2005 2015 2025
2006
50:42 “yani fitrat. to mein samajhta hoon ke is khwab ka matlab yeh tha ke mein paida hote hi mujhe fitrat mein bhej diya gaya. chunanche bachpan se mein is gaon mein rehta tha. woh gaon jo tha ek ek ek door daraz gaon samjhein. ek door daraz gaon tha woh.” Nature as a Role Mode · 2006
53:27 “kiya hai? is maqam par yeh ki jati hai qurbani jahan Hazrat Ibrahim ne apne bete ko litaya tha. qurban karne ke liye. aap jante hain ke Hazrat Ibrahim ko khwab aaya. khwab aaya hai ke main apne bete ko qurban kar raha hoon. to unhon ne samjha ke is khwab ka matlab yeh hai ke sach mein qurban karoon apne bete ko. to le kar chale un ko. aur le kar chale wahan ” Spirit of Hajj · 2006
51:58 “wab aaya hai ke main apne bete ko qurban kar raha hoon. to unhon ne samjha ke is khwab ka matlab yeh hai ke sach much mein qurban karoon apne bete ko. to le kar chale un ko. aur le kar chale wahan par gaye. jahan par aaj kal hoti hai qurbani. wahan litaya un ko.” The Spirit Hajj · 2006
2007
6:40 “kuch dair ke baad woh dekhte hain ke is aadmi ne aankh khol di, bolne laga, uth gaya aur chalne laga. to unhon ne poocha ke is dream ka matlab kya hai? to is dream mein bhi mujhe laga ke wahi 50-50 ka mamla hai.” Divine Guidance · 2007
10:19 “raha hai. main kehta hoon dawat ki jiye. yahan par dream khatm ho jata hai. to us waqt jo unhon ne samjha is dream ka matlab, yani baqiya 50% woh add nahi kar sake. to dream aise hi raha, unexplained pada raha. kyun? unhon ne samjha ke dawat ki jiye ka matlab yeh hai ke dekh pakwa kar khilao.” Divine Guidance · 2007
13:55 “ke aap ke dream ka matlab kya hai? is ko 50% ko add kijiye apni taraf se. ke aap dekhte hain ke aap khud chal rahe hain aur aap ka ek jana bojha aadmi dead pada hua hai.” Divine Guidance · 2007
15:54 “to is khwab ka matlab yeh hai ke aap ko Khuda ki tofeeq se sachai ki discovery ho gayi. to aap chal phir rahe hain. aur jis ko discovery nahi hui, woh dead pada hua hai. to aap baantiyye. apne gyan ko baantiyye.” Divine Guidance · 2007
2:06 “to meri maan ne kaha ke dekho, itna acha bacha tha aur hathi le kar chala gaya. mein samajhta hoon ke yeh khwab, is khwab ka matlab ghaliban yeh tha ke paida ho kar mein ek safar par nikal padoon ga,” Man with A Mission · 2007
11:36 “to is khwab ka matlab yeh nahi tha ke un ke jism ko yani un ki gardan ko kaat do. nahi. un ko le aa kar ke wahan abad karo taake wahan ek nasal bane ek tareekh bane. wohi nasal ke log sahaba bane baad ko. to is se murad” The Spirit of Hajj · 2007
2016
18:50 “to mein ne kaha ke khwab ka matlab yeh hai ke aap inhi ke rastay ko follow kijiye. aur hamara mission jo hai inhi ke rastay ka agla agla version hai. agla version hai. to mein ne kaha ke aap quran phailaiye. quran. to itna mutasir hue ke rone lagin dono ladkiyan.” Lessons from My Journey to Canada · 2016
2017
1:01:11 “yeh karna hai ke Quran ke liye uth jao har zaban mein Quran ka tarjuma har mulk mein Quran ko phailana har qaum mein us ko aam karna is khwab ka matlab yahi hai yeh bohat hi hila dene wala khwab hai yeh woh pani mang raha tha Khuda kitab mang raha tha woh apni zaban mein ab” Replanning · 2017
Also: azmaish maut zindagi rizq fitrat hijrat All words