“aur wahan par doosri surat mein hai ke wa rafa'na zikraka, yaani hum ne is ka charcha logon mein barhaya. to khuda ne charcha barhaya, is tarah se ke curiosity paida hui, ek shauq paida hua.”
“woh woh khuda ki taraf se intezam hai. jab khuda ne yeh hum par farz kiya ke quran ko phailao, is ko distribute karo, it'har e kalma jis ko kaha gaya hai,”
“maulana, agla sawal kya hai? Miss ayesha ne nai dilli se unhone likha hai ke hadith mein aaya hai ke Khuda qayamat ke din ek insaan ko apne paas bula kar us ko us ke tamam aamaal yaad dilayega,”
“unhon ne likha hai ke Hazrat Umar ka qissa hai ke jab woh mushrikeen mein se thay, tab un ki Muslim behan ne un ke haath mein bina wuzu ke Quran nahi diya.”
“to woh gaye aur is ke baad aa gaye washroom se aur phir padhna shuru kar diya. to kisi ne kaha ke aap digar wuzu kyun padhna shuru kar diya? aap ne wuzu bhi nahi kiya. bohat ghussa hue, unhon ne kaha ke "mun aftaq”