“kaash mein ek darakht hota jo kaat diya tha hazrat umar itne top ke sahabi the jab un ko zakhmi hue aur khoon beh raha tha aur ab ab bohat bilkul chand ghante mein aanay wali thi to unhon ne kaha ke aap bare bare aap ko rasool allah ki sohbat mili hai aap ghudwat mein shareek hui hain aap ki yeh woh to unhon ne kaha bas jhoot mat bolo”
“yani aap recommendation jannat milne ka to koi sawal hi nahi paida hota woh to ek ek false ek khud sakhta belief hai amal par faisla hoga lekin amal par faisla bhi aap ka haq nahi banta agar aap amal karein to yeh mat samjhein ke aap ko right hoga jannat ka aap ko phir bhi allah lalah hai rasool allah ne farmaya wallah la adri wallah la adri wallah la adri wa ana rasool allah”
“hazrat umar jo the top ke sahabi the lekin har lamha woh kaanpte the kya hoga marne ke baad is ka nateeja kya hua un ka dimagh mein itni taraqqi itna zyada development hua tha kitni bari bari batein kahi unhon ne ke aaj bhi musalmanon ko pata nahi in baton ka unhon ne kaha tha ke less al aaqil alladhi ya'rif al khair min al sharr walaak alladhi ya'rif khair al sharrrain”
“se unhon ne likha hai Maulana Maulana unhon ne ek Hadith ke bare mein likha hai ke jis mein aaya hai tum se pehle ke logon ko sawalon ki kasrat aur nabiyon se ikhtilaf ne halak kar diya woh chahte hain ke aap is Hadith ko explain karein”