Ihya-ulum-al-din by Al-Ghazali, Vol. 1, p. 272
“hadith mein aata hai quran ke bare mein la tanqazi ajaa'ibuhu quran ke bare mein yeh hadith hai la tanqazi ajaa'ibuhu yaani quran ke ajaa'ib kabhi khatam na honge quran ki meaning jo hai baar baar jaani jaati rahegi yeh khud quran ke bare mein hadith mein maujood hai to yeh koi ajeeb baat nahi hai ke alg ka woh mafhoom is zamane ke logon ko na maloom ho”