2005 2015 2025
2006
1:12:27 “ibaadat ka matlab hai poori tarah Khuda ke aage surrender kar dena, yaani physically aur spiritually dono aitbaar se surrender kar dena. namaz isi ki ek soorat hoti hai. to iyyaka na'budu ke ma'ni ke aye Khuda, main ne tere aage surrender kiya, aye Khuda, main tera ibaadat guzaar ban gaya,” Dars e Quran · 2006
1:17:16 “yeh matlab hai, main samajhta hoon ke ibadat ka matlab hai Khuda ko apna sole concern bana lene. Khuda ko apna sole concern bana l” Dars e Quran · 2006
2007
6:56 “to goya ke Khuda ko acknowledge karte hue ibadat kiya hai? ibadat ka matlab hai Khuda ko acknowledge karna. to yeh jo art of time management jis ko maine kaha aur panch unit mein baantne ki baat jo maine kahi, to is mein do cheezein hain.” Dars-e-Quran · 2007
18:14 “to yeh hai ibadat ka matlab. ke ibadat se pehle aata hai kya? marifat.” Sayings of the Prophet Mohammad · 2007
2008
14:48 “ibaadat ka matlab wahi hai jis ko hum kehte hain worship. worship lekin yahan bhi main kahunga ibaadat kisi set of rituals ka naam nahi hai.” Five Basic Tenets of Islam · 2008
59:27 “ab dono ko milaiye, aap ibadat ka matlab kya hua? ibadat ka matlab koi kisi ritual ko dohra rahe nahi hain, kuch khaas rituals hain, un ko dohra liya time par, yeh ibadat nahi hai.” How To Find Truth · 2008
2009
1:23:14 “wama khalaqtul jinna wal insa illa li ya'budun yeh quran majeed mein aaya hai. ibadat ka matlab hai marifat. marifat, yani marifat ka matlab hota hai daryaft. insan ko paida kiya allah ta'ala ne ke khuda ko daryaft kare, khuda ko jaane, yani haqeeqat ko jaane, aur us par apne rastay ko apne irade se us par qaim kare.” Journey to Civilization · 2009
1:23:51 “to ibadat ka matlab bataya gaya hai marifat. Aap tafseeron mein dekh sakte hain. To insan ko paida kiya Allah taala ne marifat ke liye, yani is liye ke woh apne khaliq ko pehchane, pehchan kar ke is ko tasleem kare, is ke is ke rehnumai ko pata kare, aur is ke bataye hue rehnumai par chale taake woh Khuda ki barkat is ko mile, yeh matlab hai is ka.” Journey to Civilization · 2009
2010
16:17 “jaise aap dekhiye, ibaadat ko lijiye aap. ibaadat ka matlab hai Allah ki worship. worship kya hai? kuch form nahin, unko dehradiya to worship ho gayi. kyunke fiqh mein sari behas form par hoti hai. sari behas form par hoti hai.” The Importance of Tadabbur · 2010
16:20 “jaise aap dekhiye, ibadat ko lijiye aap. ibadat ka matlab hai Allah ki worship. worship kya hai? kuch form hain, un ko dehra diya to worship ho gayi. kyun ke fiqh mein sari behas form par hoti hai. sari behas form par hoti hai.” The Importance of Tadabbur in Islam I 5 Dec . 2010 · 2010
2011
1:18:50 “ibadat ka matlab yeh nahi ke sirf kuch rasmi aamal hain, woh ibadat hai. har woh ibadat jo Allah ne hukum diya ho, jis se Allah raazi hota ho, yeh toh hadith se sabit hai ke har woh kaam jis ka Allah ne hukum diya ho aur jisay karne se Allah raazi hota ho, woh ibadat hai.” Kashmir Dwah Meet · 2011
2014
54:30 “yani ibadat ka matlab hai submission. surrender karna. to sari kainat submission kiye hue, surrender kiye hue to sab ke sab ibadat mein masroof hain.” Prophetic Model · 2014
2015
27:06 “ibadat ka matlab hota hai kisi ko apna supreme concern banana, supreme concern banana. jab aap Allah ko apna supreme concern banate hain to is ke baad jo zindagi banti hai aap ki, is ke baad jo aap ka zindagi ki jo surat banti hai, woh isi ko ibadat kaha gaya hai.” Dars-e-Quran (Al-Fatihah (The Opening) 1 1-7) · 2015
28:33 “ibadat ka matlab hota hai kisi ko apna supreme concern banana. supreme concern banana.” Dars-e-Quran, Chapter 1 · 2015
2020
22:49 “haan, insaan aur jinn ko allah ne paida kiya hai ibaadat ke liye. ibaadat ka matlab hai allah ka shukr karna. allah ki nematoun ka eteraaf karna. ikhraaj karna. isi ke liye paida kiya gaya.” Prayer for the Country · 2020
6:56 “kaha gaya tha ke jo Khuda ke liye mazeed ibadat karta hai. nafl ibadat ka matlab hai additional ibadat. jo Khuda ke liye mazeed ibadat karta hai, mazeed Khuda ko yaad karta hai. ek hota hai farz namaz. woh to sab log kar rahe the. lekin agar” Sufism an Introduction Prof. Farida Khanam · 2020
2022
34:09 “quran mein ek aayat hai wama khalaqtul jinna wal ins illa le'abudoon. isse pata chalta hai ki insaan ko allah taala ne yeh ibadat ke liye paida kiya hai. to isi abdullah ibn abbas jo ki bade mufassire quran the unhone kaha ki yeh ibadat ka matlab marfat liya'rafun. to insaan ko isi liye paida hi kiya gaya hai.” Interaction Session with Prof. Farida Khanam · 2022
1:51 “To ibadat ka matlab, jaisay Abdullah ibn Abbas ne explain kiya hai ke ibadat ka matlab hai marifat. To Khuda ki marifat hasil karna, isi ke liye insaan ko paida kiya gaya hai. To is ke liye Allah taala ne do khaas cheez rakheen ke hum kis tarah se Khuda ki marifat hasil karain.” Introduction to Paradise · 2022
2023
25:10 “to yahi baat ko samajhna hai. yeh baat hamein quran se bhi samajh aati hai aur insaan ke consciousness mein bhi yeh baat fitrat mein wada kar di gayi hai. to quran mein aaya hai ke "wa ma khalaqtul jinna wal insa illa li ya'budun" ke maine jinno ins ko sirf apni ibadat karne ke liye paida kiya hai. to yahan ibadat ka matlab hai maarif.” A Study of Human History · 2023
42:24 “isse achhi kya baat hai? jitna zyada waqt guzarein ibadat mein, ibadat ka matlab formal ibadat, informal ibadat dono. to” Itikaf (Intellectual Seclusion) · 2023
Undated
12:36 “worship kya cheez hoti hai? worship ka matlab hai kisi ko apna bara maankar us ke aagay surrender karna, us ko apna supreme maankar ke us ke aagay jhuk jaana, us ko apna sab” An Introduction to the Quran
Show all 21 lines Also: dua tauba tazkiya zikr tadabbur ijtihad All words