2005 2015 2025
2006
14:47 “sari koshish aap ki rahi tazkiyah par. tazkiyah ka matlab hota hai mind ki re-engineering. zehan ko banana, soch lana aadmi ke andar. sab se zyada islam mein zor diya gaya hai thinking par. thinking par.” Contribution of The Prophet · 2006
33:00 “tazkiya ka matlab hota hai purification. purification” How to Find Paradise · 2006
2007
51:19 “tazkiya ka matlab hai purification. is se kya cheez nikli? Koi routine ka kaam aap ko jannat mein nahi le aayega.” Momin in the light of Quran I · 2007
1:01:15 “tazkiya ka matlab hai pakizgi. aur pakizgi ka matlab yeh hai ke har negative thought ko phela kar ke, us ko kam kar ke misbat mein tabdeel kar lena. mein samajhta hoon wahi tazkiya hai. yeh aik jad-o-jehad hai jo zindagi bhar jari rehti hai har aadmi ke sath. This question is from Naeem Mirza.” My Life and Experience · 2007
2008
1:03:20 “tazkiya ka matlab hai purification. purification jo hai, wahi hamara jo hai is duniya mein goal hai, apne ko purify karna taake hum eternal life mein hamein paradise mile.” Four Phases of Human History · 2008
2009
38:34 “to bohat dinon mein mein yeh apne apne mind ko deconditioning kar saka. deconditioning ka lafz jo hai, jo log hamari majlis mein naye hon, un ko kahunga ke deconditioning wahi matlab hai jo tazkiya ka matlab hai.” How to Decondition One's Mind 27 December, 2009 · 2009
38:37 “to bohat dinon mein mein yeh apne apne mind ko de conditioning kar saka de conditioning ka lafz jo hai jo log hamari majlis mein naye hon un ko kahunga ke de conditioning wahi matlab jo tazkiya ka matlab hai de conditioning koi nayi cheez nahi hai jis ko quran mein ya hadith mein tazkiya kaha gaya hai wahi de conditioning hai” How to Decondition One's Mind · 2009
2012
1:25:45 “tazkiya ka matlab hai purify karna. yani aap, yani, yani apne soul ko purify karna, apne aap ko pak karna. pak karna kya hai?” Don't Be Angry Culture · 2012
1:27:05 “tazkiya ka matlab hai purify karna. yaani aap, yaani apne soul ko purify karna. apne aap ko paak karna. paak karna kya hai? negative thinking se paak karna. nafrat se paak karna.” Don't Be Angry Culture · 2012
2013
1:04:21 “tazkiya ka matlab kya hai? apne ko tayyar kare. tayyar kiya maani hain? dekhiye, Quran mein bohat si ayat hain, is se maloom hota hai ke jannat ke log bohat ziyada un ke andar pak mind hoga, woh bohat ziyada peaceful honge” Discovery of Modern Age · 2013
2014
3:32 “tazkiyah matlab hua purification. tazkiyah ka matlab hota hai purification. to wahan yeh bataya hai ke jannat is ke liye hai jo apna purification kare, apna tazkiyah kare. wahan yeh bataya hai ke jannat us ko milegi jo sabar kare.” Dars-e-Quran · 2014
3:34 “tazkiya matlab hua purification. tazkiya ka matlab hota hai purification. to wahan yeh bataya hai ke jannat us ke liye hai jo apna purification kare, apna tazkiya kare.” The Importance of Patience · 2014
2016
19:41 “tazkiya ka matlab yeh hai ke apne ko negative hone se bachana aur apni positivity ko maintain karna, yahi tazkiya hai.” Positive Thinking · 2016
20:32 “tazkiya ka matlab yahi hai ke nakhushgawar waqeat jab pesh aayen to aap react na karen, balkeh apne ko sambhal kar positive andaaz mein sochen.” Positive Thinking · 2016
2017
44:17 “is par hum ne kafi likha hai ke tazkiya ka matlab hai apne aap ko purify karna, aur wo aik alag concept hai. mere nazdeek yeh dono mein koi similarity nahi hai real sense mein.” Double Standards of Present-Day Muslims · 2017
2020
48:29 “yeh bilkul tazkiya-e-nafs ke mutabiq hai, kyunke tazkiya ka matlab hota hai hamare dil mein jo bhi ghalat kh” Sufism an Introduction Prof. Farida Khanam · 2020
Undated
1:05:03 “tazkiya ka matlab kya hai? Apne ko tayyar kare. tayyar kiya maeni hai? Dekhiye, Quran mein bohat si ayatein hain is hawale se ke jannat ke log” Discovery of Modern Age I 10th Feb. 13
23:35 “tazkiya ka matlab hota hai pakizgi. yani jab duniya ki zindagi mein in ko, in ke sath aisa ho ke manfi khayalat aayen, ghussa” How to Find Paradise
4:16 “is aitbaar se yeh kehna durust hoga ke tazkiya ka matlab hai rabbani buniyadon par insani shakhsiyat ki taameer. aadmi jab imaan lata hai to woh darasal tazkiya ke safar ka aaghaz karta hai,” Tazkiya-e-Nafs Book by
7:52 “tazkiya ka matlab hai apne aap ko woh mazak shakhsiyat yani purified personality banana jo jannat ke aala mahol mein basaye jaane ke qabil ho. qayamat mein yeh waqia pesh aayega ke jab mazak afraad jannat mein aur ghair mazak afraad jahannum mein dakhil kar diye jayenge to iske baad yeh aelan kiya jayega ke ab maut ka qanoon khatm kar diya gaya hai,” Tazkiya-e-Nafs Book by
10:45 “tazkiya ka matlab hai kisi cheez ko ghair muwafiq asar se pak kar dena taake woh muwafiq fiza mein apne fitri kamal ko pahunche. paighambar ka ek aham kaam tazkiya hai.” Tazkiya-e-Nafs Book by
1:47:17 “tazkiya ka matlab apne aap ko aakhirat ke aitbar se tayyar karna hai yaani apne andar woh awsaf paida karna jo maut ke baad aanay wali duniya mein aadmi ke kaam ayen.” Tazkiya-e-Nafs Book by
Show all 22 lines Also: dua tauba ibadat zikr tadabbur ijtihad All words