2005 2015 2025
2006
37:44 “momin ka matlab hai daai ki zindagi. daai ki zindagi rafa zindagi hoti hai.” Spirit of Hajj · 2006
2013
36:54 “antum al aalameen in kuntum momineen yani tum hi successful ho ge agar tum momin ho. Yani momin ka matlab kya hai? If you follow the laws of nature agar” Living in Falsehood · 2013
1:07:43 “baqayda yeh confusion ho raha hai inko. yeh samajhte hain ke jo momin hoga, yani momin ka matlab jo musalman ghar mein paida hoga, woh is se bach jayega. aisa har giz nahi hai. balke jo apne aap ko bacha payega, apne muhasba karke, apne islah karke, to woh momin qarar payega.” Man and Paradise · 2013
28:41 “to is hadith mein jo farmaya jo gaya ke shahr yizdad fihi rizq al-momin ka matlab hai ke Ramzan ke mahine mein is ki marifat marti hai, is ki rabbaniyat marti hai, is ka khauf Khuda marti hai, is ki mohabbat Khuda marti hai. woh kaise?” Ramadan and Roza · 2013
11:59 “dekhein, momin ka matlab kya hai? momin ka matlab na samajhne ki wajah se log is hadith ko bhi nahi samajh paate. yahan par momin ka matlab hai "prepared mind".” The Importance of Thinking · 2013
2014
1:10:35 “al-momin mar'at al-momin. momin momin ke liye aaina hota hai. momin ka matlab hai ek sacha insan. to aap ko agar ek shakhs point out kare ke dekho bhai tumhare andar yeh weakness hai to foran aap us ko sochnay lagiye aur us ko door karne ki koshish kijiye.” Surah Al-'Asr I · 2014
2015
18:31 “tum hi successful raho ge agar tum momin ho. to momin ka matlab kya hai? agar tum apne peghambar ki sunnat ko follow karo, peghambar ki policy ko follow karo, peghambar ke method ko follow karo.” Prophetic Guidance · 2015
24:39 “momin raho. Momin ka matlab kya hai? Agar tum profit of Islam sallallahu alaihi wasallam ke tareeqay par chaloge. to woh musalmanon ko khabar hi nahi ke rasool Allah ki sunnat yeh bhi hai. Baqi maada par planning, planning based on remnant.” Prophetic Guidance · 2015
2016
26:10 “momin ka matlab kya hai? sabr par qaim raho. yahan momin ka matlab yeh hai ke sabr par qaim raho.” Blessings of Ramadan · 2016
26:46 “momin ka matlab kya hai? momin ka matlab hai Allah par yaqeen karne wala. antum al-aaloon in kuntum momineen.” Blessings of Ramadan · 2016
27:42 “toh momin ka matlab yahi hai ke tum Allah ko chhod kar bomb ko aur gun ko apna sab kuch na bana lo.” Blessings of Ramadan · 2016
2020
42:45 “to is mein do nayi baatein maloom huin. ek yeh ke qawi momin ka matlab hai determined momin, believer, yani jo pakke irade wala ho, dearness ho, woh momin. aur doosri cheez shaitan ka raasta kholne ka matlab hai ke aadmi agar magar mein lag jata hai to woh stress mein padta hai, ghusse mein aata hai.” Stress Management · 2020
Also: allah iman islam taqwa quran marifat All words