2005 2015 2025
2006
1:24:50 “niyat ka matlab speed. to speed as the beginning point. Lekin jisko dekhein, usne structure ko beginning kahan se samajh rakha hai? Khud jo log democracy ko bahut bade woh the advocate, un sab ne bhi structure se shuru kiya.” From The Spiritual Tree · 2006
2007
25:26 “lekin jahan tak niyat ki baat hai to niyat ke liye kya majboori hai? to niyat ka matlab kya hai? jis tarah se aap apne bachon ke liye khair khwah hain, usi tarah aap sare insan ke liye khair khwah ban jayen.” Dars-e-Quran · 2007
2:10 “niyat ka matlab hai aap ki dakhli shakhsiyat ka is mein shamil ho jana. mujhe ek dilchasp waqia yaad aata hai, azadi se pehle ki baat hai, jab India mein angrezon ki hukumat thi to main ek baar Gorakhpur gaya.” In Conversation with Maulana Wahiduddin Khan (Amaal-e-Ramadan) 25 Aug, · 2007
5:56 “Bas jo maqsad hai, wahi soche ke Allah ta'ala ne roze ka jo maqsad bataya hai, woh taqwa aur shukr hai. To yeh niyat ka matlab is ke dil mein, is ke mind mein yeh ho ke Khuda ne jo course bataya hai taqwa ka aur shukr ka, is course mein apne ko shamil kar raha hoon mein.” In Conversation with Maulana Wahiduddin Khan (Amaal-e-Ramadan) 25 Aug, · 2007
1:37:56 “niyat ka matlab nahi hai ke zabaan se bolna, niyat ka matlab hai dil mein hona. toh niyat zaruri hai, lekin is sense mein nahi ke woh munh se bolen. aap niyat ka matlab hai ke presence aapka wohaan par ho, aap yeh soch kar shareek hon ke main Khuda ki namaz padhne ja raha hoon, main asr ki namaz padhne ja raha hoon, us waqt main masjid mein hoon.” The Concept of Dua In Islam · 2007
1:39:07 “wahan par ke aajaaye ke tumhari niyat nahi thi namaz ki, tum toh market ki niyat liye hue khade the wahan par. toh niyat ka matlab kuch shabdon ko dohrana nahi hai, niyat ka matlab hai ke dil poori tarah se wohaan par maujood ho aapka, aapki soch wohaan par poori tarah maujood ho,” The Concept of Dua In Islam · 2007
2008
17:03 “niyat ka matlab yeh hai ke socha hua roza rakhna. yaani sochne wale process ko pehle jaari karna phir roza rakhna. wohi jo mein ne arz kiya ke democracy se pehle democratization ka process chahiye. wahi yahan bhi hai.” The Spirit of Roza · 2008
2014
47:26 “har cheez niyat par base karti hai to niyat ka matlab yahi hai ke aap sach much aap ne is ko chaha ho.” Prophetic Example · 2014
2015
1:00:41 “niyat to, yani niyat ka matlab hai intention. yani kisi, kisi cheez ko aap jaise aap infaq farz karte hain, infaq karein ke” Peace of Mind · 2015
2020
36:05 “niyat ka matlab woh seeker hona chahiye, unko zaroori. niyat ki satah par aap kaise hain? interest ki level par aap kaise hain? yeh dekha jayega.” The Message of Surah Yusuf Political Management · 2020
2022
42:34 “achha mera ek aur sawal tha ki main ramzan ke mahine mein jo roza rakhti hoon kya iski niyat har din karna zaroori hai jo niyat hoti hai roza rakhne ki ya bina niyat ke bhi main roza rakh sakti hoon ramzan ke dinon ki? dekhiye niyat ka matlab sab samajhte hain zaban se zyada hi yah samajhte hain. niyat ka matlab hota hai intention, spirit. niyat ka matlab sp” CPS Women Interaction · 2022
Also: dua tauba ibadat tazkiya zikr tadabbur All words