2005 2015 2025
2005
47:10 “ramzan ke aakhri ashra mein aitkaf kiya jata hai. aitkaf ka matlab hota hai ke apne ko bilkul yakso kar ke das din guzarna. kuch log poore ramzan ka bhi aitkaf karte hain lekin ek din ka bhi aitkaf ho sakta hai lekin zyada tar log das din ka karte hain. to aitkaf ka matlab kya hota hai?” The Spirit of Fasting · 2005
2006
1:22:59 “aitkaf bhi kiya jata hai. aitkaf ka matlab yeh hota hai ke mahine ke kuch din, woh ek din bhi ho sakte hain, das din bhi ho sakte hain. kuch log poora poora mahina karte hain ke masjid ke goshe mein ja kar aadmi baith jata hai. masjid ke kisi kone mein.” Ramadan and The Quran · 2006
2007
1:06:18 “common question ask by tayyaba rahmani and shah imran hasan the question is what is aitkaf and is it sunnat haan bilashuba sunnat hai rasoolullah ne khud aitkaf kiya aitkaf mein aitkaf ka matlab hota hai yaani jo kehte hain aap seclusion yaani tanhai mein jaana seclusion mein jaana” The Nigh of Destiny (Shab-e-Qadr) · 2007
2009
45:44 “sahi baat yeh hai ke aitkaf ka matlab hai apne ko distractions se detach kar lena, distractions se door kar lena. to masjid mein jo baithte hain, aap distractions se apne ko bachane ke liye. to yeh aitkaf bahut hi zaroori hai. is se concentration aata hai aap ke andar, aap ka time bachta hai, aap ki soch zyada” Ramadan A Month of Study of the Quran · 2009
2011
52:02 “aitkaf ka matlab sirf yeh hai ke alag thalag ho kar ke quran ki tilawat karna, namaz parhna, allah ki yaad mein zindagi guzarna. yani detach ho kar ke. yani kuch ayyam aise hon jab ke aap detach ho kar ke apne aap ko allah ki taraf yaksou karen.” Post Fasting Period · 2011
55:24 “i'tikaf kya hai? I'tikaf ka matlab hai seclusion mein jana. tanhai mein jana. to mard masjidon mein i'tikaf karte hain. auraton ke liye hai ke woh ghar mein i'tikaf karein.” Ramadan The Month of Fasting · 2011
56:13 “i'tikaf ka matlab hi hai ke aap kuch der ke liye apne aap ko alag karke is qabil bana lein ke aap zyada yani concentration ke sath soch sakein deen ke bare mein, Khuda ke bare mein.” Ramadan The Month of Fasting · 2011
57:12 “yeh sab sara maamla b sabtaon ke aitkaf ka matlab hai alag ho kar sochna . wo hota hai, aitkaf hota hai barah e tadabur” Ramadan The Month of Fasting · 2011
2023
0:41 “Doctor Fareeda Khanam, yani aap say sawal karkay keh Itikaf ka matlab kya hai, ah, us kay baray mein thora bataein hum ko. Dekhiye, Itikaf kay literal ma'ani hain rukna aur theharna, yani har insaan apnay aik mahol mein rehta hai, apnay ghar mein rehta hai, apnay business mein rehta hai.” Itikaf (Intellectual Seclusion) · 2023
Also: dua tauba ibadat tazkiya zikr tadabbur All words