2005 2015 2025
2007
50:34 “amal saleh ka matlab kya hai? imaan ke mutabiq amal. amal saleh ka matlab hai imaan ke mutabiq amal. mislan aap ne Allah ko mana malik-e-yom-ud-deen ke taur par ke Khuda jo hai, woh malik-e-yom-ud-deen hai,” Dars-e-Quran · 2007
52:09 “aisa imaan lane ke baad aadmi ki zindagi isi ke mutabiq dhal jati hai. yahi amal saleh. amal saleh ka matlab hai imaan ke mutabiq zindagi ka dhal jana.” Dars-e-Quran · 2007
48:59 “amal saleh ka matlab hai good deed, good deed. achhe kaam karna.” Islamic Outlook on Life, · 2007
2010
1:50:43 “toh iman means realization, iman means معرفت. amal saleh ka matlab hai us ke mutabiq amal ۔ yaani jaisa aap ko معرفت hui hai, jaisa aap ko realization hua hai, jaisa aap ne sachai ko discover kiya hai, usi par apne amal ko dhaal lein toh wohi amal saleh hai.” Political Interpretation of Islam · 2010
2012
16:42 “phir amal salihat jo hai, yani naik amal kiya. amal salih ka matlab kya hai? is ka matlab hai, is ka matlab hai adopting a pattern of life that is in accordance with the discovery with the creation plan” Dars-e-Quran (Chapter 103, Verses 1-3) · 2012
16:01 “amal saleh ka matlab kya hai? is ka matlab hai, is ka matlab hai adopting a pattern of life, that is in accordance with the discovery, with the creation plan.” How can man be successful 19th · 2012
1:17:53 “aur usko upar le aata hai amal saleh amal saleh ka matlab hai mawafeq dua amal aap ek plan karte hain sahi raste par aur is is plan mein jab aap implement karna chahte hain to dua karte hain allah taala se to to dua jo hai ismein iske sath sath zaroori hai ke aap jo dua aap kar rahe hain uske mawafeq amal kare agar sirf dua kare uske mawafeq amal na kar rahe” Materialism and Intellectual Dwarfism 29th · 2012
2015
20:42 “aur amal saleh ka matlab hai imaan ke mutabiq amal karna. imaan ke mutabiq amal karna kya hai? imaan yeh kehta hai ke aap ka insaan jo hai, Allah ke aage jawab deh hai, yani responsible hai, accountable hai.” Dars-e-Quran (Al-Baqarah (The Heifer) 2 20 · 2015
2016
1:00:03 “to amal saleh ka matlab hota hai iman ke mutabiq amal aur jab aap iman ke mutabiq amal karenge to har cheez aap ki durust ho jayegi.” Islamic Wisdom · 2016
Undated
1:21:50 “amal salih ka matlab hai muwafiq dua. amal aap ek plan karte hain sahi raste par aur is plan mein jab aap implement karna chahte” Material Science Vs Spiritual Science 20th May 12 SLOW
Also: allah iman islam taqwa quran marifat All words