2005 2015 2025
2006
1:21:46 “asal mein dua hai. dua ka matlab yeh nahi ke hum is ke alfaaz yaad kar lein, is ko dohrate rahein. nahi, dua ka matlab yeh hai ke Surah Fatiha yeh batati hai ke ek sache insaan ke andar, ek aisa insaan jis ko Khuda ki discovery ho gayi ho,” Dars e Quran · 2006
6:35 “Aur pahadiyan aata hai kitaab ke pahadiyan goonj utheen. Lekin yeh dua ka matlab yeh nahi ke woh koi ratha hua word hai, us ko aap ne dohra diya. Rathe hue shabdon ko dohrane ka naam dua nahi hai. Dua to jigar phadne ka naam dua hai.” Q&A · 2006
1:05 “dua ka matlab kya hai? god almighty se contact establish karna. ab dekhiye ke yeh kitni bari blessing hai ke kabhi bhi kahin bhi aap hon,” The Concept of Love in Religion (Part 1) · 2006
0:51 “dua ko english mein kehte hain "prayer". arabic mein dua ka matlab hota hai pukarna, yaani God ko pukarna, khuda ko pukarna. is ko english mein "prayer" kaha jata hai.” The Importance of Dua · 2006
32:08 “ab mein aap ko aik bohat hi ahem baat arz karunga ke aam taur par dua ka matlab log samajhte hain. kuch kitaben chapi hui hain. qurani duaen, masoor duaen, buzurgon ki duaen, is ko rat lete hain. rat kar is ko parhte rehte hain. is ko log dua samajhte hain.” The Importance of Dua · 2006
2007
47:05 “rabbana atina fid dunya hasana wa fil akhirati hasana waqina azabannar is dua ka matlab yeh hua, is dua ka matlab yeh hua ke hamein dunya mein amal saleh ki tofeeq de aur hamein akhirat mein jannat mein dakhil farma.” Dars -e-Quran · 2007
39:21 “jab aap Khuda se dua karein to aap ne Khuda ki heiyat ko tasleem kiya, heiyat-e-aala ko. dua ka matlab yeh hai keh main aajiz hoon aur Khuda jo hai woh qadir-e-mutlaq hai.” Dars-e-Quran · 2007
1:36:02 “yeh main samjha hoon dua ka matlab this question is from owais siddiqui how can a person be punished eternally in hell? hain how can a person be punished eternally in hell for sins that he did in this world for a limited time?” Man's Place in The Universe · 2007
41:04 “dua ka matlab yeh hai ke main aajiz hoon aur khuda jo hai woh qadir mutlaq hai. دعا کا مطلب یہ ہے کہ میں powerless ہوں اور خدا all powerful ہے۔” Surah Al Baqarah- 29- 06- 2007 · 2007
1:41:39 “Is dua ka matlab dekhein, yeh jis se aap mang rahe hain, jis ko aap address kar rahe hain, woh Khuda hai. Khuda ko is se koi lena dena nahi ke aap ke paas kitni carain hain, aur kitne banglay hain. To yahan good ka matlab yeh hai ke jo tere nazdeek good ho. Ae Khuda! Dunya mein hum ko woh good de jo tere nazdeek good ho, aur akhirat mein hum ko woh good de j” Take it as A Challenge · 2007
1:52:30 “is dua ka matlab dekhiye, yeh jisse aap mang rahe hain, jisko aap address kar rahe hain, woh khuda hai. khuda ko isse koi lena dena nahi ki aapke paas kitni caron hain aur kitne bangale hain. toh yahan good ka matlab yeh hai ki jo tere nazdeek good ho. ae khuda, duniya mein humko woh good de jo tere nazdeek good ho aur aakhirat mein humko woh good de jo tere” Take it as a Challenge I · 2007
1:07 “jaise mantra hota hai, to mantra mein mysteriously kuch baatein hoti hain. to dua ka matlab yeh nahi hai. dua ek bahut hi scientific phenomenon hai.” The Concept of Dua In Islam · 2007
4:40 “log dua ka matlab yeh samajhte hain ke kuch rate hue words, khaas taur par Arabic words, munh se bol dein to bas dua ho gayi.” The Concept of Dua In Islam · 2007
57:35 “Yeh dua ka matlab yeh hai ke pichle logon ko mazhabi jabr ke halaat mein kaam karna padta tha, to ab hamein is se bacha le aur hamein mazhabi azadi ke zamane mein kaam karne ka mauqa de. Woh ho gaya. Yeh dua jo hai, yeh poori ho chuki.” The Concept of Naskh in Quran · 2007
1:33:57 “dua ka matlab yeh bataya gaya hai hadith mein ke dua bator ibadat ka register ho jati hai. jab humne dua kiya yahan to khuda ke haan woh register ho gayi ke usne ibadat kiya. ab jo cheez mangi hai humne, zaroori nahi ke woh cheez isi waqt de di jaye.” Why People live in Despair · 2007
2008
1:21:10 “phir wahan dua qabool qabool ho jati hai. isi ko main sachchi dua keh raha hoon. sachchi dua ka matlab yahi hai ke aap hundred percent apne aap ko receiving end par paein. yani aap ka ehsas, aap ki soch, poora andar ka jo feeling aap ki hai, aisa lage ke aap toh receiving end par hain.” God The Only Choice · 2008
1:27 “to yeh sirf tabarruk ke kalmaat nahi hain, yeh dua hai. dua ka matlab kya hota hai? khuda ke sath communion, khuda se rabt.” Ideology of Tawhid · 2008
1:04:11 “dua hi ibadat hai. daikhen, dua ka matlab kya hai? Khuda se contact banana. kyunke Islam mein yeh concept hai ke wa idha salaka abadi fa inni qareeb ke main bande ke bilkul hi qareeb hoon.” Spirituality in Daily Life · 2008
2011
15:14 “phir woh dua meri samajh mein aayi ke rabana atina fid dunya hasana wa fil akhirati hasana wa qina azabannar. yeh dua ka matlab kya hai? ka matlab aap khuda se keh rahe hotay hain khudaaya is dunya ka jo hasana tha,” An Intellectual Journey · 2011
1:01:33 “dua ka matlab log samajhte hain ke lafz service, alfaaz rat liye, rate hue alfaaz ko dohra diya, yeh dua nahi hai. dua toh aadmi ke seene se ubalti hai, jaise chashma ubalta hai,” An Intellectual Journey · 2011
15:49 “phir woh dua meri samajh mein aayi ki Rabbana aatina fid dunya hasanah, wa fil akhirati hasanah, wa qina azabannar. yeh dua ka matlab kya hai? ka matlab kya? aap Khuda se keh rahe hote hain, Khudaaya, is duniya ka jo hasanah tha, is duniya ki jo achhi cheezein thin, woh aap ne de din mujhe.” An Intellectual journey · 2011
1:04:17 “dua ka matlab log samajhte hain ke lip service. alfaaz rat liye, ratay huay alfaaz ko dehra diya. yeh dua nahi hai. dua to aadmi ke seenay se ubalti hai, jaisay chashma ubalta hai.” An Intellectual journey · 2011
54:32 “dua ka matlab mein yeh is waqt mera yeh hai ke in logon ke liye dua jinhone yeh infrastructure qaim kiya hai, in logon ke liye dua jinhone age of communication paida kiya, jinhone printed technology paida ki,” Islam Ideology, Team and Method 9 Oct, 2011 · 2011
54:10 “dua ka matlab hai yeh is waqt mera yeh hai ke in logon ke liye dua jinhone yeh infrastructure qaim kiya hai, in logon ki dua jinhone age of communication paida kiya, jinhone printed, printed technology paida ki,” Islam Ideology, Team and Method · 2011
1:16:36 “to farishton ki madad kab aayegi? jab Allah taala ka hukum hoga. to dua ka matlab hai ke: "Ae Khuda, tu farishton ko mera saathi bana de." hamare jo kaam kar rahe hain, jo log, un ko baar baar yeh tajurba hota hai ke anokhe taur par ek kaam ho gaya. to kis ne kiya? farishton ne kiya.” Kashmir Dwah Meet · 2011
1:26:58 “yeh dua ka matlab yeh hai ke aap ne Khuda ki madad chahiye ke Khuda shaitan ko bhaga mere andar se. to farishte aa jate hain. farishte ussi second action le lete hain. ussi second. to jaise hi aap ke andar koi negativity thought aaye to samjhein ke shaitan aa gaya.” The Role of Islam in Personality Development · 2011
2012
46:37 “dua jazb-e-mohabbat ka izhaar hai. dua ka matlab yeh hai ke aap ko Khuda se strong affection hai. aap ko yaqeen hai ke Khuda hi meri baaton ko jaanta hai. aap ko yaqeen hai ke mera meri khwahishon ko poora karne wala sirf Khuda hi hai. aap ko yaqeen hai ke yahi to mera sab kuch hai kisi aur se main kyun jaon kehne ke liye?” God and Man · 2012
46:39 “dua ka matlab yeh hai ke aap ko khuda se Strong Affection hai. aap ko yaqeen hai ke khuda hi meri baaton ko janta hai. aap ko yaqeen hai ke meri khwahishon ko pura karne wala sirf khuda hi hai.” God and Man I · 2012
1:23:46 “dua ka matlab hota hai Allah taala mazeed tofeeq de, Allah taala mazeed raaste khole, Allah taala mazeed mauqe de, Allah mazeed humein saathi de. to yeh yeh kaam kijiye.” Journey of History · 2012
11:26 “is dua ka matlab yeh tha. Kyun ke dawat to bhi nasl dar generation of generation jari rehna tha. Woh to nasl dar nasl jari rehna tha. woh na khatam hui thi Rasool Allah par, na khatam hui thi Abu Ayyub Ansari par, na khatam hui thi woh Uqba ibn Nafi par. Woh chalte rehna hai is ko.” Quran for All Mankind · 2012
13:32 “ab ab dua ka matlab tha ke anti deen age khatm ho jaye aur pro deen age aa jaye. yeh matlab tha is ka. to is ayat ka talluq kuch bhi is ayat se nahi hai jahan: "wayazaw waanhum isra'u wal aghlalallati kanat alayhim".” Sahaba and Muhaddithin 24th · 2012
14:44 “yeh surat-e-haal khatm ho. yani sahaba ki dua ka matlab yeh tha keh anti deen jo daur hai, woh khatm ho aur pro deen daur aa jaye.” Sahaba and Muhaddithin 24th · 2012
12:55 “ab ab dua ka matlab tha ke anti deen age khatam ho jaye aur pro deen age aa jaye. yeh matlab tha is ka. to is ayat ka taalluq kuch bhi is ayat se nahi hai jahan wa yazo anhum israhum wal aghlala lati kaanat alaihim yeh age se related jo masail thay, jis ki wajah se” The Companions and the Hadith Scholars · 2012
14:04 “yeh soorat e haal khatam ho. yaani sahaba ki dua ka matlab yeh tha ke anti deen jo daur hai, woh khatam ho aur pro deen daur aa jaye.” The Companions and the Hadith Scholars · 2012
2014
1:28:12 “aur yahi dua ka matlab hai. Maulana aaj ka session ek aur comment jo aaya hai is par khatam karenge.” Divine Help · 2014
49:40 “hai ke dua ka matlab yeh nahi ke jo aap dua karen woh poora ho jaye. hamesha aisa hoga ke dua according to law of nature qabool hogi.” Importance of Ijtihad December 21,2014 · 2014
17:11 “yeh matlab hai. to hazrat Musa ki dua ka matlab yeh hai kay: "aye Allah! jo role mujh say matloob hai tujh ko, is role ka mujhe marifat day. is role kay mujhe, is role kay liye mujhe mujhe tayyar kar aur us kay wasail faraham kar day." yeh matlab hai is ka.” The Importance of Education · 2014
2015
28:22 “shahr-e-dua hai. dekhein, dua ka matlab kya hai? dua ka matlab yeh nahi ke kisi desert mein kharay ho kar dua karna. dua ka matlab hai ke apnay aap ko sabr wali zindagi mein daalna, taqwa wali zindagi mein daalna.” Ramadan The Month of Remembrance · 2015
27:31 “dekhein, dua ka matlab kya hai? dua ka matlab yeh nahi ke kisi desert mein khare ho kar dua karna. dua ka matlab hai ke apne aap ko sabr wali zindagi mein daalna, taqwa wali zindagi” Ramadan The Month of Remembrance · 2015
2016
8:04 “toh is dua ka matlab yeh hai ke halaat mein aisi aisa change aaye. aisa mein halaat mein aisa inqalab aaye ke woh halaat badal jayein.” Concept of Hamd · 2016
8:43 “is waqt is dua ka matlab kya tha? is dua ka matlab yeh tha ke religious persecution khatm ho jaye. is zamane mein bohat ziyada dunya mein mazhabi jabr tha.” Concept of Hamd · 2016
10:38 “toh yeh tha saatveen sadi mein is dua ka matlab. lekin aaj ke lehaz se dekhiye toh yeh dua mein samajhta hoon ke billion time izafe ke sath” Concept of Hamd · 2016
42:43 “woh yeh to bari bari wisdom hai, bohat bari wisdom hai. yani objective us ko mein keh sakta hoon ke is dua ka matlab hai ke aye Allah, mere andar objective thinking paida kar de, mujh ko subjective thinking se bacha. aye Allah, mujh ko subjective thinking se bacha aur mere andar objective thinking paida kar de.” Prophetic Wisdom · 2016
1:08:34 “from distraction?" Dekhen, dua dua ka matlab yeh nahi hai ke aap distraction bachnay ke liye dua karen. to aap ka kya kaam rahega? Yani har cheez to dua say hogi, to aap ka kya” Save Yourself from Distraction · 2016
56:59 “us ko sachi spirit ke sath karta hai dua, to zaroor qabool hoti hai. jaisa ke Hazrat Adam ko dua qabool ho gayi, Hazrat Adam ki dua qabool ho gayi, kyunke woh dua sachi dua thi. yahan par dua ka matlab yeh hoga ke meri ghalati ko to sambhal le, jo ghalati mujh se ho gayi hai, us ke anjaam se mujhe bacha le. so murad that means repentance is also a very impor” The Importance of Dua · 2016
2017
1:11:55 “rasool Allah ki dua ka matlab yeh tha ke is tareekhi mauqe ko har haal mein istemal karna zaroori hai. agar yeh mauqa khoya gaya to bazahir dobara aisa mauqa milne wala nahi. Is waqt shift of emphasis ke taur par jang par zor diya gaya na ke abadi usool ke taur par.” ALRISALA - AUDIO · 2017
11:36 “aur dekhiye, baat yeh bhi hai keh dua ka matlab yeh nahi keh jo aap mangen, woh hi aap ko mil jaye. yeh dosra pehlu hai keh jo aap mangen, woh hi aap ko mil jaye. kyun keh aap mangen gay apni khwahish kay mutabiq, dua aur lekin Allah day ga aap ko aap ki zaroorat kay mutabiq.” Patience and Prayer · 2017
15:12 “yani pichhle logon ko kaam karna parta tha dawat ka. resistance persecution ke maamle mein, yani is ko agar precise mein hum dekhein to is dua ka matlab yeh tha ke hamare pichhle jo log the, hamare zamane se pehle,” Patience and Prayer · 2017
32:39 “hargiz, hargiz yeh dua ka matlab nahi hai. Dua ka alfaz yeh hain ke: "Rabbana atina fid dunya hasana wa fil aakhirati hasana wa qina azabannar." "” Patience and Prayer · 2017
2018
30:21 “dua ka matlab yeh nahin ke kuch alfaaz yaad kar liye, usi ko dohra rahe hain. kuch haTay hue alfaaz ko dohra rahe hain.” Dars-e-Quran, Chapter 2, Verse 37 · 2018
30:59 “dua ka matlab hai apni ghalti ko discover karna. aur phir se zyada yani right way mein apne mamle ki re-planning karna.” Dars-e-Quran, Chapter 2, Verse 37 · 2018
2019
20:17 “yani is case mein, is case mein dua ka matlab yahi hai ke aap besabri se bach jayen kyunke besabri mein sara...” Don't Be In A Hurry · 2019
37:59 “theek hai. pehle main ek aur baat kehta hoon: dekhiye, dua ka matlab har giz yeh nahi hai ke jo aap chahte hain woh poora ho jaye. bohat aham baat hai, har giz har giz yeh matlab nahi ke aap ne jo dua kiya, bas farishta le ke pahunch gaya.” Help of God 17 Aug, 2019 · 2019
37:16 “Dua ka matlab hai ke jo khaliq hai is alam ka, jo author hai Quran ka, jis ne apne paighambar ko bheja, us se kehna ke: "Khudaaya,” Understanding the Quran · 2019
2020
3:24 “dekhen, dua ka matlab yeh nahi hai ke dua koi touch button” Find Solution in Prayer · 2020
3:16 “to aaj subah mein soch raha tha ke yeh dua ka matlab kya hai. to meri samajh mein aya ke yeh is dua ka matlab hai ke mere organ” Shukr · 2020
2022
53:20 “to reference point wali dua aur khuda ki hamd aur uski sana, usko ek chlorine, uska praise bayan karke jab dua karega to wahi dua best dua hogi. yaani best dua ka matlab hai ke best kaifiyat. ji. jab best kaifiyat aapke andar taari ho jayegi to dua ke kalimaat waise hi nikalne lagenge.” The Spirit of Dua Dr. Saniyasnain Khan · 2022
2023
48:10 “hum kyunki unke paas jo jo data hoga, jo unke paas maloomat hogi, knowledge hogi, wo purane aant aadmi ke paas nahi thi. to wo bahut hi aala maarif aur aala zikr kar kar kar sakte honge, khuda ko yaad kar sakte honge. maulana hamesha kaha karte the humein ki kabhi problem ho to aap fauran dua me chale chale jaayein. dua ka matlab hi yahi hai ki aap matlab kh” The Spirit of Zikr · 2023
41:44 “aur koi aap ke dil mein کیفیت hi nahi hai to dua ka matlab hai ke dili کیفیت ka ehsaas aur woh کیفیت alfaaz mein bhi dhal jati hai lekin asal cheez hai ke” The Story of Hazrat Abu Hurairah (r.a.) · 2023
2024
51:24 “a jo duaen hain quran ki, hadees ki, usko aam taur se log samajhte hain ki a bas padh le 40 baar subah aur is din aur us din padh le 100 baar. yeh yeh dua ka matlab nahi hai.” Soulful Ramadan Inspiring Duas and Hadiths · 2024
Show all 60 lines Also: tauba ibadat tazkiya zikr tadabbur ijtihad All words