2005 2015 2025
2006
2:04:47 “material cheezon mein aap jis content bante hain, wahan pata karte hain cheezon ka. lekin jo religious cheezein hain, jo spiritual cheezein hain, wahan aap contentment jeete hain. contentment ka matlab hota hai bhulaye rakhte hain, bhulaye rakhte hain inko. to yeh hai contradiction ke material cheezon mein aap ke andar discontent hai aur jo spiritual cheezei” Lesson from Prophet's Life · 2006
2007
42:51 “jo teaching hai, Islam ke jo principle Islam mein diye gaye hain, us mein se ek hai qanaat. qanaat ka matlab hai contentment. qanaat ka matlab hai contentment. qanaat kya hai? bazahir qanaat ek religious word hai. lekin qanaat ka matlab yahi hai ke apni manageable limit pe raho. qanaat ka matlab hai apni manageable limit pe raho” ABC of Life · 2007
44:51 “unhone. business mein ho tab bhi, artist mein ho tab bhi, kahin bhi jahan bhi dekhiye, har jagah. to aksar logon ko kehta hoon ke bohat hi simple formula hai de-stressing ka. art of de-stressing jo hai, woh bilkul simple formula hai. woh hai qanaat. qanaat ka matlab hai apne aap ko manageable limit mein rakhna. bilkul simple formula hai.” ABC of Life · 2007
2008
28:59 “content contentment ka matlab hota hai ke jo need hai aap ki us itna aap saman ikattha karen itna aap kamai ke liye dauren. according to the need ab kya hai? ab koi sochta hi nahin. ab toh yeh hai ke more and more more and more jitna zyada ikattha karo.” The Concept of Sunnah and Bidah in Islam · 2008
2010
1:05:11 “qanaat ka matlab yeh hai, ya contentment matlab yeh hai ke distraction se apne ko bachana. jab aap content contentment nahi hoga aap ko, to aap distraction mein phanse rahenge.” Journey of Divine Civilization · 2010
2011
11:04 “isi liye islam mein jo hal bataya gaya hai, woh hai qanaat. qanaat ka matlab hai contentment. qadfun min rozay ka kafaaf wa kana Allah ma ata. to contentment jo hai, us ka matlab kya hai?” Discovery of God (In Conversation with Maulana) · 2011
1:12:06 “isi liye islam mein jo hal bataya gaya hai, woh hai qanaat. qanaat ka matlab hai contentment. qad aflaha man roza ka kafafa wa kana Allah ma ata. to contentment jo hai, is ka matlab kya hai?” Religion and Democracy · 2011
32:10 “qanaat ka matlab hai kam par razi hona. kam par razi hone ka matlab hai possible par razi hona. kyunke wahi mumkin hai, is zyada to mumkin hi nahi hai. hitler, hitler chah ke sare arab ko fateh kar nikal saka. woh exordon chah ke sari dunya ko fateh kar log bhi nahi kar saka. to kam hi milta hai kisi aadmi ko.” Roza A Spiritual Jihad · 2011
2012
1:17:34 “to qanaat ka matlab hai jo mila hua hai, is par raazi ho jao. aur aap ka jo jazba jo hai, aur aur more and more ka, to is ke liye aap doosri field mein is ko divert kijiye. yani spiritual taraqqi mein, intellectual taraqqi mein is ko divert kijiye. yahi sahi tareeqa hai. molana agla sawal lene se pehle aik comment parhna chahein ge” Between Possible and Impossible · 2012
1:18:07 “qanaat ka matlab hai ke jo Allah taala ne aap ko diya hai us par aap ka Contentment ho jaye. to Contentment mein Peace of Mind hai. mahr hai na mahr mein nahin hai. to sawal yeh hai ke jab jab Result na milta ho to kya faida taqasur se?” Life After Death · 2012
2015
3:02 “mein is ko agar apne lafzon mein kahoon to woh yeh hoga ke qanaat ka matlab hai baqi madde par planning. baqi madde par mansooba. yani planning based on remnant” Prophetic Guidance · 2015
Also: sabr shukr thinking hikmat spirituality aman All words