehan se nahi dekhte hain.woh bas study karna chahte hain har cheez ki.kisi zehan ne aaj itne sare uloom ko insaan ke samne khol diya hai.woh sare ke sare uloom chahe uska talluq biology se ho, astronomy se ho.aap bas uska naam badal dijiye ke yeh uloomi maarifat hai. इसलिए कि secular लोग वह किसी भी चीज़ को तकद्दूस के ज़ेहन से नहीं देखते हैं. वह बस study करना चाहते हैं हर चीज़ की. किसी ज़ेहन ने आज इतने सारे उलूम को इंसान के सामने खोल दिया है. वह सारे के सारे उलूम चाहे उसका ताल्लुख biology से हो, astronomy से हो. आप बस उसका नाम बदल दीजिए कि यह उलूमी मारीफत है.
- 15:53 to Maulana ke zariye se yeh bahut badi tabdeeli aayi hai ke insaan jo akli mahloq tha jiske paas gaur o fikar ki salahiyat thi woh woh soch sakta tha uske andar sochne ki bepanah salahiyat thi.mahle mazahib ne us salahiyat ko parrok laga diya tha. Maulana ne us salahiyat ko maarifat ke baad mein kis andaaz se istemal kiya ja sake? तो मौलानाक के जरिए से यह बहुत बड़ी तब्दीली आई है कि इंसान जो अक्ली महलोक था जिसके पास गौरव फ़िक्र की सलाहियत थी वह वह सोच सकता था उसके अंदर सोचने की बेपनाह सलाहियत थी. महलेमज़ाहिब ने उसकी उस सलाहियत को पर्रोक लगा दिया था. मोलाना ने उस सलाहियत को मारीफत के बाद में किस अंदाज़ से इस्तेमाल किया जा सके?
- 16:22 isko bahut acche se hum parwazen kiya.is mamle mein gehrai se mutala karne ke liye hum log Maulana ke kitabein maarifat aur इसको बहुत अच्छे से हम परवाज़ें किया. इस मामले में गहराई से मुताला करने के लिए हम लोग मालाना के किताबें मारीफत और
- 16:46 lekin manvi duniya mein taraf hi isliye nahi ho saki ke wahan par source of knowledge kya hai?yeh iska hi pata nahi raha.maarifat ka source kya hai?iska hi pata nahi raha.to Maulana ke zariye se pehli martaba yeh mukadma pesh kiya gaya aur anhadish mein aqlo shaoor ka markaz dil nahi balkeh dimagh hai, yeh kaha gaya hai.to isko istemal karke insaan kaynati maarifat hasil kar sakta hai. लेकिन मानवी दुनिया में तरफ़ ही इसलिए नहीं हो सकी कि वहां पर source of knowledge क्या है? यह इसका ही पता नहीं रहा. मारीपक का source क्या है? इसका ही पता नहीं रहा. तो मोलाना के जरिए से पहली मरतवा यह मुखद्यमा पेश किया गया और अनुहादीश में अकुलो शूर का मरकज़ दिल नहीं बल्कि दिमाग है, यह कहा गया है. तो इसको इस्तेमाल करके इंसान कायनाति मारीफत हासिल कर सकता है.
- 17:16 yahi hai mind based maarifat.jabke doosre log jo maarifat ki baat karte hain, unki inteha meditation tak hi chale jati hai ya sirf aise hi muraqba ka ek silsila chalta hai.aankh band karke maarifat.Maulana ne hami aankh khol ke maarifat kaise hasil ki ja sakti hai, yeh sikhaya. यही है mind based मारीफत. जबकि दूसरे लोग जो मारीफत की बात करते हैं, उनकी इंतिहा meditation तक ही चले जाती है या सिर्फ ऐसे ही मुराख़ाब का एक सिलसिला चलता है. आंख बंद करके मारीपत. मोलाना ने हमी आंख खोल के मारीपत कैसे हासिल की जा सकती है, यह सिखाया.
- 17:39 ab aate hain hum, yeh qadeem daur ki maarifat ke muqable mein daur jadeed ki maarifat mein kin baaton ka izafa hua hai.is bare mein hum Maulana Fayazuddin Umri sahab se kuch janne ki koshish karenge jo Gulbarga se talluq rakhte hain.aur haan sir. अब आते हैं हम, यह ख़दीम दौर की मारीफत के मुकाबले में दौर्य जदीत की मारीफत में किन बातों का इज़ाफा हुआ है. इस बारे में हम मौलाना फयाज़दीन उम्री साहब से कुछ जानने की कोशिश करेंगे जो गुलबर्गा से ताल्लुक रखते हैं. और हां sir.
- 18:04 accha malekum, hamare dono sathiyon ne bahut sare aspects kholne ki koshish ki.ab teesra sawal yeh hai ke old age ke muqable mein yani scientific age se pehle aur scientific age ke baad maarifat ke baad mein kya changes aaye hain?us isliye mein woh mujhse poochna chahte hain. अच्छा मालिकुम, हमारे दोनों साथियों ने बहुत सारे aspects खोलने की कोशिश की. अब तीसरा सवाल यह है कि old age के मुकाबले में यानी scientific age से पहले और scientific age के बाद मारीफत के बाद में क्या changes आए हैं? उस इसलिए में वो मुझसे पूछना चाहते हैं.
- 18:29 to main kahunga scientific age se pehle aadmi sirf learner hota tha.yani ek time seekh liya aur phir bas.Sciencey age ne har aadmi ko ab learner se lifetime learner bana diya hai.yani har waqt aapko seekhte hi rehna hai. तो मैं कहूंगा scientific age से पहले आदमी सिर्फ learner होता था. यानी एक time सीख लिया और फिर बस. Sciencey age ने हर आदमी को अब learner से lifetime learner बना दिया है. यानी हर वक्त आपको सीखते ही रहना है.
- 18:52 itna data science ne hamein available karwaya hai ke hum ab lifetime learning ke daur mein dakhil ho chuke hain.Maulana ki yeh kitab hai.hum mein is aksar ne padha hoga.kitab ka naam hai Zuhur e Islam.bahut pehle ki kitab hai.galiban 81 ki yeh kitab hai.to is kitab ka pehla chapter hai.us chapter ko aap keh sakte hain. इतना data science ने हमें available करवाया है कि हम अब lifetime learning के दौर में दाखिल हो चुके हैं. मोला ना कि यह किताब है. हम में इस अक्सर ने पढ़ा होगा. किताब का नाम है जुहूर ए इस्लाम. बहुत पहले की किताब है. गालीबन 81 की यह किताब है. तो इस किताब का पहला chapter है. उस chapter को आप कह सकते हैं.
- 19:19 Maulana ne us chapter ka naam rakha hai teen inqilab, three revolutions.us chapter ko khud aap ek revolution keh sakte hain.yani woh chapter likhna khud ek fourth revolution hai.to Maulana ne teen revolution ka us chapter mein zikr kiya.pehla to hum sab jante hain big bang.Maulana kehte hain ke jab mass ke andar ek bada explosion hua aur phir yeh universe ujud mein aayi. मोनाना ने उस chapter का नाम रखा है तीन इंखलाबाद, three revolutions. उस chapter को खुद आप एक revolution कह सकते हैं. यानी वो chapter लिखना खुद एक fourth revolution है. तो मनाना ने तीन revolution का उस chapter में ज़िक्र किया. पहला तो हम सब जानते हैं big bang. मनाना कहते हैं कि जब mass के अंदर एक बड़ा explosion हुआ और फिर ये universe उजूद में आई.
- 19:46 to scientist usko kehte hain yeh ek bahut bada explosion tha kainat mein.jo bahut hi peaceful tha aur constructive bhi.phir uske baad Maulana kehte hain, main doosra inqilab kahunga, doosra revolution advent of Muhammad yani Makke mein Muhammad bin Abdullah ko tamam duniya walon ke liye paighambar banakar aur aakhri paighambar ke taur par bheja jana. तो scientist उसको कहते हैं यह एक बहुत बड़ा explosion था काइनात में. जो बहुत ही peaceful था और constructive भी. फिर उसके बाद मनाना कहते हैं, मैं दूसरा इंतिलाप कहूंगा, दूसरा revolution advent of मोहम्मद यानी मक्के में मोहम्मद बिन अब्दुल्लाह को तमाम दुनिया वालों के लिए पैगंबर बनाकर और आखिरी पैगंबर के तौर पर भेजा जाना.
- 20:11 yeh doosra inqilab tha jisne ek saint ek historian ne bahut sahi kaha.Muhammad ke aane ke baad zameen ka jo traditional jo condition thi usko change kiya gaya aur abdi pahad yani qadeem taqaton ko tod kar, jadeed taqaton ko jo hai zameen par mauqa diya gaya aur ek zameen ko jo hai big push diya gaya har mamle mein, har cheez mein. यह दूसरा इन खिलाफ था जिसने एक saint एक historian ने बहुत सही कहा. मोहम्मद के आने के बाद ज़मीन का जो traditional जो condition थी उसको change किया गया और अभदी पहाड़ यानी खदीम ताकतों को तोड़ कर, जदीत ताकतों को जो है ज़मीन पर मौका दिया गया और एक ज़मीन को जो है big push दिया गया हर मामले में, हर चीज़ में.
- 20:39 usi tarah maarifat ke mamle mein bhi ek big push mila.jisko hum keh sakte hain lifetime learning.uske baad Maulana kehte hain teesra jo inqilab hai, woh inqilab hai knowledge explosion.ab hum knowledge explosion ke daur mein dakhil ho chuke hain aur traditional knowledge ke muqable mein ab hamari knowledge bahut hi extraordinary ho chuki hai.jaise main usko ek misal ke zariye samjhane ki koshish karunga. उसी तरह मारीफत के मामले में भी एक big push मिला. जिसको हम कह सकते हैं lifetime learning. उसके बाद मोलाना कहते हैं तीसरा जो इंकिलाब है, वो इंकिलाब है knowledge explosion. अब हम knowledge explosion के दौर में दाखिल हो चुके हैं और traditional knowledge के मुकाबले में अब हमारी knowledge बहुत ही extraordinary हो चुकी है. जैसे मैं उसको एक मिसाल के जरिए समझाने की कोशिश करूंगा.
- 21:08 हज़रत आदम से लेकर इस दौर तक हम ज़मीन से moon setting کرتے تھے. हज़रत आदम से लेकर इस दौर तक हम ज़मीन से moon setting करते थे.
- 21:35 yeh bahut sare log night mein jo hai mars setting ya doosre sitaron ko dekhte the. यह बहुत सारे लोग night में जो है mars setting या दूसरे सितारों को देखते थे.
- 22:03 to yeh jo hai maarifat ke baad mein ek explosion hai mere khayal mein.to qadeem daur ke muqable mein agar main kahun ke jadeed daur ne humko kya diya?to main yeh kahunga ke qadeem insaan ne sirf moon ko dekha.jadeed insaan ne moon se zameen ko tuloo aur ghuroob hote bhi dekha.itna zyada bada fark jo hai maarifat ke baad mein aa chuka hai. तो यह जो है मारीफत के बाद में एक explosion है मेरे ख्याल में. तो कदीम दौर के मुकाबले में अगर मैं कहूं कि जदीद दौर ने हमको क्या दिया? तो मैं यह कहूंगा कि खदीम इंसान ने सिर्फ moon को देखा. जदीद इंसान ने moon से ज़मीन को तुलू और गुरुभ होते भी देखा. इतना ज़्यादा बड़ा फ़र्क जो है मारीफत के बाद में आ चुका है.
- 22:29 Ma sha Allah bahut acche andaaz se hamare Kaiyaj Umri sahab ne teen insalabad jo maazi baeed aur maazi qareeb mein jo hue hain us silsile mein kafi accha unhone fark bataya. माशा अल्लाह बहुत अच्छे अंदाज़ से हमारे कैयाज उम्री साहब ने तीन इंसालाबाद जो माज़ी बाईद और माज़ी खरीब में जो हुए हैं उस सिलसिले में काफी अच्छा उन्होंने फ़र्क बताया.
- 22:51 abhi aap logon ke samne Faiz Ahmad Khadi jinka talluq Tamil Nadu se, Coimbatore se hai, woh ek tasawwuf ke mahol se aashna insaan hai.to unse unke background ki nisbat se yeh sawal kiya ja raha hai taake hum jaane ke aapka pashemanzar ta saboof ka raha hai. अभी आप लोगों के सामने फ़ैज़ अहमद खादी जिनका तालुक तमिलनाडु से, कोईमत्तूर से है, वह एक तस्वबूफ के माहौल से आसनाइंसान है. तो उनसे उनके background की निश्चित से यह सवाल किया जा रहा है ताकि हम जाने कि आपका पशेमंजरता सबूफ का रहा है.
- 23:17 riwayati maarifat ke muqable mein aapne Maulana ke literature se kis tarah ki maarifat hasil ki?kis bare mein kuch hamein bataye?is pilla man lijiye. रिवायती मारीफत के मुकाबले में आपने मौलाना के literature से किस तरह की मारीफत हासिल की? किस बारे में कुछ हमें बताएं? इस पिल्ला मान लीजिए.
- 23:33 Gujarat maine tasawwuf ke raste mein lagbhag pandrah solah saal karsha tay kiya tha aur tasawwuf ki jitni jinhe umhaad ek khutub kaha jata hai, maine apni hesiyat ke mutabiq unka mutala bhi kiya tha. गुजरात मैंने तसूफ के रास्ते में लगभग पंद्रह सोलह साल कार्षा तय किया था और तस्वूफ की जितनी जिन्हें उम्मेहाद एक खुतूब कहा जाता है, मैंने अपनी हैसेत के मुताबिक उनका मुताला भी किया था.
- 23:57 main samajhta hoon ke aap mein bhi bahut sare aise hazrat honge jinko tasawwuf se shubuf raha hai aur tasawwuf ka mutala kya hai?to maine bhi is raste mein bahut tabeel safaltai kiya tha aur tasawwuf ke prasmurivaj ke mutabiq jo ibadat ke tareeqe hain, wazaif hain, tamam cheezon ko maine bhi kiya. मैं समझता हूं कि आप में भी बहुत सारे ऐसे हज़रात होंगे जिनको तस्वूफ़ से शुभूफ़ रहा है और तस्वूफ़ का मुताला क्या है? तो मैंने भी इस रास्ते में बहुत तबील सफलताई किया था और तस्वूफ़ के प्रस्मुरिवाज के मुताबिक जो इबादाद के तरीके हैं, वज़ायब हैं, तमाम चीज़ों को मैंने भी किया.
- 24:22 lekin jab usi dauran puran ka bhi sanjidgi se mutala karna shuru kiya, woh ek jhatka sa laga aur mehsoos hua ke kasoof ek alag duniya hai aur puran ek alag duniya hai. lekin iske bawajood kasoof ka safar gari raha. लेकिन जब उसी दौरान पुरान का भी संजीदगी से मुताला करना शुरू किया, वह एक झटका सा लगा और महसूस हुआ के कसूफ एक अलग दुनिया है और पुरान एक अलग दुनिया है. लेकिन इसके बावजूद कसूफ का सफर गारी रहा.
- 24:41 lekin dil mein kalish hoti thi aur bahut sare sawalat bar bar samne aakar khade ho jate the लेकिन दिल में कलिश होती थी और बहुत सारे सवालात बार बार सामने आकर खड़े हो जाते थे
- 24:47 aur koi literature mere samne aisa nahi tha jo mere sawalat ka hal pesh karta ho aur musalsal और कोई literature मेरे सामने ऐसा नहीं था जो मेरे सवालों का हल पेश करता हो और मुसलसल
- 24:53 main talash karta tha aur sajde mein gir ke allah se dua karta tha ki meri jo yeh मैं तलाश करता था और सजदे में गिर के अल्लाह से दुआ करता था कि मेरी जो यह
- 24:59 confusion hai isko yeh allah door kar de aur usi ke sath har aitbar se main tasawwuf ki confusion है इसको यह अल्लाह दूर कर दे और उसी के साथ हर ऐतिबार से मैं तसुर्फ की
- 25:05 kitabon ka jaiza leta tha, dhoondhta tha, padhta tha, lekin kahin mere liye tasalli bakhsh jawab jo hai किताबों का जाइज़ा लेता था, ढूंढता था, पढ़ता था, लेकिन कहीं मेरे लिए तसल्ली वक्ष जवाब जो है
- 25:11 woh hasil nahi hua tha. वह हासिल नहीं हुआ था.
- 25:17 usmein sabse bada masla jo hai woh wahdat-e-wujood aur wahdat-e-shuhood ka masla tha. jo nihayat confusion ka masla tha. na sirf mere liye balki main samajhta hoon jitne bhi log tasawwuf se jude hue hain, unke liye ek bahut bada masla hai aur nakabile hal masla hai. aur jab main do hazar panch chhe ke baad phir se Maulana ki literature wagera ko padhna maine shuru kiya. उसमें सबसे बड़ा मसला जो है वह वेदत्य वजूद और वेदत्य शुहूत का मसला था. जो निहायत confusion का मसला था. ना सिर्फ मेरे लिए बल्कि मैं समझता हूं जितने भी लोग तस्वूप से जुड़े हुए हैं, उनके लिए एक बहुत बड़ा मसला है और नाकाबिले हल मसला है. और जब मैं दो हज़ार पांच छह के बाद फिर से मोलाना की literature वगैरह को पढ़ना मैंने शुरू किया.
- 25:43 mere walid mohtaram marhoom, Noor Muhammad sahib, Arshala ke khari the. uske baad hamare yahan Arshala ka aana munqate ho gaya tha, jiski wajah se main bhi mahroom raha. uske baad jab Arshala se main juda aur Maulana ki kitabein padhne laga, to mere jitne sawalat the, sawalat ki ek bahut lambi fehrist thi tasawwuf ko lekar. to ek ek sawal hal hota chala gaya. मेरे वालिद महतरम मरहूम, नूर महम्मद साहब, अरेशाला के खारी थे. उसके बाद हमारे यहां अरिशाला का आना मुन्पतय हो गया था, जिसकी वजह से मैं भी महरूम रहा. उसके बाद जब अरिशाला से मैं जुड़ा और मुलाना की किताबें पढ़ने लगा, तो मेरे जितने सवालात थे, सवालात की एक बहुत लंबी फहरिश थी तसूफ को लेकर. तो एक एक सवाल हल्ल होता चला गया.
- 26:12 ismein main bataunga ki Maulana ki jo kitab, kitabein Maarifat hai, woh hamein padhna chahiye aur Maulana ne is kitab ko jo hai ek tasawwuf ke counter ke taur par likha hai. main kahunga ki tasawwuf se jo jo sawalat paida ho sakte hain, un tamam sawalat ka usmein bahut saleeqe se andaaz mein hal pesh kiya gaya. इसमें मैं बताऊंगा कि मौलाना की जो किताब, किताबें मारीफत है, वह हमें पढ़ना चाहिए और मोलाना ने इस किताब को जो है एक तसूफ के counter के तौर पर लिखा है. मैं कहूंगा कि तसूफ से जो जो सवालात पैदा हो सकते हैं, उन तमाम सवालात का उसमें बहुत सलीव संदाज़ में हल्केश किया गया.
- 26:35 to maulana ko padhne ke baad pehli bar jaisa ki hamare nayat ullamari sahab ne bhi mind based तो मौलाना को पढ़ने के बाद पहली बार जैसा कि हमारे नायत उल्लामरी साहब ने भी mind based
- 26:45 marifat aur mind based spirituality ki baat ki, uska kahin door tak, na puran mein uska koi shaiba मारीफत और mind based spirituality की बात की, उसका कहीं दूर तक, न पुरान में उसका कोई शाइबा
- 26:55 milta hai, na hadith mein milta hai. मिलता है, ना हदीश में मिलता है.
- 27:06 iske muqable mein Maulana ne jo Maarifat pesh kiya hai, woh bilkul puran aur hadith ke mutabiq hai aur hamare nature tak woh baat pahunchti hai, hamari fitrat usko manti hai. iske alawa bahut sari cheezein hain kyunki yeh tafseel ka mauka nahi hai. kitabein Maarifat mein jo ibtidai abwab hai, unmein Maulana ne ek ek pehlu ke pehlu ko lekar bahut tafseeli guftugu ki hai. इसके मुकाबले में मौलाना ने जो मारीफत पेश किया है, वह बिल्कुल पुरान और हदीस के मुताबिक है और हमारे nature तक वह बात पहुंचती है, हमारी फितरत उसको मानती है. इसके अलावा बहुत सारी चीज़ें हैं क्योंकि यह तफ्सील का मौका नहीं है. किताबें मारीफत में जो इब्तिदाई अव्वाब है, उनमें मौलाना ने एक एक पहलू के पहलू को लेकर बहुत तफसीली गुस्तुर्ग की है.
- 27:32 tazkiya chunki tasawwuf ke hazrat ke paas jo hai mabni bar fal tazkiya hota hai. usmein character ka koi door tak zikr nahi hota. aap bas muraqaba kijiye, mushahida kijiye, pass and pass ka zikr kijiye. is tarah ke bahut sari wirdishein hain jo aapko karte rehna hai, lekin character par kahin bhi comment nahi hai. तस्किया चूँकि तस्व के हज़रत के पास जो है मबनी भर फ़ल तस्किया होता है. उसमें character का कोई दूर तक ज़िक्र नहीं होता. आप बस मुराकूबा कीजिए, मुशायदा कीजिए, pass and pass का ज़िक्र कीजिए. इस तरह के बहुत सारी वर्दिशें हैं जो आपको करते रहना है, लेकिन character पर कहीं भी comment नहीं है.
- 27:52 to Maulana ne musbat soch, manfi soch jaise istilaha ko istemal karke aur tazkiya ka bilkul ek naya zawiya Maulana ne apni kitabein Maarifat mein pesh kiya hai. sirf hum agar tazkiya hi ko padh lein to sara tasawwuf ka jo yani ruhaniyat jisko hum talash kar rahe hain woh usmein hamein mil jayega. to main aapse bhi guzarish karta hoon. तो मोलाना ने मुसबत सोच, मनफी सोच जैसे इस्तिला को इस्तेमाल करके और तस्किया का बिल्कुल एक नया जाविया मोलाना ने अपनी किताबें मारीफत में पेश किया है. सिर्फ हम अगर तस्कियाही को पढ़ लें तो सारा तस्व का जो यानी रुहानियत जिसको हम तलाश कर रहे हैं वह उसमें हमें मिल जाएगा. तो मैं आपसे भी गुज़ारिश करता हूं.
- 28:20 jo log tasawwuf ko jante hain, tasawwuf ka shauq rakhte hain, unko chahiye ki woh kitabein Maaruf, Maarifat ka takabul ke sath mutala karein. to main aaj gawahi deta hoon aur is majlis mein main aelan karta hoon ki jitne bhi tasawwuf ko lekar mere shubhat the, woh kitabein Maarifat jaisi kitab mein mere tamam shubhat ko door kar diya. main isi ke sath apni baat khatm karta hoon. जो लोग तसौफ को जानते हैं, तसौफ का शगुफ रखते हैं, उनको चाहिए कि वह किताबें मारूफ़, मारीफ़त का तखाबुल के साथ बताला करें. तो मैं आज गवाही देता हूँ और इस मज़लिश में मैं ऐलान करता हूँ कि जितने भी तसूफ को लेकर मेरे शुभात थे, वो किताबें मारीफत जैसी किताब में मेरे तमाम शुभात को दूर कर दिया. मैं इसी के साथ अपनी बात खत्म करता हूं.
- 28:47 ji jazaakallah hamare Wajid Ali Sahab chunki tasawwuf se ke background ke hain, unhone ek baat badi achhi batai ki character building ki baat jo hoti hai woh shurua dariaft ke baad shurua changes ke baad tazkiya hota hai. to wahan jo hai insan ko ek wajdan ki kai fira ya kuch halon akhbar ki kai fira bazahir mil jati hai tasawwuf mein. जी जाकल्ला हमारे वैस्खादीरी साहब चूंकि सबूफ से के background के हैं, उन्होंने एक बात बड़ी अच्छी बताई कि character building की बात जो होती है वह शूर्य दरियाब के बाद शूर्य changes के बाद तस्किया होता है. तो वहां जो है इंसान को एक विजदान की कई फिर या कुछ हालों अखबाल की कई फिर बज़ाहिर मिल जाती है तस्वबूफ में.
- 29:16 lekin tazkiya ka jo amal shurua dariaft ke baad mumkin hai, woh yahan cheezein mehsoos hoti hain. isi liye aam taur se aajkal jitne bhi sufiya'i halqe hain, wahan bhi dekhenge ki wahan bhi hum dekhte hain ki musbat akhdar aur musbat jo cheezein hain usko highlight karke naye pesh kiya jata hai. लेकिन तस्कीय का जो अमल शूर्य दर्याप्त के बाद मुमकिन है, वह यहां चीज़ें महसूस होती हैं. इसीलिए आमतौर से आजकल जितने भी सूप्याई हल्के हैं, वहां भी देखेंगे कि वहां भी हम देखते हैं कि मुस्बत अखदार और मुस्बत जो चीज़ें हैं उसको highlight करके नए पेश किया जाता है.
- 29:40 to hum mazeed janne ki mazeed act karne ke liye agar hamare bhayas aapke paas kuch baat ho to aap act kijiye ismein. main apne pehle hi sawal ko mazeed samjhane ke liye yani daur-e-qadeem aur daur-e-jadeed mein Maarifat ke bab mein kya changes aaye hain? तो हम मज़ीद जानने की मज़ीद act करने के लिए अगर हमारे भयास आपके पास कुछ बात हो तो आप act कीजिए इसमें. मैं अपने पहले ही सवाल को मज़ीद समझाने के लिए यानी दौरे खदीम और दौरे जदीद में मारीफत के बाप में क्या changes आए हैं?
- 30:06 usi baat ko explain karne ke liye ek aur misal mein rakhna chahta hoon. Quran ki ek ayat hai wo asbagha aleikum ni'amahu dhahiratun wa batina. Khuda ne tum par zaahir aur baatin nemat'on ki barish kar di hai. zaahir nemat'ein yani jo hamare liye qabile mushahida hain aur qadeem insan ke liye bhi qabile mushahida thi. उसी बात को explain करने के लिए एक और मिसाल में रखना चाहता हूं. कुरान की एक आयत है वो असबागा अलेहिकुम नियामाहू दाहिरताऊ वो बातिना. खुदा ने तुम पर सीन और अनसीन नेमतों की बारिश कर दी है. सीन नेमतें यानी जो हमारे लिए काबिले मुशाहदा है और क़दीम इंसान के लिए भी क़ाबिले मुशाहदा थी.
- 30:34 yani qadeem insan ne bhi pani, hawa, zameen, drakht, sitareez sabko dekha tha usne aur usne apne traditional यानी क़दीम इंसान ने भी पानी, हवा, ज़मीन, दरख्त, सितारेज़ सबको देखा था उसने और उसने अपने traditional
- 30:41 framework mein khuda ko samjha tha aur khuda ki marifat hasil karne ki koshish ki thi. framework में खुदा को समझा था और खुदा की मारीफत हासिल करने की कोशिश की थी.
- 30:49 lekin hum unke muqable mein ek aur angle se more privileges hai. लेकिन हम उनके मुकाबले में एक और angle से more privileges है.
- 30:57 humko zyada yeh mila hua hai. हमको ज़्यादा यह मिला हुआ है.
- 31:04 to main yeh kahunga ki uski ek misal ke taur par main yeh keh sakta hoon ki unseen तो मैं यह कहूंगा कि उसकी एक मिसाल के तौर पर मैं यह कह सकता हूं कि unseen
- 31:12 niyamatya kya hai? नियमत्य क्या है?
- 31:20 jo insan ke pores mein rehte hain. insan ke jo surakh hain skin mein uske andar woh rehte hain. unke bare mein scientist yeh kehte hain ki yeh jo face mite jo hain, insan ke dead cell ko har waqt clean karte rehte hain. goya ke yeh aapke twenty four hours face cleaner ya skin cleaners hain. जो इंसान के pores में रहते हैं. इंसान के जो सुराख हैं skin में उसके अंदर वो रहते हैं. उनके बारे में संसदान यह कहते हैं कि यह जो face mite जो हैं, इंसान के dead cell को हर वक्त clean करते रहते हैं. गोया के यह आपके twenty four hours face cleaner या skin cleaners हैं.
- 31:38 wo musalsal yeh kaam karte hain jab nishal ke taur par scientist yeh kehte hain ki jab insan raat mein sota hai, to yeh mites jo hai face mites skin ke upar zahir hote hain aur dead cell ko yeh kar lete hain, consume kar lete hain aur phir woh unhi poren ke andar, unhi surakhon ke andar jo hai apni generation bhi woh continue karte rehte hain. वो मुसलसल यह काम करते हैं जब निशाल के तौर पर scientist यह कहते हैं कि जब इंसान रात में सोता है, तो यह mites जो है face mites skin के ऊपर जाहिर होते हैं और dead cell को यह कर लेते हैं, consume कर लेते हैं और फिर वो उन्हीं पोरों के अंदर, उन्हीं सुराखों के अंदर जो है अपनी generation भी वो continue करते रहते हैं.
- 32:00 to is tarah jo hai insan paida hone se lekar marne tak musalsal uski body par ek cleaning तो इस तरह जो है इंसान पैदा होने से लेकर मरने तक मुसलसल उसकी body पर एक cleaning
- 32:11 ka ek process chal raha hai lekin qadeem insan ne isko dekha nahi tha, jaana nahi tha ki का एक process चल रहा है लेकिन क़दीब इंसान ने इसको देखा नहीं था, जाना नहीं था कि
- 32:22 meri body par khuda ne jo hai aise civi purse aur aise cleaners rakh diye hain jo musalsal मेरी body पर खुदा ने जो है ऐसे सिवी purse और ऐसे cleaners रख दिए हैं जो मुसलसल
- 32:33 meri khidmat kar rahe hain. मेरी खिदमत कर रहे हैं.
- 32:45 agar unko paighambar ki sohbat mili thi ashaab-e-Rasool ko, to hamein jo hai creation of god, Khuda ki makhluqat ki jo hai gehri observation mili hui hai. to main samajhta hoon ki jo hai yeh hamare liye bahut hi oonchi baat hai. hum is date se faida uthayein aur Maarifat ke naye naye windows hum jo hai open karte chale jayein taki jo hai Khuda ki khubrat hamein zyada se zyada milti rahe. Mashallah. अगर उनको पैगम्बर की सौबत मिली थी असाफ रसूल को, तो हमें जो है creation of god, खुदा की मखलुखात की जो है गहरी observation मिली हुई है. तो मैं समझता हूं कि जो है यह हमारे लिए बहुत ही ऊंची बात है. हम इस डेटे से फ़ायदा उठाएं और मारीफत के नए नए windows हम जो है open करते चले जाएं ताकि जो है कुदा की खुर्फत हमें ज़्यादा से ज़्यादा मिलती रहे. माशाल अल्ला.
- 33:12 abhi hum, jaisa ki hamare Faisal Ali Sahab ne kaha tha ki Maulana jo kitabein Maarifat likhi hai, bar bar uska mutala karein aur isi tarah Maarifat ke bab mein bahut cheezein janne ki hain. bar bar hum Maulana ki kitabon ka mutala karenge, jaise Rabbaniya hai, Allah Akbar hai aur kitabein Maarifat hai ye sari cheezein. अभी हम, जैसा कि हमारे फ़ैसलाली साहब ने कहा था कि मौलाना जो किताबें मारीफत लिखी है, बार बार उसका मुताला करें और इसी तरह मारीफत के बाप में बहुत चीज़ चीज़ें जानने की हैं. बार बार हम मौराना की किताबों का मुताला करेंगे, जैसे रब्बानिया है, अल्लाह वब्बर है और किताबें मारीफत है ये सारी चीज़ें.
- 33:38 to main misal ke taur par is program ke aakhri aakhri program ke aakhri baat ke taur par. kitabein Maarifat safa number 73 ka ek unwan hai Maarifat ki Tamseelat. yeh paragraph padhkar main apni baat ko khatm karta hoon. Maulana likhte hain Maarifat ki Tamseelat. तो मैं मिसाल के तौर पर इस पूर्ग्राम के आखिरी आखिरी program के आखिरी बात के तौर पर. किताबें मारीफत सफा number 73 का एक उन्मान है मारीफत की तमसीलात. यह paragraph पढ़कर मैं अपनी बात को खत्म करता हूं. मुलाना लिखते हैं मारीफत की तमिलात.
- 34:08 kaynat Maarifat ka ek azeem daftar hai. kaynat ke har cheez Maarifat ki ek dastan hai. kaynat ke har cheez Maarifat ko mujassam kiye hue hai. baqi kaynat mein jo cheez fitrat ke qanoon ke tehat zahir hui hai, wahi insan ki satah par shurua Maarifat ki surat mein zahir hoti hai. कायनाथ मारीफत का एक अजीम दफ्तर है. कायनाथ के हर चीज़ मारीफत की एक दास्तान है. कायनाथ के हर चीज़ मारीफत को मुजस्सम किए हुए हैं. बखिया कायनाथ में जो चीज़ पितरत के क़ानून के तहत जाहिर हुई है, वही इंसान की सतह पर शूर्य मारीफत की सूरत में जाहिर होती है.
- 34:31 insan agar war kare to kaynat ki har cheez usko Maarifat ka sabak deti hui nazar aayegi. suraj kamseel ki zaban mein bata raha hai ki Maarifat wahi hai, wahi Maarifat hai jo insan ke wajood ko andar se bahar tak roshan kar de. इंसान अगर war करे तो कायनात की हर चीज़ उसको मारीफत का सबक देती हुई नज़र आएगी. सूरज कमसील की ज़बान में बता रहा है कि मारीफत वही है, वही मारीफत है जो इंसान के बुजूद को अंदर से बाहर तक रोशन कर दे.
- 34:52 baitha hua darya insan ko bata raha hai ki Maarifat ko is tarah hasil karo ki woh tumhari rooh mein chashma bankar jari ho jaye. dard ki hari bhari shaakhein, jab hawa isse hilati hain to insan ko yeh paigham deti hain ki Maarifat ko is tarah hasil karo ki woh tumhare liye ek pura itihas, tajaruba, thrilling experience ban jaye. बैठा हुआ दरिया इंसान को बता रहा है कि मारीफत को इस तरह हासिल करो कि वह तुम्हारी रूप में सश्मा बनकर जारी हो जाए. दर्द की हरी भरी शाखें, जब हवा इससे हिलाती हैं तो इंसान को यह पैगाम देती हैं कि मारीफ़त को इस तरह हासिल करो कि वह तुम्हारे लिए एक पूरा इतिज़ास, तज़रूबा, thrilling experience वन जाए.
- 35:22 chidiya jab cheh chahti hain to woh insan se kehti hain ki Khuda ke kamalat is tarah dariaft karo ki tumhari zaban par hamde KhudaWandi ka naghma jari ho jaye. pahad ki bulandi khamosh zaban mein paigham de rahi hai ki Khuda ko iski aala azmaton ke sath dariaft karo wagera. yahi hal poori kaynat ka hai. चिड़ियां जब चेह चाहती हैं तो वह इंसान से कहती हैं कि खुदा के कमालात इस तरह दर्याप्त करो कि तुम्हारी ज़बान पर हमदे खुदावंदी का नगमा जारी हो जाए. पहाड़ की बलंदी ख़ामूश ज़बान में पैगाम दे रही है कि खुदा को इसकी आला आज़मतों के साथ दर्याप्त करो वग़ैरह. यही हाल पूरी कायनात का है.
- 35:49 kaynat ki har cheez pitrat ki zubaan mein marifat ka paigham de rahi hai. goya ke kaynat marifat ki ek qazeem library hai. jis tarah ek scholar library mein dakhil hokar kitabon ke zariye maloomat akht karta hai. isi tarah ek saccha insaan kainat ki khudai library se marifat ki fikri giza intellectual food hasil karta hai. kainat ki library insaan ke liye marifat ka ek lah mahdood khazana hai. कायनात की हर चीज़ पितृत की ज़बान में मारीफत का पैगाम दे रही है. गोया के कायनात मारीफत की एक क़ज़ीम library है. जिस तरह एक scholar library में दाखिल होकर किताबों के ज़रिए मालूमात अख्त करता है. इसी तरह एक सच्चा इंसान काइनात की ख़ुदाई library से मारीफत की फ़िक्री गिजा intellectual food हासिल करता है. काइनात की library इंसान के लिए मारीफत का एक लाह महदूत खजाना है.
- 36:19 kainat ka har zara marifat ke in saiklon pidhiya ki hasiyat rakhta hai. yahan drakht ka har patta apne andar marfat ka samandar samoye hue hain. goya ke ehsaan ki jo tareef batai gayi hai ke ant abdullah ka naktarah to mulala ne humko nature se itna zyada khareeb kiya hai. nature ko pehchano, khuda ko pehchan sakte ho. काइनात का हर ज़रा मारीफत के इन साइकलों पीढ़िया की हैसित रखता है. यहां दर्ख्त का हर पत्ता अपने अंदर मार्फत का समंदर समोहे हुए हैं. गोया के एहसान की जो तारीफ बताई गई है कि अंत अब्दल्लाह का नकतराह तो मुलाला ने हमको nature से इतना ज़्यादा खरीब किया है. Nature को पहचानो, खुदा को पहचान सकते हो.
- 36:48 allah taalaah se dua hai ke allah taalaah humko sahi maene mein allah taalaah ki marifat hasil karne ki aur us par istikhamaas se aage badhne ki taufeekh ata farmayein. allah taalaah mulana ko jaza e khair de. unhone phir se dobara marifat ki rediscovery karne ki humko renumai ki hai. waqurudawana nirhamdulillah blah bin musallah malik mahatullah. अल्लाह तालाह से दुआ है कि अल्लाह तालाह हमको सही माने में अल्लाह तालाह की मारीफत हासिल करने की और उस पर इस्तिखामस से आगे बढ़ने की तौफी ख़ताफ़रमाएं. अल्लाह तालाह मुलाना को जज़ाए खैर दे. उन्होंने फिर से दोबारा मारीफत की rediscovery करने की हमको रेनुमाई की है. वाक़रूदावाना निर्हम्दुलीलाह ब्लाह बिन मुस्सलाह मालिक माहतुल्लाह.
- 37:14 tamam sunne balon ka audience ka main shukriyada karta hoon aur hamare walaah ikram ka shukriyada karta hoon ke un logon ne marifat ke baap mein jo molana ne jo khidmat ki hai us par apni maloomat ki ullah talaah jaza e khaite tamam logon ko salamaalik ho. तमाम सुनने बालों का audience का मैं शुक्रियादा करता हूं और हमारे वालाह इक्राम का शुक्रियादा करता हूं कि उन लोगों ने मारीफत के बाप में जो मोलाना ने जो खिदमत की है उस पर अपनी मालूमात्र की उल्लाह तलाह जज़ाए खैते तमाम लोगों को सलामालिक हो.