2005 2015 2025
2007
40:53 “to qurbani ka matlab hai keh apni khwahishon ki qurbani. apni ego ki qurbani.” Lessons from Hajj · 2007
27:06 “to Mina ki qurbani ka matlab yeh hai ke aadmi janwar ko qurban kar ke is baat ka izhaar karta hai ahad karta hai ke main qurbani ki had tak ja kar ke Khuda ka kaam karunga yani gardan katwana nahi” The Spirit of Hajj · 2007
2008
26:19 “to qurbani ka matlab yeh hai ke aap yeh ahad karein, amli ahad ke meri zindagi khuda ke liye waqf rahegi. apne aap ko mein dedicate kar doonga.” The Message of Hajj · 2008
2011
34:10 “to unhon ne jo mehnatain keen, qurbaniyan dein. qurbani ka matlab nahi gardan kuttwayi. gardan kutwane ko log musalman qurbani samajhte hain. musalmanon ka lafz qurbani bola jaye to samjhein gardan kutwana. halankay yeh to kuch bhi nahi.” Fragments of a CPS Mind · 2011
24:51 “yeh bilashuba bohat bada amal hai, is ka bohat bada sawab hai. Lekin janwar ki qurbani ka matlab kya hai? kya sirf yeh hai ke ek khareed kar ke layen aap mandi se ek janwar aur us ko ja ke zabah kar dein aur is ka gosht kha lein?” The Message of Eid Al- Adha · 2011
28:39 “elamati yani symbolic. real thi kya thi? woh bete ki qurbani thi, bete ki qurbani. ab aap ghor farmaiye ke bete ki qurbani ka matlab kya hai?” The Message of Eid Al- Adha · 2011
24:39 “yeh bilashuba bohat bara amal hai, is ka bohat bara sawab hai. lekin janwar ki qurbani ka matlab kya hai? kya sirf yeh hai ke ek khareed kar ke layen aap mandi se ek janwar aur is ko ja ke zabah kar dein aur is ka gosht kha lein?” The Message of Eid Al-Adha · 2011
28:27 “ab aap ghor farmaiye ke bete ki qurbani ka matlab kya hai? yeh bohat zyada sochne ki baat hai. hamari qurbani koi value nahi hai, kyunke hum ne is ko do hisse kar diye. ek hissa chhod diya, ek hissa liya.” The Message of Eid Al-Adha · 2011
1:14:21 “Dilli se. unhone likha hai: "qurbani ka matlab hai doosre ko aaram dena. phir janwar ka khoon bahana kitna jaiz hai? pet vegetarian waston se bhi barhta hai. phir sawad ke liye gosht khana, janwar ko marna kitna jaiz hai?” The Message of Eid Al-Adha · 2011
2016
1:21:56 “qurbani bila shakk sab bari qurbani hai is sense mein ke rai qurbani ka matlab hai apne ego ko ego ko qurban kar dena.” Formula of Human Life · 2016
Also: dua tauba ibadat tazkiya zikr tadabbur All words