2005 2015 2025
2007
1:42:06 “yeh hai tauheed ka matlab. to main samajhta hoon ke agar aap ko simple answer karna ho is ka to yahi kehna chahiye ke islam mein jo central principle hai wo hai khuda ko ek manna.” Distraction is the Source of Destruction · 2007
29:14 “tauheed ka matlab hai ke sirf God oriented life ho jaye aap ki.” Quran: A Divine Guide Book · 2007
1:55 “aqida tauheed ka matlab hai ke There is no God but One God. ek hi Khuda hai jisne banaya is kainat ko. Wahi iska khaliq hai, wahi iska sustainer hai aur wahi Khawand-e Day of Judgment hai.” The Concept of Hereafter in Islam · 2007
2008
3:32 “do shabdon mein. tauheed ka matlab kya hai? tauheed yeh hai ke aap Khuda ko acknowledge karen, ya creator ko acknowledge karen, ya khaliq ko acknowledge karen.” Ancient Shirk or Modern Shirk · 2008
1:23:13 “Hindi mein kahte hain duality aur advait wal. To tauheed ka matlab ye hai ke hum alag hain, Khuda alag hai. Khuda creator hai, khaliq hai, Khuda hum makhlooq hain. To tauheed ke aqide mein duality hai, yani mein alag hoon, Khuda alag hai. Do alag alag entity hain tauheed mein: khaliq alag, makhlooq alag.” How to Deal with Problems · 2008
25:28 “to tauheed ka matlab yeh hai ke hum alag hain, Khuda alag hai۔ Khuda creator hai, khalique hai, Khuda hum makhlooq hain۔ to tauheed ke aqeeday mein duality hai, yani main alag hoon, Khuda alag hai۔” Q&A · 2008
15:18 “tauheed, risalat aur aakhirat. yeh teen: tauheed, risalat aur aakhirat. tauheed ka matlab hai oneness of God. risalat ka matlab hai paygambar ko manna. aakhirat ka matlab hai world hereafter ko manna.” Quran The Book of God · 2008
9:05 “hai. dekhein Quran ki jo basic ideology hai woh base karti hai tauheed par. tauheed ka matlab hai oneness of God. Khuda ko ek manna. yahi basic ideology hai.” The Message of The Prophet Muhammad · 2008
13:03 “to yeh mind jo hai, sochne ke liye hai. sochne ke liye. agar aap sochen, tab hi aap baaton ko samjhenge. main yeh kahunga ke tauheed jo hai, yun to aap jante hain ke tauheed ka matlab hai ke la ilaha illallah kehna.” The Message of The Prophet Muhammad · 2008
2010
1:38:43 “das question is from mr ravi kumar from delhi. maulana, tauheed ka matlab bataiye. tauheed kise kehte hain? dekhiye, tauheed ka jo lafz hai, woh wahdat se bana hai. aik yani aik manna. tauheed ka matlab aik manna.” Phenomenon of Degeneration · 2010
1:41:08 “aur tauheed ka matlab hai duality. yani tauheed mein yeh mana gaya hai ke khalq alag hai, makhlooq alag hai. khuda alag hai aur insan alag hai. yeh hai duality. aur monism mein yeh hai ke advaita. ke sab sab aik hi haqeeqat hai, usi ke alag alag manifestations hain.” Phenomenon of Degeneration · 2010
2011
54:59 “ke sahaba kya thay? tauheed ka matlab kya hai? Rasool Allah ka message kya hai? kuch khabar nahi, bas alfaaz bolte hain, bare bare fakhr ke alfaaz.” Islam in 21st Century - Sunday · 2011
56:33 “yaani fakhr ka ek lafz nikaal rakha hai: "farzandaan-e-tauheed" aur pata nahin kya kya ajeeb-o-ghareeb alfaaz. aur sab log andhe behre jee rahe hain, koi khabar hi nahin kisi ko ke Sahaba kya the, tauheed ka matlab kya hai, Rasool Allah ka message kya hai.” Islam in 21st Century I · 2011
2012
20:55 “ab yeh kya hai? mein samajhta hoon kay yeh tawheed ki bigri hui surat hai. tawheed ka matlab hai kay aik Khuda hai aur doosra aik insaan hai. dono alag alag wajood hain. yani Khuda jo hai, khud apna is ka aik mustaqil wajood hai, hum say alag. hamara hissa hum Khuda ka hissa nahi hain, Khuda hamara hissa nahi hai.” A Brief Survey of Six Major Religion I · 2012
21:12 “ab yeh kya hai? main samajhta hoon ke yeh tauheed ki bigri hui surat hai. tauheed ka matlab hai ke aik Khuda hai aur doosra aik insaan hai. donon alag alag wujood hain. yani Khuda jo hai khud apna uska aik mustaqil wujood hai. hum se alag. hamara hissa hum Khuda ka hissa nahi hain, Khuda hamara hissa nahi hai.” A Brief Survey of Six Major Religion · 2012
2014
1:26:00 “magar aap ki kitabein kitab-e-marifat aur Allah Akbar parhnay kay baad maloom hota hai tauheed ka matlab aik process hai jo zindagi bhar jari rehta hai.” Divine Help · 2014
2023
7:49 “har jagah hum dekhte hain ke planets, stars aur trees aur hawaein aur har cheez apne aap ko allah ko submit kiye hue hain aur yahi insaan se bhi matlab hai ke woh bhi apni marzi se alla ko submit kar dein apne aap ko, apni marzi ko. to pehli baat to yeh is liye bhi universal hai ke yeh tauheed ka ek, tauheed ka ek ideology deta hai. tauheed ka matlab har har” Universal Thinking In Islam CPS Women Discussion · 2023
2024
59:48 “Sir, tauheed ka matlab yeh hai ki sabse pehle to main is baat par imaan laana ki is” Five Pillars of Islam - Part-I (English) Dr. Rajat Malhotra · 2024
Show all 18 lines Also: allah iman islam taqwa quran marifat All words