2005 2015 2025
2007
9:02 “Roze mein aadmi sehri karta hai, is silsile mein hadith mein aaya hai ke tasahharu fain fil sahoori barakah ke sehri mein barkat hai. To yahan sehri mein barkat ka matlab kya hoga? Dekhein, yeh” In Conversation with Maulana Wahiduddin Khan (Amaal-e-Ramadan) 25 Aug, · 2007
2010
44:02 “yeh hai barkat barkat jo hai koi mysterious cheez nahi hai barkat ka matlab hai ke ap ke rohaniyat mein izafa taalluq billah mein izafa ap ki marifat mein izafa barkat ke maane badhotri ke hote hain badhotri” Roza and The Quran · 2010
2015
28:32 “barkat ka matlab yahi hai ke zyada jab aap ka zehn bedar hoga, zyada aap ki hassasiyat jaage gi, zyada aap ke andar rabaniyat aye gi, zyada aap ghore o fikr karenge” Ramadan, Month of Quran · 2015
2022
42:24 “yeh baat nahi hai dekhiye saari baat jo hadith mein aati hai woh rozedar ke nisbat se baat aati hai. yani jo rozedar hai agar us ke andar spirit hai to woh babarkat cheezein hongi yani farishte aayenge aur us ko inspire karenge, us ke andar gehri mare fann jayegi ke uska iman taza hoga, us ke andar kaifiyat paida hogi. yeh barkat ka matlab hai.” The Spirit of Ramadan (Part 2) Dr. Saniyasnain Khan · 2022
Also: azmaish maut zindagi rizq fitrat hijrat All words