2005 2015 2025
2006
2:24 “Accepted hajj. Accepted hajj ka matlab yeh hai ke woh hajj jo poore spirit ke sath aur sare us ke jo tareeqe hain, us ko follow karte hue theek theek aadmi ada kare.” The Spirit Hajj · 2006
2007
17:21 “hajj ka matlab ritual nahi hai. aik rehearsal hai ke wahan ja kar ke chand dinon mein aap aik course ko poora karte hain taake isi course ko aa kar translate kar saken apni poori zindagi mein.” The Ideology of Truth · 2007
15:45 “hajj ka matlab hai ba-maqsad zindagi guzarna. is ka ahad lena. to is mein laazim hai ke aap ki zindagi saada ho. isi saada zindagi ki alamat hai ehram. phir aaj aap Makka pohanchte hain.” The Spirit of Hajj · 2007
17:35 “iska matlab kya hua? ke iska matlab yeh hua ke hajj ka matlab bataya ja raha hai aap ko.” The Spirit of Hajj · 2007
2010
2:18 “haj ka matlab samajhte hain ke log wahan ja kar ke chand dinon ke andar makka mein kuch munasib ada kar den to haj ho gaya. dekhen, yeh haj ka” Eid al-Adha · 2010
3:39 “to yeh poori tareekh char hazar saal ki tareekh hai. haj ka matlab yeh hai ke apne jagah ko chhod kar aap jayen. duniya mein aap hote hain, aap apni apni jagah par hote hain to apne family mein jure hue hain, apne business mein, apne job mein jure hue hain. is se alag ho kar, is se munqati' ho kar aap wahan jayen jahan char hazar saal ki tareekh aap ko yaad ” Eid al-Adha · 2010
26:21 “aise hi dekhiye ke hajj hai hajj kiya hai hajj jo hai yani hajj ka matlab hai عالمی اتحاد global unity ka mazhar hai” Hadith-e-Rasool (Sayings of The Prophet of Islam) · 2010
2023
2:40 “Maulana sahib kehte hain ke haqiqat e hajj unki kitab mein likha hai ke hajj ka matlab us tareekh ko dohra kar khuda se wada karna hai ke agar zaroorat ho to hum phir se dobara us tareekh” Eid Special CPS Women Interaction · 2023
Also: dua tauba ibadat tazkiya zikr tadabbur All words