“to woh yeh hai ke inna anzalna fi laylatil qadr wa ma adraka ma laylatul qadr laylatul qadri khayrum min alf shahr tanazzalul malaikatu fiha bi izni rabbihim min kulli amr salamun hiya hatta matla'il fajr quran ki yahi surah hai jis mein shab qadr ka zikr aaya hai”
“lekin khuda ka matloob tha ke woh iman insaan ke andar paida ho jis ke bare mein quran mein aaya hai ke ifa zakar allahu wajilat qulubuhum jab khuda ka naam le aaya to un ka dil dahal uthe un ke rongte khare ho jayen un ke mind mein ek star aa jaye yeh kab hota jab khud khuda ka woh concept samne aaye”
“individual ke liye bhi aur ruler ke liye bhi dono sab se bari cheez hai islam mein justice quran mein hai ke le aqooba naas bil qist taake log qaaim hon justice par le aqooba naas bil qist taake log qaaim hon qist par”
“to apne aap ko zyada se zyada aap concentrate karte hain khuda ke upar woh aitkaf hai aur aitkaf zikr quran majeed mein bhi hai wa antum aakifoon fil masajid agarche farz nahi hai aitkaf lekin quran mein bhi is ka zikr aaya hai sunnat hai yeh farz nahi hai jaise roza to farz hai roza jo hai woh farz hai”
“ise nahi keh sakte ke hadith mein aaya hai ke ke tum shab qadr ko talash karo taaq raaton mein ikkeesveen raat teesveen raat pachisveen raat sataeesveen raat yeh aaya hai”
“hadith mein aata hai quran ke bare mein la tanqazi ajaa'ibuhu quran ke bare mein yeh hadith hai la tanqazi ajaa'ibuhu yaani quran ke ajaa'ib kabhi khatam na honge quran ki meaning jo hai baar baar jaani jaati rahegi yeh khud quran ke bare mein hadith mein maujood hai to yeh koi ajeeb baat nahi hai ke alg ka woh mafhoom is zamane ke logon ko na maloom ho”