2005 2015 2025
2006
42:03 “furqan ka matlab kya hota hai? furqan ka matlab hai meyar. kasoti. cheez jaanch kar ke cheezon ko jaanna ke kaun theek hai, kaun be theek hai.” Ramadan and The Quran · 2006
2008
1:00:07 “furqan ka matlab hota hai farq karne wala, yani difference ko batane wala,” The History of Creation · 2008
2010
43:17 “Quran ke bare mein Furqan ka matlab Quran Bakar rahi Furqan Quran remains virgin” Position of Man and Woman in Islam · 2010
2011
34:21 “furqan ka matlab hai al-fasl bayn al-shayayn. do cheezon ko farq karna.” Islam in 21st Century - Sunday · 2011
35:38 “to yeh dono ko alag kar ke nahi de sake. is ko quran mein kaha gaya: "furqan". alag kar ke dekhna. furqan ka matlab hai: "al fasl bain al shai'ain". do cheezon ko farq karna. yeh momin ki aik sifat hai ke farq kar ke dekh sake woh.” Islam in 21st Century I · 2011
2012
29:54 “furqan ka matlab hai criterion. yani quran ki aayaton mein criterion daryaft karein ge aur is se judge karein ge apne aap ko ke hum theek chal rahe hain ya galat chal rahe hain.” Ramadan and The Quran · 2012
30:42 “Furqan, Furqan ka matlab hai criteria. yani Quran ki ayaton mein criteria daryaft karenge aur is se judge karenge apne aap ko” Roza and Ramzan 5th · 2012
2013
1:12:18 “hum ne jo daryaft kiya hai woh yeh hai ke hum quran ko criteria mante hain. quran hai, quran ko quran ko furqan kaha gaya hai. furqan ka matlab hai criteria. to agar aap ke paas criteria maujood hai to bohat aasani se aap judge kar sakte hain ke yeh theek hai, yeh nahi theek hai. criteria na ho tab to phir clear, phir to aap nahi tay nahi kar sakte.” Jihad Fillah · 2013
2014
55:03 “yani pehchan. furqan ka matlab hai ke pehchanne ki salahiyat, ye sahi hai ya galat. is ko phir apply kijiye. aur koi doosra tareeqa to hai nahi.” Man and Angels · 2014
2023
49:54 “Is context mein Furqan ka matlab Quran hai. Phir Maulana explain karte hain ki Khuda ali mukhbir bhi hai yani jo sab jaanta hai aur haakim mutallib bhi hai isliye Khuda ki taraf se ek kitaab Furqan ka aana ek saath do aspect rakhte hain. Ek hai ki woh yaqeen to par sahi hai uski sehat aur qatiyat yani authenticity mein koi shubah nahi.” CPS Women Article Discussion · 2023
Also: allah iman islam taqwa quran marifat All words